Continue loss ki waja
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Continue loss ki waja
    Kuch membrrs esy bhi hyn jo yaha pe kafi arsa se kaam kar rahy hen aur abhi tak koi withdraw nhe karwaya eski waja ye hy k unho ne kaam sekha nhe ya phir jab bhi unko profit milta hy to wo lalach mei parr jaty hen k jab bhot sary dollar ho jaen gy to nikalwen gy mery khyal se esa nhe karna chahye jo bhi mjl jae nikalwa lain aur next month phir mehnat karen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Continue loss ki waja

    Boss ham ko as mien asal mien jis waja say loss hota h wo h lalach aur jab ham as mien lalach kerte hien tu ham as mien kamaee nahi ker sakte hien q k kamaee ka taluq hamari achi trade sy hota h as lyee ham ko lalach nahi kerna hota h aur agar ham ko thora bhoot as mien bachat ho jata h tu ham ko as ko qabool ker lena hota h agar ham as mien lalach kerte hien k ham ko zyada munafa ho jaye tu ham as mien apna nuqsan ker sakte hien as lyee ham ko khud ko nuqsan sy bacha ker as mien kaam kerna hota h aur ham ko as mien apne lyee kuch khas kerna hota h aur as mien lalach sy dor rehna hota h.
    • #3 Collapse

      Re: Continue loss ki waja

      Loss hamesha insan apni ghalti ke waja say karta hai aur bar bar loss ke waja yahe hai ke ya to trader sahe tariqay say seekay bagair trading Kar rahai hota hai ya wo lalach Mai akar trading karta hai uss ke pas koye strategy koye plan nahe hota.
      • #4 Collapse

        Re: Continue loss ki waja

        G han dear me apki bat sy itfaq karta hon apny bbot he achi bat shear ki hai dear mery kheyal me forex trading me earning na hony ki bri waja learning na hony ki hai agr ham learning nhe karty han to hamen bhala earning kesy kar sakty han 2nd trading me profit ya earning na hony ki bri waja loss ki hai jis me ham apna earn kia hoa profit bhi waste kar dety han
        • #5 Collapse

          Re: Continue loss ki waja

          Dear brother forex trading men jab kam kartay hen tu mistakes bhi hoti hen jin ki waja se loss bhi ho jata hey aur jo log apni mistakes ko theek nhi kartay aur ignore kartay hen unn ko musalsal loss hota rahta hey iss liay agar loss ko rokna chahtay hen tu apni mistakes se sabak seekh kar pahlay se ziyada mehnat karen ta k dobara loss nah ho
          • #6 Collapse

            Re: Continue loss ki waja

            Continuous loss ki wajah mery khyal sy to wo mistakes jin ki tradrr ko samjh hi nahi arahi hoti. Jb trader ko ya hi samajh na lagy k mistakes us sy khud hi ho rahi hai aur wo sirf ya samjhta rehta hai k wo theak hai bus wo lucky nahi hai. Mistakes ko find out na karna aur un ki rectification na karna sb sy bari cause hai loss ki...
            • #7 Collapse

              Re: Continue loss ki waja

              Aap nay buhut achee baath ke hay dear fellow forex trading may kamyaabi k liay hamay chahiay ke forex trading start Karnay say pehlay hamay chahiay ke hum apnay liay ek ya dho pairs select Kar lay our os par apne trading ka practice karay tha ke hamay os pairs par trading ka experiance hojaaye our hum per is qabil ho sakhthay hay ke is business say earning Kar sakay.
              • #8 Collapse

                Re: Continue loss ki waja

                Dear brother ap ki baat teek ha k kuch members aksar loss ma rehty ha ya to unhonay forex trading seeki hi nahi ha ya per vo laluch ma par jaty ha our jaldi jaldi ameer banna chahty ha es chez sa bachny k leye humain sabar k saat kaam karna parega our laluch sa bachny k leye take profit ka istimaal karna parega thanks
                • #9 Collapse

                  Re: Continue loss ki waja

                  forex main contonue loss tab hota hai jab hum bina analysis k ik to trade karty haain aur jab us main hume loss hota hai to hum bina sochy samjy jaldbazi main baqi trades b open kar laity haain loss ko recover karny k liye is se hume loss pay loss hota hai aur is se humara account b wash ho sakta hai asa hume bilkul nahi karna chahye.
                  • #10 Collapse

                    Re: Continue loss ki waja

                    Loss ki khaas wja sirf musalsal loss he hota ha apny bbot he achi bat shear ki hai dear mery kheyal me forex trading me earning na hony ki bri waja learning na hony ki hai agr ham learning nhe karty han to hamen bhala earning kesy kar sakty han 2nd trading me profit ya earning na hony ki bri waja loss ki hai jis me ham apna earn kia hoa profit bhi waste kar dety han
                    • #11 Collapse

                      Re: Continue loss ki waja

                      G han sir iss main humera los k waja humeri mistakes hoti ha agr hum iss mainkam karta hain toh humain chaiye k hum iss main dill laga kar acha knowledge hasil karye or zada sy zada mehnaat karye thky humain iss main kamiyaabi mil sakiye or hum iss main kamiyaab ho sakiye
                      • #12 Collapse

                        Re: Continue loss ki waja

                        Jee han ap ney acha sawal keyah hey continue loss ke waja jee han agr hum forex kay rools ko follow nhi karen gey too humen loss he hona hey agr humen foex kay bary men knowlege nhi hey hey aur hum is par assy hey work kartay hen aur theek theek kam nhi kartay na he is ko time dehytay hen aur achi trading be nhi kartay is leya continue loss hota hia.
                         
                        • #13 Collapse

                          Re: Continue loss ki waja

                          Jee han ap ney acha sawal keyah hey continue loss ke waja jee han agr hum forex kay rools ko follow nhi karen gey too humen loss he hona hey agr humen foex kay bary men knowlege nhi hey hey aur hum is par assy hey work kartay hen aur theek theek kam nhi kartay na he is ko time dehytay hen aur achi trading be nhi kartay is leya continue loss hota hia.
                           
                          • #14 Collapse

                            Re: Continue loss ki waja

                            Forex market continuous loss ki different waja hai., Forex market mai ak trader ko es waqat continuse loss hotey hai. jab wo market mai planning nahi krta hai. Tou wo market mai loss ki ak main waja greedy bhe hai. Greedy ki waja sey bhe trader ko continue loss hotey hai.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Continue loss ki waja

                              Akser aisa ho jata ha k hamaen lagatar loss Ana start ho jata ha market ki koi samjh ni aa rahi hoti k kiya ho raha ha. Darasal market apni condition change krti rehti ha ta k koi bhi market ko ziada judge ja kre us ka behtareen hal ye hota ha k ap market ko dakhty howy us k mutabiq strategy banaen aur tb trade krean ta k ap loss se bhi Bach jaen aur profit bhi kama laen

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X