when market works slowily.!.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    when market works slowily.!.
    when the market run slowly any one tell me in this condition we can trade or no ? some trade disagree they do not trade and are you trade in this condition tell me.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Market pakistani waqat kay mutabiq subaha 8 say lay kar sham 5 bajy tak slow hi rehti hay is time main agar ap koi trades wagera karana chahty hain to eaisly kar sakty hain
    • #3 Collapse

      jab market slowily ho to ap ko ghabrane ke koi zrorat nahi agar ap apne ap ko kaboo rakhe ge to ap ko faida ho ga ha aksar aisa hota he ke agar market slow ho to ap ki lgaye hoi trade loss me jane ka nuksan hota he a
      • #4 Collapse

        jub market slolwly hti hai tou humain us time trading nahi krni chahiye or us time humain rest krna chahiye or market pr nazar rakhni chahiye casue us time humain bht loss ho skta hai or us losss sai hum trading mai bht nuqsan utha skty hian is liay sbr karna bht zruri hai
        • #5 Collapse

          Dear jis din data aur news nhn hotii aur holiday hota hy os din normally market boht slow hotii hy es liye ap ko chahiye k es mai boht acha kam kar skte ho es liye dear jab ap es mai boht acha reward mil sktii ho dear jab ap es mai boht acha enjoy kar skte ho,,,
          • #6 Collapse

            trade ma market pa nazar rakhna bahut ziada ahmiat ka hamil he q k is k mutabik ap ko apni strategy akhtiar karna parti he, agar market slow ho to har ksim ki investment ko avoid karna chahia
            • #7 Collapse

              salam dosto jab market slow ho to humain us time trading nahi krni chahiye or us time humain rest krna chahiye or market pr nazar rakhni chahiye casue us time humain bht loss ho skta hai...
              • #8 Collapse

                forex market am tor per us waqat slow hoti ha jab koi khas news nahi hoto ya koi aham data nahe hota our rat kat akhari do ya teen ghantay market kafi slow move karti ha
                but i like market in fast move
                • #9 Collapse

                  jab forex ki market slowly work karey to ap ko chahiye k ap is main entry na lain aur us waqt ka intezar karain jab tak k is man fast move nahi ajati hai.
                  • #10 Collapse

                    i think jab market main news nai hotee hain tou market jo hai us waqt slowly work kartee hain nad movemene bee bophat kam hotee hain asee situation main janab app k lai
                    • #11 Collapse

                      han dear mein bht bor ho jata jb market bht skow move krti hmy chahiyeh achy sy mehnat kry forex mein tub e kamyab ho skty hain hmy chahiyeh zaida sy zaida mehnat kry tub e kanyabi mil skti hai hmy forex mein dosri trha bht mushkil
                      • #12 Collapse

                        asalam o alaikum friendz forex maret monday ko amooman work slow kerti hai aur is mien ye hota hai k k ap us din halki lot ya volume se kam keroge to he apko iska profit hoa.
                        • #13 Collapse

                          Market slow hony ki reason hoti hy koi na koi jb World wide koi big discussions ley jaty hain to market up ya down hoti hy agr news ma khuch nai to market slow ho gai Tb hum ko b sabr say kam lety huway trade karni chay ya nai k atty he trade lgao aur faida start ho Jay.baki her aik ka apna mind set hota hy wo kis wkt trade lagna pasand karta hy.
                          • #14 Collapse

                            dear bhai jb market bohat slow ho to trade nahi lgana chaye kun k jb market bohat slow hoti hai to woh hum ko bohat confused krti hai is luy hum ko confused ho kr trade lgaty hain to loss ka zuada chance hota hai hum ko loss sy bachny k luy os time trade krni chaye jb market fast working kr rhi ho
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Market slowly tab move kerti hay jab is main orders kam lag rahay hotay hain. aur ye maximum tab hota hay jab market smoth hon. jab markets open aur close ho rahi hoti hain us time market main boht tezi hoti hay. is kay liye market sustain rehti hay aur kuch small orders open close hotay rehtay hain.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X