Greed se bachny ki har mumken koshish karni chaye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Greed se bachny ki har mumken koshish karni chaye
    Traders ko agar apni trading performance behtar karni ho go us ko chaye key greed ko avoid karny key ley us ko har mumken koshish karni ho gi, agar traders greed karen gey to us ki trading performance mutaser ho sakti hay aur yahi cheez traders key fail hony aur loss hony ki waja ban sakti hey.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Greed se bachny ki har mumken koshish karni chaye

    g han dear me apki bat sy itfaq karta hon apny bhot he achi bat shear ki hai dear greed sy bachny ka ye rasta bhi to ho sakta hai kah ham apna earning ka ek target set kar len jis me jab hamra wo target pora ho jata hai to hamen mazeed trading nhe karni chahye agr ham target set nhe karty han to more more kay chakr me ham lalach karty jaen gay or jo profit ham ny hasil kia hoa hota hai wo bhi waste ho jata hai
    • #3 Collapse

      Re: Greed se bachny ki har mumken koshish karni chaye

      bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa achi earning hasil karni ha to per hum ko chaheya ka hum greed sa door rahaa q ka ager hum greed sa door rataa ha to per hum ko achi earning hoge laken ager hum greed kartaa ha to per hum ko loss ho saktaa ha ...............
      • #4 Collapse

        Re: Greed se bachny ki har mumken koshish karni chaye

        Bahi hum sub mai ya hi sub s bara masla hai ka hum log greed ko nahi chorta hain lalach bori bala hai agr hum lalach krta hain tu huma loos ho hota hai sub krta hain asa koi nahi kah sakta mai nahi krta trade mai agr hum tp ko change krta hain tu ya bi lalach ka zamra mai ata hai is lia dear lalach kum karian ta ka forex mai kamyabi hasil ho saka or acchi earning ho saka
        • #5 Collapse

          Re: Greed se bachny ki har mumken koshish karni chaye

          dear friend forex trading mn aksr trader nakam he lalach ki waja sa hotay hnkeun k woh ziada profit k lalach mn big lot use krtay hn aur trade loss mn janay sa account bhi wash krwa detay hn to meray khial mn agr forex trading mn kamyabi hasil krni ha to lalach sa door rhen
          • #6 Collapse

            Re: Greed se bachny ki har mumken koshish karni chaye

            Ji haan dear aapne bilkul theek kaha hai Greed Se bachne Ki Har Mumkin koshish Karni chahi Mere Hain all ke mutabik Agar Greed Se Bachana Chahte Hain To money management ko follow Kar Ke Chale money management ko follow Kar Ke Chale Ayenge to profit bhi accha nikal aayega aur loss bhi kam se kam Hoga aur lalach se bhi bache rahenge...
            • #7 Collapse

              Re: Greed se bachny ki har mumken koshish karni chaye

              Ap ki baat theak hai k greedy sey bachney ki har mumken kjoshish krna chahey. Kyu k greedy sey bach kr hum market mai achi earning hasil kr sakty hai. Aur hum apney loss ko control kr sakty hai. Greedy sey bach kr ak trader kamyabi hasil kr sakta hai. Greedy sey bach kr hum loss sey bach sakty hai aur humra account bhe wash nahi ho gy.
              • #8 Collapse

                Re: Greed se bachny ki har mumken koshish karni chaye

                ASLAMOALIKUM DEAR FRIENDS! umeed hai keh ap sab kharyat say honge g han friends hamein chy keh ham kabhi bhi lalch na krein q kay lalch insan ko andhy kunway main le jata hai ju banda lalch krta hai uski lalch ka pyala nai bhrta q kay uskay aner na shukri kay itnay surakh hoty hain ju kay usay bharny nai dety.
                • #9 Collapse

                  Re: Greed se bachny ki har mumken koshish karni chaye

                  han bro greed hi ha jo hume sab se zada lose deta ha hume is main lalach bilkal be nai krni chaiye is main samjdari se kam krna hota ha ye business hamre liye sab se acha ur important business hai demo main hume lazmi practice krni chaiye
                  • #10 Collapse

                    Re: Greed se bachny ki har mumken koshish karni chaye

                    Dosto lalach buri bala ha lekin dusri traf insan ki fitrat ha lalach mn samjhta hon k forex mn daily target set krna b nuqsan ka bais bn sakta ha market ap ko lazmi ni daily trade ka chance de gi usool ye bnain market jab aur jitna chance de apne account balance ko ko dekhte hue itni trading krin
                    • #11 Collapse

                      Re: Greed se bachny ki har mumken koshish karni chaye

                      dear bilkul greed hamaray trading kay earn kiey huey profit ko mutasir karti ha or profit ko loss me change kar deti ha dear ap greed se consistent profit earn nehi kar saktay hain or forex me success wo hota ha jo consistent kay sath profit earn karta ha is liey dear greed ko apni trading se dooor rakhainy or market ka knkwledge or exprience hasil karay
                      • #12 Collapse

                        Re: Greed se bachny ki har mumken koshish karni chaye

                        Forex main agar hm greed say kam karain gay to hm forex main kbhi bhi kamyab nahi ho sakty is liyay forex main kbhi bhi zyada profit ka lalach nahi karna cahiyay agar hm lalach say kam karain gay to hm forex main kbhi bhi kamyab nahi ho sakty is liyay zyada mehnat say kam karain aur greed say bachaien kyun ky lalach say siraf loss hi ho sakta hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Greed se bachny ki har mumken koshish karni chaye

                          G dear ap n bikul seah Kha h hmy forex m trdng k Doran greed se beachny ki her mimkin koshish krni chyee q k greed se hmy sirf loss hi hota h is ly hmy phly greed se beachny ki her mimkin koshish krni chyee
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Greed se bachny ki har mumken koshish karni chaye

                            Yes sir aap ne achi baat share ki he hum sub ko greed nahi kerna chahiye or thora thora profit earn kerna chahiye agar hum ye baat zehn se nikal le k hum aik month me karor pati ban jaeinge to ye baat bilkul galt he agar mehnat or lagan se kaam karenge to aap acha profit earn ker sakte he lekin her soorat me greed ko khatam kerna hoga agar hum greed ko chor dete he to aisa samjhe k hum kamyabi ki taraf barh rahe he.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X