Ek din me kitni posts allowed Hain ??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ek din me kitni posts allowed Hain ??
    Dostu ec forum par Kam say Kam daily kitni posts karna parti Hain. Aur ziada say ziada hum kitni posts ka sakty Hain. Kindly wo members ju ye janty Hain Meri islah farma seen. Thanks
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ek din me kitni posts allowed Hain ??

    G dear aik din m 50 posts allowed h jis m 4 threads h ya limit h forex forum no traf se na ap is se ziada kar sktay h or na kam kar sktay ho ya limit h forex forum ki tu ap apna koi limit ni bana sktay ho
    • #3 Collapse

      Re: Ek din me kitni posts allowed Hain ??

      Pak forex forum par daily posting ki limit hy 50 post ki ap dally ki ziada se ziada 50 post kar saktay han is se ziada nhi kar saktay aur pak forex forum par ap agr achi quality ki knewledge aur information ki posting kartay han tu ap kam post kar k bhi acha bonus hasil kar saktay han
      • #4 Collapse

        Re: Ek din me kitni posts allowed Hain ??

        Forum me maximum 50 post allow hey magar good bonus ko hasil karny key ley forum members ko daily 15 to 20 posts ki limit rakni chaye es se zeyda ki posting agar ki jaye to delete ho sakti hay, forum rules ko update kar dia gia hay app ko good posting work key ley forum key rules ko read karna ho ga.
        • #5 Collapse

          Re: Ek din me kitni posts allowed Hain ??

          threads h ya limit h forex forum no traf se na ap is se ziada kar sktay h or na kam kar sktay ho ya limit h forex forum ki tu ap apna koi limit ni bana sktay ho Pak forex forum par daily posting ki limit hy 50 post ki ap dally ki ziada se ziada 50 post kar saktay han is se ziada nhi kar saktay aur pak forex good bonus ko hasil karny key ley forum members ko daily 15 to 20 posts ki limit rakni chaye es se zeyda ki posting agar ki jaye to delete ho sakti hay, forum rules ko update kar dia gia hay app ko good
          Click On Name And Visit My Journal
          Naseer953 Trading Journal
          • #6 Collapse

            Re: Ek din me kitni posts allowed Hain ??

            Dear is mein ham ko sirf 50 posts kar e cheiy is mein ham ko is se up posts nahi karne chaiye agar ham is mein 50 se up psots kar te hain to hjam ko is mein error aa jta hain is liy ham ko is mein zda posts nahi karna chaiye uar ham ko is mein thared bho kar ne ceiye ye iak acha business hai ham ko is mein mehnat karna chaiye.
            • #7 Collapse

              Re: Ek din me kitni posts allowed Hain ??

              aik din main 50 posts allowed hain jis se zyda ap posts nahi kar skty hain es liye ap apni posts ki limit ko daily base par pora karen or jub ap daily base par forum ko time dety hain tu ap boht acha knowledge gain kar skty hain or sath sath apko acha bonus bhi milta hai tu ap daily ki 50 posts karen or un 50 posts ko boht achi quality k sath likhen jis se apko acha bonus bhi mily ga or thanks bhi apko boht milengy
              • #8 Collapse

                Re: Ek din me kitni posts allowed Hain ??

                Assalamu Alaikum dear brother ap ne bahutr acha sawal kiya hae main ap se agree karta hun forex main aik din main 50 posts allowed hain jis main four thread bhe shamil hain magar daily ke 50 posts sirf un ke liye mumkin hain jo jobless hain or sirf forex par he kam karte hain warna average daily ke 25-30 posts ho jate hain
                • #9 Collapse

                  Re: Ek din me kitni posts allowed Hain ??

                  ASalaam Alaikum Janab pehchana aapne bilkul theek kaha hai lekin main aapko apna batana Chahta Hoon Ki hmain daily 30 se 50 ke Darmiyaan post karne chahiye Kyunki Is Tarah Hum relax bhi Hote Hain aur hmara kaam bi aasaani se ho jata he
                  Visit My Profile
                  • #10 Collapse

                    Re: Ek din me kitni posts allowed Hain ??

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Sikandar Sunny پيغام ديکھيے
                    ASalaam Alaikum Janab pehchana aapne bilkul theek kaha hai lekin main aapko apna batana Chahta Hoon Ki hmain daily 30 se 50 ke Darmiyaan post karne chahiye Kyunki Is Tarah Hum relax bhi Hote Hain aur hmara kaam bi aasaani se ho jata he
                    G ha jasa ap ny khaha ha to hm asy he krty ha sb ky hm 40 sy 50post krty ha ous sy zada ni
                    • #11 Collapse

                      Re: Ek din me kitni posts allowed Hain ??

                      DEAR ham as main aik din main as main ham sref 50 posts hi kar sakte hain as main ham as se kabi bi ziada posts nahi kar sakte hain q k agar ham as main ziada kare gee tu hamra limit a jay gaa kee as se age as main posts na karo aor agar ham bar bar try karte rahe tu as main aesa karne se hamra account as main ban ho skata hai as liy hame chahiy hai ke ham as main aesa na kare
                      • #12 Collapse

                        Re: Ek din me kitni posts allowed Hain ??

                        Bhai jan aik din mein 50 posts ki allowed hain aur ap isse zada posting nahi karte hain agar ap posting karte bhi hain to apko limit aa jaye gi aur humko is mein zada posting karne se behtar hain k is mein akm posting kare magar miyari posrting are pher ja kar ap is mein earning kars kate hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Ek din me kitni posts allowed Hain ??

                          dear friend ak din main 50 post karny party hain as say ziada hum nahi kar sakty aur as main hum 4 thread bhi kar sakty hain thread ka karna ap ko achay thanks deta hy thread lazmi kia karen
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Ek din me kitni posts allowed Hain ??

                            bhai hum is main daily 50 post kr sakte hein ise zada allowed nai ha ur thread ki limet 4 hai hume is main forum rule k mutabiq kam krna chaiye hume is main sarif hume is main knowledge wala kam krna chaiye

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X