Trading mai Frustration aur stress ko control karny ke zaroorat

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading mai Frustration aur stress ko control karny ke zaroorat
    Trading mai Frustration aur stress ko control karny ke kafi zaida zaroorat paish aa sakti hai. traders ko muslasal loss hony ke baad ya phir bara loss hony ke baad traders aksar stress aur frustration ka shikar ho sakty hain. ager traders Trading mai Frustration aur stress ko control na Karin tu phir iss trah ke sorat haal mai traders ka apna he loss hota hai kion ke stress aur frustration mai trading aur b buri ho jate hai aur iss kay elawa b stress aur frustration sehat kay liye b achay nai hoty hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading mai Frustration aur stress ko control karny ke zaroorat

    Trading mn stress us wqt bht zayada hoti h jb loss ho jay aur rrcover na ho raha ho. Bht sy traders aisy time pr mazeed loss kr lety hn. Es stress sy bachny ka behter tareeqa yahi h k kuch din k ly trading rok di jay. Aur forum pr posting start kr lain. Es sy bi bonus mn izafa ho jata h. Aur time bi waste ni hota.
    Just view ???, Like kon kry ga???
    • #3 Collapse

      Re: Trading mai Frustration aur stress ko control karny ke zaroorat

      Dear friends umeed ha k ap sub theak ho gay friends hum ko caehyh k hum jub be koe be trade karin to apnay jazbat ko contraol kar k he trade karin kau k jub hum jazbat may a k rade karty hain aur tension may trade karty hain to hum ko loss hota ha es leyh better ha k hum aram say aur sahe trade karin to better ha.
      • #4 Collapse

        Re: Trading mai Frustration aur stress ko control karny ke zaroorat

        Yes dear ap ny thk kaha hy jab forex main loss ho raha ho to bahut zeada stress ho jata hy. Aur aksar es condition main ghalt decision ho jaty hen jis ki wja se aur zeada nuqsan ho skta hy.trading k Doran apny jazbat ko control main rakhna chahy aur sabr aur hosh main reh kar decision lena chhay.
        • #5 Collapse

          Re: Trading mai Frustration aur stress ko control karny ke zaroorat

          اصل پيغام ارسال کردہ از: b2b پيغام ديکھيے
          Trading mai Frustration aur stress ko control karny ke kafi zaida zaroorat paish aa sakti hai. traders ko muslasal loss hony ke baad ya phir bara loss hony ke baad traders aksar stress aur frustration ka shikar ho sakty hain. ager traders Trading mai Frustration aur stress ko control na Karin tu phir iss trah ke sorat haal mai traders ka apna he loss hota hai kion ke stress aur frustration mai trading aur b buri ho jate hai aur iss kay elawa b stress aur frustration sehat kay liye b achay nai hoty hain.
          Assalamu Alaikum Jaise ke hum sab log Jante Hain ke Forex trading Ek bahut hi critical business hai isme Ek mistake aapko Hero se zero kar sakti isliye Hamesha Soch Samajh Kar treat lagayein aur Market ko analyse karne ke bad Sher ko open Karen
          • #6 Collapse

            Re: Trading mai Frustration aur stress ko control karny ke zaroorat

            Assalamu Alaikum Janab bhai jaan aap bilkul theek kahan hai kya ghar mein Pakistan Forex forum Kabhi chahiye to hamein chahiye kahan stress aur frustration ko control karne ke kya Karan Is Tarah Karenge to relax Honge aur Relaxo kar kaam Karenge aur Sabar ke sath Karenge to Hamsar usme Kamyab Ho Jayenge
            Visit My Profile
            • #7 Collapse

              Re: Trading mai Frustration aur stress ko control karny ke zaroorat

              G ha bhai app ni 100%sahi baat ki hi qk jub hum pressure frustration or stress me koi b kam kerti hi to wo kam theek honi k baji or harabjota hi trading k time fresh mlnd k sat trade open kerna chahyi stress free hoker trading kerni chahyi
              • #8 Collapse

                Re: Trading mai Frustration aur stress ko control karny ke zaroorat

                Friend , little learning bohat khatarnaak hai agr ap little learning kar k trading start kar deyte hen to ap yakeenan loss main ja saktey hen .ap ko forex k bare main zayada se zayada ilam hasil karna chahye ta k ap loss se bach saken ,Dua hai k ap ko kamyabi hasil ho,thanks
                • #9 Collapse

                  Re: Trading mai Frustration aur stress ko control karny ke zaroorat

                  forex aik online business hain hamy is mai hard work or mehant sy kam karna chahey loss hony par hamy zada stress nahi lena chahey balky hamy is main sabar or tuhmal sy kam karna chahey pher hi ham is main loss sy bach sakty hain or acha profit haisl kar ky apni zarorto ko pora kar sakty hain ham isy apna life time career be bana sakty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading mai Frustration aur stress ko control karny ke zaroorat

                    Dost umeed hai ap ki trading achi ja rahi hogi,forex business is not difficult but we make it difficult.if we do more and more practice in demo account to get strong experience than this is not difficult to earn money but if we have no experience than it is very difficult to earn money from that business keep work here ,jitna mehnat kar sako karo and apni life ko badlo.good luck
                    https://t.me/pump_upp
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading mai Frustration aur stress ko control karny ke zaroorat

                      Ap ney yeh bahut important point highlight kia hy dost. Trading main lagatar loss ki wajhan se trader pereshan ho jaty hain jiski wajhan se woh akser beri lot ky sath trade laga ker is loss ko cover kerna chahty hain per is pereshani main woh apna hi nuqsan kerty hain. Tention main trading kerna koi behter option nhen hy.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading mai Frustration aur stress ko control karny ke zaroorat

                        hamy apny mind ky stress ko dor kar ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum kam kar ky paisa kama saky gy forex aik international business hain hum is mai part time trading kar sakty hain hum is mai full time be trading kar sakty hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain is mai kam karny ky liye hamy kise be ofice mai jany ke zarorat nahi hote

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X