Forex ko easy na lain
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Forex ko easy na lain

    Gee dear brother aap ki baat droost hay ky forex main trading kerna aasan nai hay kun ky jab Bhai aap trading kerty hain iss main aap market ka analysis kerty Hain too bhi aap ki trade loss main chali jati hay too iss ka Matlab hay ky trading kerna aasan Kam nai hay.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Forex ko easy na lain

      Friend ,maray khayal say agar app thek sa learn nahe karan gay tu app ko kafe loss ho saktay hai aur business mai loss hona ya kafe thek nahe agar ap start ma ache knowledge hasel ker lya demo say tu app k leya thek raha ga ,Dua hai k ap ko kamyabi hasil ho,thanks
      • #18 Collapse

        Re: Forex ko easy na lain

        Pakistan forex form ko zyada light nahi Lena chahiye kyunki agar hum light lete Hain to hamein bahut jyada loss hota haiis mein jitna Ho sakta Hai hamein deep mein jakar iska knowledge or information leni chahiye aur experience we handle karna chahie kyunki hame deep mein jitna jaenge utna hi accha knowledge milte aayega aur experience bhi hota jayega jisse hum trading maening karke vidra karwa sakte hain
        • #19 Collapse

          Re: Forex ko easy na lain

          اصل پيغام ارسال کردہ از: hardluck پيغام ديکھيے
          Friends, bahut saray traders aisay hotay hain jo forex ko easy letay hain aur yahi samajhtay hain kah es main sirf sell aur buy to karna hay aur aisay trader learn keay bena hi trading start kar detay hain jis ki waja say un ko loss ho jata hay aur un k account wash ho jatay hain esleay hamain forex trading ko kabi bi easy nai lena chaheay.
          Forex trading 1 bahut difficult business hai jo log bhi Forex trading co is a samajhte Hain unko Forex trading se sirf loss hi hota hai traders co Forex ko easy samajhne ki bewakoofi nahi karni chahi
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #20 Collapse

            Re: Forex ko easy na lain

            Dost umeed hai ap ki trading achi ja rahi hogi,forex trading is very difficult for the new users who does not learn about working and starts the trading in a wrong direction and take loss and then sits by lossing heart .ye bohat bura tareka he nakami ka so is sa avoid kijye and do hardwork in a best direction. ,jitna mehnat kar sako karo and apni life ko badlo.good luck
            https://t.me/pump_upp

            اب آن لائن

            Working...
            X