metal forex trading, gold , platinium

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Metals are very good for trading and this is very profitable from forex but you need large amount for metals trading. and then you can earn money and then you can doing trade on metals. and keep in mind you will need more education about economics for trading..
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      han dost agar ap curreny par hi karain to woh ziyada behtar hay kyn ke currency main karnay ke liye ap ko big capital ki zaroorat hoti hay lekin currencies par karnay ke liye ap ko ziyada capital ki zaroorat nahi hoti ok.
      • #33 Collapse

        boss ap ko jo acha legta hai ap us per trade kre ya phire ap jis chez ki market ko achi terha analysis ker skty hai ap ko us pe trade kerni chahye chaye wo currency ho ya phire khuch r ho
        • #34 Collapse

          Trading Metals is not called the Forex trading Forex means the foreign exchange trading in which currency are involved while in metal trading the Gold platinum and palladium etc are involved but trading with metals is really very risky thing very very risky .
          • #35 Collapse

            ge haan mere dost forex business main agr ap gold ya pulatnim main trading krna chahty ho to experainc k sath zarori hai k ek big account ho gee ,,
            • #36 Collapse

              agar aap ke trading account kam size ka hay yani invesment kam hay tu phir aap ko curruncy main karna chahye.agar invesment ziada hay to phir metal main karna chahye khas tor per gold main.
              • #37 Collapse

                Bhai ya ap per depend karta hy k ap forex ma kitny achy ho kiyun k es per wohi achi trading kar sakta hy to experience rakta ho aur acha khasa balance for this trading kiyun k es per lose bhi kafi hota hy aur profit bhi.Lakin agar trader new hy to bilkul nai kahun ga k en per tradng kary kiyun k ya bhot risk waly orders hen so use currency orders.
                • #38 Collapse

                  According to me, new traders ko sirf Currency pairs mein hi trading karni chahiey kiyo k Gold aur Silver waghaira mien trading k liey bahot ziada experience aur ziada capital ki zaroorat hoti hy kiyo ek to matels ka spread ziada hota hy doosry in mein trading k liey ziada margin chahiey hota hy.
                  • #39 Collapse

                    comodity trading is very prcius and very easy way to go with it and trade in commoditin is the best way to earn and learn both in a way, i means to say that if you have comudity trading idea then you can make better profit per day and per month and at the end you will be successful
                    • #40 Collapse

                      Well maine aaj tak gold or platinum main jo hai trading nhi ki hai ji or iska mujhe jyada idea bhi nhi hai currency trading jo hai sabse best hai kyonki yai mujhe jyada risky nhi lagti hai jabki gold trading main to kaafi jyada risky hota hai
                      • #41 Collapse

                        ye ham pe he depend kartahy k hamin kis main trading experience hy jis ki ham achi trdae laga sakty but mery kahyal main gold or curriences main trading best hy ess main kafi acha profit hota hy
                        • #42 Collapse

                          dear agr to ap ache balance se trade ker rahe hu or apko iska proper knowledge b hai to ap gold me ya crude oil me trade kero lekin y dono bht tough hain so small balance k sath inme ap trading kerne se guraiz hi karen
                          • #43 Collapse

                            bhai iss me bohat paisa hai gold me jitna paisa hai utna kisi or business me nahi hai gold se behtareen business nahi hai koi na he ho sakta hai iss me itna earning profit hai ke jitna kisi bhi currency pairs me nahi hai ..................
                            • #44 Collapse

                              dekhen jahan tak mera khayal hei agar ap new hain to apko thk se diha n se kam karna chahiye and metal trading nhe karni chahiye apke liye acha hoga age apki marzi ap par depend karta hai..
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                Bhai jaan mujhe mere kaafi dost nai yahi bola hai ki gold trading kaafi risky hoti hai or isko analyze karna bhi kaafi mushkil hota hai kyonki is market ka koi pata nhi chlta hai baaki mera to koi bhi experience isme abhi tak nhi hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X