Jab Hum Galti Karte Hain To Hum usse control Kyon Nahin karte

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: Jab Hum Galti Karte Hain To Hum usse control Kyon Nahin karte

    Ji han Sar aapane bilkul sahi kaha hai Ham Galti Karte Hain To Ham apni Galti ko Dobara control nahin kar paate isliye Hamen Galti Nahin Karni chahie Jab Ham Galti Karenge hi nahin To Hamen control bhi nahin karna hoga isiliye Hamen Galti bilkul bhi nahin Karni chahie Kyunki Hamari Ek Chhotisi mistake ki vajah se Hamara account bahan bhi ho sakta hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: Jab Hum Galti Karte Hain To Hum usse control Kyon Nahin karte

      g ha dear aapne kaha thek hain hum ko jaaab ghalti hoti hain tu hum apne apko contraol nhe karte hain mazeeed ghalti karte hain and knowledge or experience a hasil nhe karte hain is liye humhain chahaiye k hum ziyda mistkae ko learn kare ziyda analysis akre merket ko ziyda knowledge or experience a hasil kare take apni mistake ko remove kar k ziyda sya ziyda profti hasil karne ki koshish kare ,
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #33 Collapse

        Re: Jab Hum Galti Karte Hain To Hum usse control Kyon Nahin karte

        jab hum ak ghalti karte hain to us ke bawajood bhi nehn seekte us ki kai waja ho skte hain ak to learning power , lalch , lake of experience and some other facter . ager ak ghalti ho jae to us ko dobra na dohrain balk wo ghalti dobra na ho . ager ho bhi jae to us ko control krain

        اب آن لائن

        Working...
        X