Jab mind thakawat mehsoos karay tu trading stop kar deni chahiay?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jab mind thakawat mehsoos karay tu trading stop kar deni chahiay?
    Dear brothers forex trading men koi physical effort nhi hota yeh sirf mind ki working hey aur jo log ziyada profit k chakar men din rat trading kartay hen unn ko chahiay k jab mind thakawat mehsoos karay tu trading stop kar den kiun k trading k liay mind ka fresh hona bahut zaroori hey warna ziyada loss bhi ho sakta hey
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jab mind thakawat mehsoos karay tu trading stop kar deni chahiay?

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Fakhar37201 پيغام ديکھيے
    Dear brothers forex trading men koi physical effort nhi hota yeh sirf mind ki working hey aur jo log ziyada profit k chakar men din rat trading kartay hen unn ko chahiay k jab mind thakawat mehsoos karay tu trading stop kar den kiun k trading k liay mind ka fresh hona bahut zaroori hey warna ziyada loss bhi ho sakta hey
    Hamein always hi fresh mind ke saath trading karni chahi jab Hum fresh mind ke sath trading karte hain tab hi Hum successful Ho paate Hain aur jab Hum apne mind mein thakawat mehsoos karte Hain tab Hum right decision nahi le paate hain aur ISI ki vajah se Hum lose ho jate Hain trading main decision hamare liye bahut important hote hain isliye hamein chahiye ki hum acche decision de Taki Hum successful trading kar sake jab hamare decision acche honge tab hi Hamein kamyabi mil sakti hai
    • #3 Collapse

      Re: Jab mind thakawat mehsoos karay tu trading stop kar deni chahiay?

      G han dear me apki bat sy itfa qkarta hon apny bhot he achi bat shear ki hai dear mery kheyal me forex traading business me jab tak hamra mind fresh hi tab tak hamen posting bhi karni chahye or trading bhi karni chhaye jab hamra kesi or side pe jany lagy kaen or ki sochny lgy to behter hoga kah hamen ye dono kam usi rime pe stop kar deny chhaye waran to hamen kesi bry loss ka samna karna hoga
      • #4 Collapse

        Re: Jab mind thakawat mehsoos karay tu trading stop kar deni chahiay?

        Buhut achee baath me hay aap nay is liay may saara ka saara faida nuqsaan aap ka khudh ka he hotha hay is liay hamay chahiay ke trading hamesha fresh mind k saath he Kia karay our agar aap depressed hokar trading karthay hay tho aap ko he loss hoga our aap he ka account wash hoga is liay apna nuqsaan karnay say behthar hay bandha wait karay.
        • #5 Collapse

          Re: Jab mind thakawat mehsoos karay tu trading stop kar deni chahiay?

          jb hama fresh na aho to hama mo chiya ham sahi freah ho jaywe kb ham thakay howya ho to ham kam kry to phr sabi kam nai ho sgta hy our ho sgta hy k ham zeada losss kr dy is liya kb ham kam krny lgy to is batka bhi hama ko dyhan rakhna chiya k ham ahai fresh ho yo tb ham kam kryp
          https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
          • #6 Collapse

            Re: Jab mind thakawat mehsoos karay tu trading stop kar deni chahiay?

            Jee dosto mere bhai ney theek kaha hay kay jab aap mentally thakaawatehsoos karain to trading kabhi na karain , kun kay forex pe trading kay laiy fresh mind hona zaroori he, agar aap ka mind fresh ho ga to aap market ko samajh kay , previous trading ko daikh kay trading karain gy to kaamyaab bhi hoon gy
            • #7 Collapse

              Re: Jab mind thakawat mehsoos karay tu trading stop kar deni chahiay?

              Yeh bazahir to iss Kam mein hamari koi power use nai ho rahi hoti but iss see bhi hum thhk zroor jate Hain zyadah der kaam krne se iss liye rest bhi zroori hai acha Kam krne ke liye
              • #8 Collapse

                Re: Jab mind thakawat mehsoos karay tu trading stop kar deni chahiay?

                yes dear yeh bat ap nay thek kahi hai jab bhi ham tired feel kar rahy hain tu ham ko trade nahi karni chaheay kyion k tab ap ka mind itna active nahi hota hai jiss say app achi trade ko pick kar skaty hain iss lea hum ko sab sy pehly apny mind ko fresh kar k kam krna ho ga phir he hum success ho sakty hain galt trade karny say behtr yehi hota hai k app trade he n akrain ta k ap ko loss na ho.
                • #9 Collapse

                  Re: Jab mind thakawat mehsoos karay tu trading stop kar deni chahiay?

                  ASLAMOALIKUM DEAR FRIENDS! umeed hai keh ap sab kharyat say honge g han jab hamara mind thakawat mehsoos krny lagy tu hamein trade stop ker deni chy q kay ager ham thaky howy mind kat sath trade lagayein gay tu ham ehtyat say kaam nai krein gay jis say hamara nuqsan hoga friends.
                  • #10 Collapse

                    Re: Jab mind thakawat mehsoos karay tu trading stop kar deni chahiay?

                    physical effort nhi hota yeh sirf mind ki working hey aur jo log ziyada profit k chakar men din rat trading kartay hen unn ko chahiay k jab mind thakawat mehsoos karay tu trading stop kar den kiun k trading k liay mind ka fresh hona bahut zaroori hey ap sab kharyat say honge g han jab hamara mind thakawat mehsoos krny lagy tu hamein trade stop ker deni chy q kay ager ham thaky howy mind kat sath trade lagayein gay tu ham ehtyat say kaam
                    Click On Name And Visit My Journal
                    Naseer953 Trading Journal
                    • #11 Collapse

                      Re: Jab mind thakawat mehsoos karay tu trading stop kar deni chahiay?

                      G ha bhai app ni theek kaha hi qk ae aik online earning hi is me koi physical working nhi hi sa4a ka sara kam mind se hita hi ager koi trader zahni taqhwat feel kere to usi aram kerna chahyi qk ager mind fresh na hoga to profit k bajai lss hojata hi is lai mond ko fresh rekhna zaroori hi
                      • #12 Collapse

                        Re: Jab mind thakawat mehsoos karay tu trading stop kar deni chahiay?

                        Friend , A little learning can be very dangerous thing for any person. Learning is need to all person. But all person are need to good proper learn for any worked place. Forex is very good market place its market place are need to good proper learn about in Forex ,Dua hai k ap ko kamyabi hasil ho,thanks
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Jab mind thakawat mehsoos karay tu trading stop kar deni chahiay?

                          forex aik unique business hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai agar tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik international business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain forex aik legal business hain

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X