achy tradors ki pahchan

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    achy tradors ki pahchan
    dear mambers forex trading main boht se tradors trading kar rahy hain jub k har trador ka trading method alag alag hai har trador he apni trdaing skills k according trading karty hain ap ko kiya lgta hai k aik achy trador main kiya kiya qualites hoti hain jis ki wjah se wo apni trading ko profitable bnaty hain?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: achy tradors ki pahchan

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Umairswl پيغام ديکھيے
    dear mambers forex trading main boht se tradors trading kar rahy hain jub k har trador ka trading method alag alag hai har trador he apni trdaing skills k according trading karty hain ap ko kiya lgta hai k aik achy trador main kiya kiya qualites hoti hain jis ki wjah se wo apni trading ko profitable bnaty hain?
    dear brother acche trader ki sabse badi pehchan yeh hai ki achha trader always rules ko follow karta hai jo log is business mein rules ko follow karte hain wohi log is business mein kamyab Ho paate hain aur jo log is business mein rules ko follow nahin karte hain wah kabhi bhi is business mein successful nahin Ho paate Hain isliye hamein chahiye ki Ham is business mein apna experience banaye aur rules ko follow Karen rules ko follow kar raha hamare liye bahut hi best sabit hota hai Hum jitna rules ko jyada follow karenge Hamein utne hi jyada is business mein fayda milega
    • #3 Collapse

      Re: achy tradors ki pahchan

      Acha trader kabi bhi khud ko expert nhi samajhta aur nah hi woh ziyada profit ka lalach karta hey acha trader hamesha dusaron ki help karta hey apnay qeemti time ko bilkul zaiya nhi karta aur jald bazi se kam nhi leta aur soch samaj kar trading karta hey hamesha knowledge ko increase karnay ki koshish karta hey
      • #4 Collapse

        Re: achy tradors ki pahchan

        G han dear me apki bat sy itfaq karta hon apny bhot he achi bat shear ki hai dear mery kheyal me forex trading business me ek acha trader pahly to is business ki learning ly ga us kay bad he us business ko start kary ga trading kay duran wo money management ka bhi kheyal rakhty hoy lot size kam sy kam use kary ga trading me wo sabr sy kam ly ga or lallach kabhi bhi nhe kary ga
        • #5 Collapse

          Re: achy tradors ki pahchan

          G dear achaye trader ki ye pehchan hai Kay wo kabhi Bui lalch ji karta hai balkay huslaye Kay sath trade ko lagata hai aur har junior ki help karta hai ta Kay us ko bhi es ka faida ho sakye
          • #6 Collapse

            Re: achy tradors ki pahchan

            forex aik online business hain agr ham is main hard work or mehan sy kam kary gy to ham successful ho sakty hain hamy is main apni galtio ko avoid kar ky is main market ko achy sy lean kar ky is main kam karna chahey pher hi ham successful traders ban sakty hain ham is main din yai raat main kisi be waqt kam kar sakty hain
            • #7 Collapse

              Re: achy tradors ki pahchan

              forex ke karobar mein achy traders ke pehchan ye he ke hum patience ke sath trade ko open kerty hein or patience ke sath trade ko close kerty hein forex aik online karobar he jis mein hum mehant se profit gain kerty hein ager loss ho to khuly dill se apni galtion ko accept kerty hoy un ko overcome kerty hein forex human self cofidence deta he
              • #8 Collapse

                Re: achy tradors ki pahchan

                ache trader ki oehchan ye hai k woh kam risk leta hain market ka deeply analyses karna janta hai ek hi wqt main kam pair par trade lagata hai lekin soch samajh k sath apne account ko wash hone se bachata hai
                • #9 Collapse

                  Re: achy tradors ki pahchan

                  Assalamualaikum dear friends aapki baat bilkul theek hai Forex trading ke Business mein acche trider ki Yahi Pehchan Hai keva Ziada lalach nahin karta Apne kaam Soch Samajh Kar karta hai hi aur Har Kaam Apne knowledge aur experience share karta hai mein jaldbazi nahin karta Hamesha apni tried Soch Samajh Kar Apne balance ke hisab se karta hai aur Hua Waqt ki pabandi karta hai achha trider kabhi lalach nahi karta Aur Woh apne aap ko expert tried bhi nahi samajhta
                  • #10 Collapse

                    Re: achy tradors ki pahchan

                    jo log is business mein rules ko follow karte hain wohi log is business mein kamyab Ho paate hain aur jo log is business mein rules ko follow nahin karte hain wah kabhi bhi is business mein successful nahin Ho paate Hain isliye hamein chahiye ki Ham is business mein apna experience banaye aur rules ko follow Karen rules ko follow kar raha hamare liye bahut hi best sabit hota hai Hum jitna rules ko jyada follow karenge Hamein utne hi jyada is business mein fayda milega
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: achy tradors ki pahchan

                      hamy learning ko best bana kar kam karny mai he kamyabe milte hain forex aik online or kabe be katem na hony wala business hain hum is mai apne marze sy time tabe bana kar kam kar sakty hain forex aik acha business hain hum is mai agar greedy ban ky kam kary gy to hamy kuch be hasial nahi ho ga forx aik unique busienss hain

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X