Trade sy pehly loss ka dr kesy khatam kren

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trade sy pehly loss ka dr kesy khatam kren
    Forex forum members hum ma sy hazaro aisy log hain jo trade lgany sy poehly he drty hain unko apni trade py confidence he nhi hota hai zeyada aap ko main kya kehna chahta hoon ke bare mein setting mein knowledge ky sath kam kren aor apny knowledge ko improved krty huy seniors ki guidance ky sath agy chlty jain aor dar ko khatam kren
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trade sy pehly loss ka dr kesy khatam kren

    G Friends bilkul sahi bat hai trade se pehle hamen apnay andar k saray dar ko khatam karna chahiye or bilkul relax ho k trade lagayen or intihai munasab or acha trade lagayen ta k apko Kam se Kam loss ho
    • #3 Collapse

      Re: Trade sy pehly loss ka dr kesy khatam kren

      Dear brother forex trading men loss ko her waqt apnay mind men rakhna chahiay aur agar koi trade loss men jati hey tu foran close nah karen balkay wait karen aur sabr se kam len agar loss se bachna hey tu stop loss ko zaroor manage karen aur choti trade lagaen aur kam profit pe bhi khud ko satisfied karen aur risk kam lenay se bhi loss ka dar kam ho jata hey jiss k pass trading experience ziyada hota hey uss ko loss ka dar kam hota hey
      • #4 Collapse

        Re: Trade sy pehly loss ka dr kesy khatam kren

        Jee dear brothers trading main dar ko door karna bahot zaroori hay kun kay loss ik laai event hay forex ka , es ko ham apni mehnat oar ziyaada say ziyaada time denaa hay oar forex ki strategy ko samajhna hay , jab aap ko kaam aay ga to aap confidence ka saarh trading karain gay oar loss ka dar bhi khatam ho ga
         
        • #5 Collapse

          Re: Trade sy pehly loss ka dr kesy khatam kren

          bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa achi earning hasil karni ha to per hum ko chaheya ka hum jab be koye trading kartaa ha to per hum apna loss ka daar ko khatam karna start karda q ka ager hum apna daar ko khatam kartaa ha to per hum ko achi earning hoge..................
          • #6 Collapse

            Re: Trade sy pehly loss ka dr kesy khatam kren

            Jee dosto aap ka sawaal bahot achha hay kayforex main loss ka dar har wakt damagh pesawaar rehta hay , to trading tab hi kay sakty hain jab ham main confidence ho ga oar forex main confidence serf oar serf mehnat oar knowledge sayaata hay ham jitna ziyaada time forex ko dain gay market ko samjhain gay to loss ka dar khatam ho ga
             
            • #7 Collapse

              Re: Trade sy pehly loss ka dr kesy khatam kren

              Boss agar hamare pass tajerba h tu ham as mien dar ker trade nahi kerte hien aur agar as mien hamare pass tajerba nahi tu ham as mien fail ho sakte hien as lyee as mien ham ko her bar Jaha tak mera khayal h forex mien her cheez ka inhsar hamare experience per ha jab ham as mien experience hasil ker lete hien tu ham as mien kamyabi hasil ker sakte hien as lyee ham ko as mien apna tajerba zyada karna hota h aur ham ko as mien khud k lyee aik acha mustaqbil hasil karna hota h aur ham ko as mien kamaee karna hota h jab ham zyada tajerba hasil karte hien tu ham as mien kamaee ker sakte hienas lyee her bar ham ko as mien kaam karna hota h aur as mien khud ko aik acha tajir sabit karna hota h as mien hamain her bar azafa karna hota h.
              • #8 Collapse

                Re: Trade sy pehly loss ka dr kesy khatam kren

                Sar trade Lagane se pahle loss ka director bhi Khatam kar sakte hain Jab Hamare Paas knowledge aur best experience Hoga Aur Hum market ko achi Tarah Se Na Lage kar Payenge tabhi Hamein trade Lagan Mein Koi bhi Dar Mehsoos Nahin Hoga aur Hamara her trade profit Mein Jayega
                • #9 Collapse

                  Re: Trade sy pehly loss ka dr kesy khatam kren

                  agr hum tarde open karty darty haain to ye bahoot zaroori ahi k phly apny dar ko hatm kiyaa jaye aur hum apny dar ko atb tak nahi hatm kar sakty hain jab tak hum is k samna nahi karain gay aur dar humary andar confidence na hony ki waja se hota hai hume chaye k sub se phly apny andar confidence laain aur phr dar k smana larain tab he hum kamyab ho skaty haian.
                  • #10 Collapse

                    Re: Trade sy pehly loss ka dr kesy khatam kren

                    Ji haan aisa hi hai trade Lagane se pahle Apne loss ke door ko Khatam karna chahie Forex 1 business hai is main loss profit Ek Sath Hai market Mein confidence rhk kar kam karna chahi Agar knowledge kaam bhi hai to confidence se kaam Karenge to accha kar Sakenge Agar knowledge Jyada experience jyada hai to confidence nahi hai to market Mein accha kaam nahin kar Sakenge...
                    • #11 Collapse

                      Re: Trade sy pehly loss ka dr kesy khatam kren

                      han g bilkal trading se phaly hume lose ka dar mazeed lose deta ha hume trading bilkal fresh mind k sath relex ho k krni chaiye hume demo account main daily kam krna chaiye zada se zada analysis ko dekhna hota ha ur trading experince k sath kreingey tu hume lose ka dar nai hoga
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Trade sy pehly loss ka dr kesy khatam kren

                        g haan bhai jaan us ko loss ka dar ho gaa jo as main greed karta hai agar ham as main greed na kare gey tu hame tu as loss bhi nhi ho gaa as liy hamen chahiy hai kee ham as main greed se bache aor as main greed nahi karna chahiy greed karen gey tu ham ko as main loss ho sakta hai aor agar ham as main km greed kare gee tu ham ko as main loss ho gaa agar ham ko as main loss ho gaa tu ham as main agee ache se kam nahi kar sake gee q k bohat se aese bhi log hain jinoh ne as main kam karte hoe as main loss ki waja se as ko chor dya hai as kar koi janta hai kee greeed kabhi bhi fade mand nahi hai as liy greed se bbachna chahiy hai ham ko aor hame mihnat bhi karna chahiy hai

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X