kaya indicators ko ignore karna chahey
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    kaya indicators ko ignore karna chahey
    forex mai hamy indicators ko ignore nahi karna chahey hamy in ko use kar ky kam karna chahey pher he hum kar ky acha profit gain kar saky gy hum is mai live trading be kar sakty hain hum is mai amount be invest kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain is mai hamara koi be boss nahi hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: kaya indicators ko ignore karna chahey

    Dear indicator ko ignore nahi karna chahie waise to indicator bahut Sare Hain Use wahi indicator karna chahie Jo Mark II ki moment achchi Baatein jyadatar profit De Usi indicators Ka istemal Karna chahie lekin Mukamal Tor par indicator par believe nahi karna chahi indicator Sara Deta Hai Ke market Kidhar Ja sakti hai Baki Apna experience aur knowledge use karna chahie....
    • #3 Collapse

      Re: kaya indicators ko ignore karna chahey

      Blkul G app sahe keh rahai Hain hamai apnai trading !ai aik ya do Indicater lazmi use karnai chaye aur wo aisay indicaters ho jis pe hamai uboor hasil ho jisko ham jantai ho.agar ham kise indicater pe uboor hasil kartay Hain to wo hamai lazmi profit daiga.
      • #4 Collapse

        Re: kaya indicators ko ignore karna chahey

        forex trading chart main koi bhi asa tool nahi ha k jois ko ignore kai ja skay ,chart main indicatore ko bht ahmiyat hasil ha bht se seniors indicator ko use krty hain is k mutabik hi trade open krty hain ,,
        • #5 Collapse

          Re: kaya indicators ko ignore karna chahey

          Trading mein indicator bhot hi help full ho sakty hen enhe ignor nhe karna chahye aur ye usi time apko faida dain gy jab ap ko indicator ka estaml ata ho ga aur indicators ko read kar k ap uspe trade lagana janty ho gy indicator sahee hoty hen aur trading tool k tor per istamal hoty hyn in pe work out ki zarort hoti hy
          • #6 Collapse

            Re: kaya indicators ko ignore karna chahey

            Ji haan bilkul indicator hum Hain just sla data hai market kis taraf kar rahi hai to isliye mukamal Tor par indicator par depend nahin karna chahie to bus an indicators ko phone on karo Jin par aapko lagta hai ki profit mil sakta hai baaki to kaam ho hi karo two indicators thik hai use karna chahenge magar thode thode Taki hamare kuch help ho sake aur market ke bare mein samajh sake indicators helpful tool hai trading ke
            • #7 Collapse

              Re: kaya indicators ko ignore karna chahey

              Yes boss aap ki baat durast h k ham ko as mien jab kaam karna h tu ham ko as mien indicators astmal nahi karna hota h aur as mien jab ham kaam kerte hien tu log kehte hien k ham ko signalsmil rahe hien magar mien as mien signlal ko nahi manta hun aur mein as mien as baat per yaqeen kerta hun k jetna ham as mien khud sy acha fesla ker sakte hien kio aur as mien fesla nahi ker sakta h as lyee ham ko as mien khud sy analysis karna hota h aur ham ko as mien soch samjh ker bad mien trade karna hota h jab ham as mien dosro sy signals lete hien tu ham as mien her bar apna nuqsna ker sakte hien as lyee ham ko apne aap ko as mien nuqsan sy bachana hota h aur ham ko as mien kaamee kerna hota h as lyee her bar mien forex mien signals nahi leta h aur mien as mien khud sy trade ker leta hun aur kuch na kuch kamaee ker leta hun.
              • #8 Collapse

                Re: kaya indicators ko ignore karna chahey

                forex aik online or world wide business hain is main indicator ki bohat ehmiyat hain hamy isy kabe be ignor nahi karna chahey hamy is main expert o kar kam karna chahey pher hi ham is main successful ho sakty hain is main hamara koi be boss nahi hota ham isy apna life time career be bana sakty hain yai aik international business hain
                • #9 Collapse

                  Re: kaya indicators ko ignore karna chahey

                  Dear bilkul ham ko is mein indicator ko nazar indaz karna chaiye aur ham ko is mein ihdicator ki help se ham ko s ein tarde karna chaiye ar ham ko is mein ihtyt se trade karna chaiye trade kar te waqat ham ko is mein jaldi nahi karna chaiyeham ko is mei ihtyt se tarde karna chaiye ye aik acha business hai ham k is mein ache se kam karna chaiye.
                  • #10 Collapse

                    Re: kaya indicators ko ignore karna chahey

                    forex aik online or kabe be band na hony wala business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain forex aik asa business hain jo hamy learning ky sat earning be deta hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain forex all world mai bohat taze sy famous ho raha hain is mai hamara koi be boss nahi hain
                    • #11 Collapse

                      Re: kaya indicators ko ignore karna chahey

                      indacators ko use karny sy he hum kamyabe hasial karty hain hum gar mai bath kar forex mai kam kar sakty hain forex aik unique business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai agar lalchi ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka koi balm nahi hota
                      • #12 Collapse

                        Re: kaya indicators ko ignore karna chahey

                        dear app forex main jitny marzi expert houn ap ko kabhi na kbhi indicator ki help laini he parti hai kyob k indicator say app ko market k bary main guide karty hain ager app ki un par achi tarah say practice hai tu tab he app indicator ki working ko samjh sakty hain is leay ap ager us karty hain tu is main koi buri bat nahi ha main bhi khud use karta haun aur mujhy kafi sari help milti hai jiss main main earning bhi karta huon.
                        • #13 Collapse

                          Re: kaya indicators ko ignore karna chahey

                          me ye nahi kehta k ap ko indicators ko ignore karna chahiye lakin me ye zaror kahu ga k ap ko chahiye k ap jitna zayada ho sake apne experience or knowledge se trading kiya kare or indicators se thori bohat help le liya kare lakin ap totally indicators ki bina par trading mat kiya kare ku k koi bi indicator ho wo 100% sure nahi hota k us se ap ko profit hi hona hai or agar ap ne kabi esi galti kar di or koi big trade indicator ki base par laga di to ap loss hone k bohat hi zayada chances hon gey so ap is se avoid kare.
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: kaya indicators ko ignore karna chahey

                            Bhae indicator ko use kr k ap khud kuch bhe nhn seekh sakte or hamesha trading k liye indicators pe hi bharosa karte rahen ge or khud kuch bhe ttade nhn kr sakte.ap jab khud trade kren ge to apko experience hasil ho ga or ap trading seekhen ge leken agar apko indicator ki aadat ho gae to indicator hi sekhen ge trading kbi bhe nhn seekh sakte .

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X