metal forex trading, gold , platinium

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #196 Collapse

    Me Metal pe trading nai karta ku k iske liye apke pass 1 bara capital hona chaiye me abhi buss currency pairs pe karta hon trading and woi abhi mere khayal se mere liye best ha so i lov trading in currency pairs... INSHA ALLAH Gold ki traf bhi aonga jaldi hi
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #197 Collapse

      g han forex trading main gold buhat important currency hai major metal hai but agr aap ne ic main trade krna hai tu aap k pass balance or kafi knowledge hona chaye but begginers ko ic se door he rehna chaye
      :mad:No Greed No Emotional Follow Trend And Fundamentals Low Risk Trade With Technical Analysis!:mad:
      • #198 Collapse

        i think metal trading is very risky but more profitable if u have enough knowlege about the forex trading market and have enough experience about the forex trading market then u can make a lot of money from the forex trading market and can change your life style.
        • #199 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: romakyo123 پيغام ديکھيے
          aap sub apni apni rayey dijeye metal forex trading k barey main.is main se kis pe trading karni chayey ya sirf currency main hi trading karen?:confused:
          Main forex trading main new hun aur main to sirf currencies pairs par trading karta hun aur metal trading main nahi karta kyun keh main metals kay bary main sahi say nahi janta aur metals kay liey mery pas capital bhi sahi nahi hay.
          • #200 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: rajug پيغام ديکھيے
            golld or platinim me b trading ho skti ha lekan is me ap ko bohat sa deposit require ha is lie behtar ye ha k ap gold me trading na kro risky ha analysis k bgher gold me trade na kro g or is forex businussme ap currency pairs me trading kro best ha profit gain krne k lie
            G haan bilkul.metal main trading karny kay liey aap kay pass balance bhi zyaada hoona chahiey or patience bhi hoona chahiey.main nay gold main trading ki hai.mery pass 500$ ka account tha or main nay kaafi earning ki thi.abhi tak bhi account hai but ab main currency ki trading kar rha hun.
             
            • #201 Collapse

              Forex trading main sab say ziada trading mery khyal main currencies ki hoti hay humay chahiey keh hum apnay capital ko daikhty huway trading karen kyun keh agar humary pas capital kam ho to humay gold par trade nahi karni chahiey.
               
              • #202 Collapse

                bhai jaan agar app newbie trader hain aur forex trading ki duniya mwin bilkul nayee hain toh phir appko metal se door hi rehna chahiya khas kar k gold kiyun k metal ki market hamesha bohut teez move karthi hai aur isko pakar pana bohut hi muskhil hota hai bohut hi ziyada mushkhil.
                • #203 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: romakyo123 پيغام ديکھيے
                  aap sub apni apni rayey dijeye metal forex trading k barey main.is main se kis pe trading karni chayey ya sirf currency main hi trading karen?:confused:
                  Forex trading main curriencies kay elwa metal ki bhi trading ki jati hay gold par bhi ki jati hay mery khyal main gold par trading karny kay liey humary pass capital acha hona chahiey.
                   
                  • #204 Collapse

                    mjy ic filed me bohat ziada dair nani hoi hay me sirf abi tak gold ki trading he kar rha hu our meray khayal say yehi best hay our profitable b hay per hay zara risky ye b sath sath hay ziada jald bazi me ye loss kar daita hay
                    • #205 Collapse

                      my dear frnd ap jis se chahy trading kary is m koi masla ni h but agr ap metal m trading karna start kry gay tu is m easy kary ga qk m ne b is m trading ki h yeh r sb se easy h r baki sb m zada knowledge chahy trading krne ke liya is liya agr ap gold r platium m krna chahte h tu phley iske baray m info ley tb kary isko.
                      • #206 Collapse

                        brother is mein ye bat matter karti hy k ap ko is k kitna pta hota hy mein trading mein gold pe trading bohut kam karta hu mein trading mein currenct mein hi karta hun brother is mein mugy loss bhi kam hota hy aur mein profit bhi earn kar letya hun.
                        • #207 Collapse

                          listen dear gold me trading karne ke lye ap ke pass complete knowledge aur good straategy honi chahiye jis se ap gold me trade kar sakhe dear gold ki market boht fast movement karti he in my point of view ap ko just currency me he trading karni chahiye..
                          • #208 Collapse

                            Jee bhai yeh commdity eha aur mein iss kea bare mein yeh kehna chata ho kea may samajta hon k acha aur simple trad kernay ka treeka hy kiu kea currency trading liquid hota hy aur hamay kisi bhi currency par tarde kar kseta hea aur achi earning kar kstea hea iss knowledge hona chea bx.
                            • #209 Collapse

                              yawr sab se achaw tareeka best income k liye currency hai !!!
                              kisi or cheex me trading karOge to apko bhaut zada loss bhi hosakta hai !!!! lekin currency me apko koi bada loss tab tak nahi hoga jab tak ap koi badi trading nai karo !!! so meri advise currency hai !!!
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #210 Collapse

                                thanks dear about this and its good for you when you trade there is many way but i am not trader on the gold
                                i have other way i think its good for me and i can trade by this ans success too

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X