mistakes hamare teachers hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    mistakes hamare teachers hain
    forex mai jab hum kam karty howe mistakes kar dety hain to hamy loss ho jata hain is mai market ka ya brokers ka koi balm nahi hota forex aik world wide or kabe be band na hony wala business hain forex aik asa business hain jo hamy learning ky sat earning be deta hain forex east wast mai bohat taze sy famous ho raha hain forex aik real or unique business hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: mistakes hamare teachers hain

    Bilkul teek kaha aap nay forex trading may aap pehlay din say expert nahee ban sakhthay is knliay aap ko buhut experience our knowledge ke zaroorath hothe hay our wo aap jab trading karthay hay tho os say hasil karthay hay lekin agar hum apne trading may honay walay losses say apne mistake par tawaju Dy tho wo mistakes khatam ho sakhthi hay our hum per same mistake say mehfoz rehthay hay.
    • #3 Collapse

      Re: mistakes hamare teachers hain

      Dear member aapne bilkul right Kaha mistake Hamare best teacher saabit ho sakte hain Kyunki Agar Hum Koi Galti karte hain tu Ham apni Galti ko control karne ke liye use improvement kar lete hain jisse Hum Apne experience Ko Bhi Jyada Se Jyada improved kar sakte hain
      • #4 Collapse

        Re: mistakes hamare teachers hain

        Dear Sir ap ki bat bilkul durust hai mistakes hamri prhli teacher hai in apni mistake se bhoht si chize sekhta hai ur apni mistake ko repeat na kre to tarki kar sakta hai.
        • #5 Collapse

          Re: mistakes hamare teachers hain

          salam forex and slam pakistan
          Dotoon mzy ke batt yh hy mistake he sb sy bara ustad hy jo sabk hum mistake sy sekhty hin yh bara sy bara teacher bhe nhe sekha skta to meri tammam forex seniors sy resquest hy kah jahan bhe forex main kesi ko koi masla bany to us positave hall bataya jaye takk hum sb ka mushtraka business hy to hamin forex sy ziada sy ziada kama skin yhe forex ka or dunya ka asool hy ....kon kon es batt sy agree hy thanks kr ky bata skty hin
          • #6 Collapse

            Re: mistakes hamare teachers hain

            Jis traders nai apnai mistakes say sabaq seek hai wo har trader ajj aik expert trader hai iss lye hamai chaye ke hamai jab loss hojay hamai apni ghaltya dhondni chaye aur un ghaltyo ko khatam karna chaye tab ham profit Kama sakaingay.
            • #7 Collapse

              Re: mistakes hamare teachers hain

              G bilkul aisa hi he mistake hamaray teachers hotay hain or jab bhi koi mistake ho Jaye to us se sabaq seekhna chahiye or usko dubara repeat nahi karna chahiye, q k Agar ap us se sabaq hasil nahi Karen gay to boht nuqsan ho ga or apko kamyabi nahi mily g
              • #8 Collapse

                Re: mistakes hamare teachers hain

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Select پيغام ديکھيے
                forex mai jab hum kam karty howe mistakes kar dety hain to hamy loss ho jata hain is mai market ka ya brokers ka koi balm nahi hota forex aik world wide or kabe be band na hony wala business hain forex aik asa business hain jo hamy learning ky sat earning be deta hain forex east wast mai bohat taze sy famous ho raha hain forex aik real or unique business hain
                Mistakes Forex trading Mein Hamari trading karne mein bahut jyada help karte hain Agar Ham apni mistakes se learn Karte Hain Jo hum Forex trading se bahut jyada learning kar sakte hain
                • #9 Collapse

                  Re: mistakes hamare teachers hain

                  Mistakes ke sabse main kaam karna chahiye Hamen Japanese mistakes ko control Mein Rakhna chahiye Kyunki Agar Hum Log Yahan Par already mistakes kar lete hain to Hamein Yahan Par FIR nuksan Nahin Hoga Aur Hum Yahan Par samajh Samajh Kar kaam karte Jaenge Baaghi ki taraf step-by-step Kiya par kaam karna bahut acche wala Ho Jayega sab ke liye aur Yahan Par permanently
                  • #10 Collapse

                    Re: mistakes hamare teachers hain

                    bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa achi earning hasil karni ha to per hum ko chaheya ka hum lot of hard work karna start kardaa q ka ager hum lot of hard work kartaa ha to per hum ko achi earning hoge or ha hum ko apni mistake sa kuch na kuch learning karni chaheya to per hum ko acha experience hoga..........
                    • #11 Collapse

                      Re: mistakes hamare teachers hain

                      G bhai achi bat ki hy ap ny...mistakes hmin wahi sikhati hn practicaly jo k aik teachr smjhata hy agr hm un sy seekhin un ko releat na ktin to he hm achy ecperienced or professional trader bn skty hn
                      • #12 Collapse

                        Re: mistakes hamare teachers hain

                        yes dear forex world ka best business ha or loog es ko bohat taizi se join kar rehay hain
                        dear mistake hamari tub teachar ban sakti hain jub hum me hardworking ho or hum discipline kay sath trading karay gay or hum apni jo mistake hoti ha un ko ignore karnay ki bajaey un ko note karay phr un ko analysis karay takay again wo mistake na ho
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: mistakes hamare teachers hain

                          yes bhai mistake hamry leay aik best teacher ka role ada karti hain ager app apni mistake say learn kar jaty hain tu kabhi bh ap ko kisi bhi teacher ki need nahi rehti hai forex main har kisi say bar bar galtian hoti hain aur aik he galti 100 bar rpeat hoti hai jin main risk aur ziada lalch karna hai aur money mangement k khilaf kam akrna hai iss galtion say hmain sekh akr he forex main success milti hai kyon k jab tak ham los nahi krwaty ham us galti ko bar bar krty hain iss leay ham ko in say bohut kuch sekhny ko milta hai.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X