Loss sy ghabrana nahi seekhna hy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Loss sy ghabrana nahi seekhna hy

    Assalamu Alaikum Dosto Se Kabhi Nahin kar aana chahiye Kyunki Agar amarlok Nahin hoga to Hame Pata Kaise chalega ki hum kahan galti kar rahe hain aur jab Ham Galti ko to Rahenge topi Humse bada bewakoof Koi Nahin Palke Hamein To Apno Se sikhana chahiye ki Hamara loss kaise hua Urdu kharab ho Galti na senior se Mishra karna chahiye aur FIR Karni chahiye trade Karni chahiye
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Loss sy ghabrana nahi seekhna hy

      g broa pa sahi kah raha han hma is ma loss sa gabrana nahi chahiya balka is sa hma seekhna chahiya is tar hi hm is ma kamayab ho sakhta han bhot sa log is ma loss hona ki waja sa is ma gabra jata han ar is tara wo ar zaida mistake kar data ahan hma gabrana nahi chahiya baka is agli baar thk karna chahiya
      • #18 Collapse

        Re: Loss sy ghabrana nahi seekhna hy

        Loss ko ghabrana nahin balke sodharna chahye ye sach hai keh ke har trade ke bad achha banna chaye
        • #19 Collapse

          Re: Loss sy ghabrana nahi seekhna hy

          G bhai app ni sahi bat ki humai loss se gabrana nhi chahyi qk loss or peofit to her bussniss ka hisa hi humain loss ki wajohat ko donana chahyi kis wajase loss howa hi is ko control ker chahyi or apni galrion se sekhana chahyi next time same mustake ko repeat nhi kerna chahyi
          • #20 Collapse

            Re: Loss sy ghabrana nahi seekhna hy

            Yes sirhum ko as mien aa ker loss ker k as mien dil chota nai karna hota hai or hamain as mien ghabrana nahi hota hai agar hum as mien aa ker ka kerty hien tu hum as mien her bar earning hasil ker sakty hien as lye as mien aa ker hum ko learning karna hota hai or hamain as mien aa ker learning karna hota hai or as mien khud ki life ko set karna hota hai or her bar as mien super say bee oper earning hasil karna hota hai.
            • #21 Collapse

              Re: Loss sy ghabrana nahi seekhna hy

              Friend ,yes is mai hame zayada learning ki zarrt hoti hai agr ham low knowledge and experince k sath kam karty hain to iss mai ham loss karwa lety hain is liye mere khyal mai iss mai hame propar learning kar k kam karna chaye hai ,Dua hai k ap ko kamyabi hasil ho,thanks
              • #22 Collapse

                Re: Loss sy ghabrana nahi seekhna hy

                G bilkul dear hmen jb b loss ho ussy gabrana nai balky ussy seekhna chae next time un galtio sa bachna chae hmen chae k hm forex ma ziada sa ziada mahant krain taky hmen loss na hoo hmen apna kam achy sa krna chae taky hm kamyab ho saken loss sa hmen sabak seekhna chae
                • #23 Collapse

                  Re: Loss sy ghabrana nahi seekhna hy

                  yes dear app ki bat thek ha jb bhi ham ko loss ho jay tu ham ko ghbarana nahi chaheay kyon k loss hona business ka aik part hota hai har business main pehly los hota hai bad mai profit hota hai loss bhi iss leay hota hai k ap k pas business ko samjhny aur karny ka expereince nahi hota hai jiss waja say ap ko loss hota hai ager ap wohi business ko pehly achi tarh say samjhain phir uss par practice karain aur phir real ko join karain phir ap ko los k chanss bohut kam hoty hain.
                  • #24 Collapse

                    Re: Loss sy ghabrana nahi seekhna hy

                    Loss ho jana trading ka hissa hai aur loss ko dekh kar darna aur conference news nahi karna chahi balka conference Koi ke sath state karni chahiye Taki hamein dobara profit ho sake hamen jab bhi date karni hai confidence ke sath aur dar ko khatam karna hai kouf ke saath koi bhi trade open karenge to eo loss degi isiliye main dar of nahin hona chahie isiliye jab bhi trading Kare to save trading Karen aur earning ke liye trading kare.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #25 Collapse

                      Re: Loss sy ghabrana nahi seekhna hy

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Azaad پيغام ديکھيے
                      dear frndz mery khayal me Jo traders start me zyada loss krty hn aur phr us loss sy kucj seekhty hrn to wo bad me boht achy traders bn jaty hn aur is ki wja ye k wo apny loss sy boht kuch seekhty hn.. Aur aik acha trader hota b wo hi hy jo apny loss sy kuch na kuch seekhy... Agr insan apny loss sy hi nhi seekh skta to acha trader nhi ban hamesha kamyaab trader wohi hoty hen jo loss sy ghabraaty nahi hen baly loss sy wo seekhty hen aur aagy barhty hen himat nahi harty
                      G ha hame chahye keh loss ki jo reason hai onko hame yad rakh kar sikhna chahye our next time hame on mistakes ko avoid karna chahye however loss and profit is business ka hisa hai isiliye agr loss hojay to jazbati nahi hona balke sabr karna he our sochna he keh hame kia galti ki jiski wajha se hame loss huwa ho isiliye sikhna zrori he.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X