Ankhon ka dard our forex.
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ankhon ka dard our forex.
    ASLAMOALIKUM DEAR FRIENDS! umeed hai keh ap sab kharyat say honge friends kuch member esay hain jin kay ankhon main dard ho jata hai forex ki waja say .friends ankhon ka dard iss lay hota hai q kay kuch members aik he dafa 50 posts ker dety hain jis ki waja say wo dard ka shikar ho jaty hain unhein chy keh wo aik he dafa 50 post pori na krein balke thora thora ker kay iss say na ankhon main dard hoga our na he hamari posts zyda posts delete hongi .friends meri dua hai keh ALLAH PAK dunya our akhrat ki kamyabi naseeb farmay AMEEN!
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ankhon ka dard our forex.

    bohat acha sawal ha ager hum forex trading ma koye trade ko open kartaa ha to per hum ko chaheya ka hum us ko baar baar na dakaa q ka ager hum us ko baar baar daktaa ha to per hum ko eyes ka problem ho sakta ha laken ager hum baar baar nhi daktaa ha to per hum ko eyes ke problem nhi ho sakte ha............
    • #3 Collapse

      Re: Ankhon ka dard our forex.

      G han dear me apki bat sy itfaq karta hon apny bhot he achi bat shear ki hai dear mery kheyal me ham zeyada tar secreen kay samny he bethy rahty han kabhi posting me to kahbhi trading kay lye is sy screen ki light sy hamri ankhin pe bhit he zeyada asar hota hai lehaza hamen is kay bary me bhi koi na koi tabeer nelakni chahye ta kah hamenis problem sy bhi bach saken
      • #4 Collapse

        Re: Ankhon ka dard our forex.

        Ji dear forex Ankho k durd h is m koi shak ni h forex m hm din rat screen p dekh k km krty h is ly hmy ankho m dard ho jata h q k forex m km screen ko dekh k hota h is ly ankho ka dard tu ho ga
        • #5 Collapse

          Re: Ankhon ka dard our forex.

          g han brother main ap se agree karta hun ap ne bahut achi bat share ke hae forex member jin ke eyes kamzor hain woh light ke age zayada deer tak nhe beth sakte to woh members aik he time main sare posting na karen balke 24 hours main break le le kar posting karen take un ke eye sight ko zayada asar na pare
          • #6 Collapse

            Re: Ankhon ka dard our forex.

            Bihar member Aankhon Ka Dard Hai Itna Bada masla Nahin Hai Lekin Agar loss ho to Forex Mein Sar Mein Dard Jarur Hota Hai aur sar ka dard ka masla tu samajh mein aata hai lekin aap uske liye aap ko Apne laptop LCD se do Phir Dur Hoke baith kar dekhna chahi tab Aap Ki Aankhon Ko Jada nuksan Nahin Hoga aur 24 ghante ki nahin Dena chahiye Banke aankhon ko Aaram bhi Dena chahiye
            • #7 Collapse

              Re: Ankhon ka dard our forex.

              اصل پيغام ارسال کردہ از: qarisab پيغام ديکھيے
              ASLAMOALIKUM DEAR FRIENDS! umeed hai keh ap sab kharyat say honge friends kuch member esay hain jin kay ankhon main dard ho jata hai forex ki waja say .friends ankhon ka dard iss lay hota hai q kay kuch members aik he dafa 50 posts ker dety hain jis ki waja say wo dard ka shikar ho jaty hain unhein chy keh wo aik he dafa 50 post pori na krein balke thora thora ker kay iss say na ankhon main dard hoga our na he hamari posts zyda posts delete hongi .friends meri dua hai keh ALLAH PAK dunya our akhrat ki kamyabi naseeb farmay AMEEN!
              Aap ki Ya post in Thai fazool hai Forex trading main kaam karne se kuch nahi hota na hi Aap Ke Sar Mein Dard hota hai aur na hi aapke Aankhon Mein Dard Hota Hai Ya fudul post Ki Hai Aapne
              FRD 07 TRADING JOURNAL
              • #8 Collapse

                Re: Ankhon ka dard our forex.

                Dear apne bilkul thek hai kaha k agar ham is mein zyada posts kar te hain to hamre eyes mein dard hota hain ham ko is mien poting karna chaiye agar ham is mein lalbe arse tak kam kar te rahte hin hamra eyes dard hota hain aur ham ko is mein ihtyt se kam karna chaiye taak hamre eyes mein dard nahi ho
                • #9 Collapse

                  Re: Ankhon ka dard our forex.

                  Sir agar hum ko as mien aa ker jab kam karna hota hai tu hamain as mien aa ker her bar ankho mien dard mehsos hota hai q k as mien hum hard work kerty hien tu hum as mien hum her bar as mien earning hasil ker sakty hien as lye as mien hum ko her bar as mien care karna hota hai or hamain as mien khud ki life ko easy bana ker as mien care karna hota hai.
                  • #10 Collapse

                    Re: Ankhon ka dard our forex.

                    bilkul Pakistan forex main agar bahut jyada time denge tumhari aankhon mein dard start ho jata hai forex ko time Dena chahiye aur jyada time lekin waqt se waqt ke sath takia freshman ke sath trading Karen aur freqsep watching Kare aur aap ko bola achha aane par acchi trading ho sake isiliye itna jyada time acche se denge utna hi accha bulayega refreshment ke sath quality wali post hogi.
                    • #11 Collapse

                      Re: Ankhon ka dard our forex.

                      Assalamu Alaikum Ji ka bhajan aapne bilkul sahi kaha hai ki Pakistan Forex forum posting ke dauran Aankhon Mein Dard Bhara Jata Hai Kyunki Jo screen ki race hoti hain wah Aankhon Mein Jalan Paida kar dete hain aur uski Ek Baje bhi ho sakti hai ki aap Jyada Se Jyada time Pakistan Forex form ko Dete Hain aur Hamari Neend Puri nahi hoti isliye Aankhon Ka Dard Bhi shuru ho sakta hai isliye Hamesha hi kahan 1 Acer timetable Banaya ke Hamari posting bhi ho jaye aur Hamara Nind bhi poora Ho is trah Aankhon Ke Jadoo se baat Jayenge aur hamara kaam bhi ho jayega
                      Visit My Profile
                      • #12 Collapse

                        Re: Ankhon ka dard our forex.

                        g ahn bhai jan ap ny boht achi bat ki hai forex trading main jitny bhi mambers hain un ko psting karni parhti hai or aik dn main 50 posts bhi karni parhti hain jis ki wjah se har trado ki ankhon ka bhi bara masla bnata hai es liye sub ko chahye k aik he bar 50 posts na karen q k sehat ka bhi khas khyal rkhna chahye or ankhen ALLAH ki boht bari eemat hai en k bgair insan kuj bhi nahi kar skta tu en ka khas khyal rakhna chahye hmain
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Ankhon ka dard our forex.

                          Yes aik he baar nai lge rehna chahye iss see hum completely he thhak jate Hain aur phir beemar bhi ho skte Hain aur aise mein Kam bhi aaram see na hone ki wjha see ghlt hota hai because hum jldi khtm krne ki koshish krte Hain

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X