motivation is matter of self improvement.!.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    g haan ager koee trader ksi trader main kami mehsoos kerta hai to usay motivate kerna aik achi baat baat jis say apnain ap per b confidence berta hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      We should be motivated before we start our work, as if we will not be charged and then we will be not able to do our trading with enthusiasm and dedication, for the best way to be motivated, we should join some motivational group, and to be motivated from our seniors.
      • #33 Collapse

        Motivation ki bhut zarort hai motivation hum apny senrious say hasil kar sakty hai motvation hi ek trader ko achy level tak pouchny kay liye kafi zayda madad gar sabit hota hai motivation bhot acha hai or agr ap aik dosry ko motvatiove nhi kary tou hum kabhi bhi achy trader ni ban sakty hai forex tradin main motvate hona bhot zarori hai phr hum achay pasy earn kar sakty hai.
        • #34 Collapse

          agar aap Forex trading main kissi ko motivate kartay hain to iss iss say aap kay ander bhe iss trading ka showk increase ho jaata hay aur aap pehlay say ziada kammatay hain
          • #35 Collapse

            mitivatoin is matter of self improvement . kisi b kaam k leay motivation aik aham kirdar adda karti hai .ager ap ko loss b ho jay to motivate rahain aur mazeed mehnat karain . q k loss kar k he ap seekho gay na
            • #36 Collapse

              self improvement to bohat hi zaroori ha ka agar ham sa koi mistakes ho jain to ham poora aitamad sa in ko hal karna ki koshish karan aur hargiz hosla na haran sabit qadmi sa jama rahan aur learning karta rahan sath hi demo account par practice bhi akrta jain jab tak ka ham forex trading business ma success na ho jain.
              • #37 Collapse

                mere dekhnain main too hamain sirf bounes see trades karni chahye hamainreal invest nahi karna chahye q kay bounes kaa loss ho jaye too hamain dukh nahi hoo ga agr real loss ho jaye too hamain bohat dukh hoo ga.,,.
                • #38 Collapse

                  Motivation bht ziada matter karti hai is main bht ziada motivation ki zaroorat hoti hai apki kitni ziada motivation ho GI apko kaam karnay ka utna ziada maza bh aaye ga or apka interest bh develop ho ga is main
                  • #39 Collapse

                    bro ap ka sawla bohet e acha hey muej ap ka sawla bohet e acha lg ahey forex ek bohet e acha busnes hey or as me matter or b trade hota hey
                    • #40 Collapse

                      You can learn from Tacae yourself without the need for a teacher, but important to be your way and a plan suitable for trading and training on demo account
                      • #41 Collapse

                        Assalam-O-Alaikum jii han bhai jan motivation to halat key sath sath insan ko karna parti hey aur ager insan halat key sath khud ko motivate nahi karta hey to us ko nuqsan ka samna he karna perta hey.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #42 Collapse

                          G haan bilkul motivation ki yahan ashad zarorat hoti hay agar hum motivate nai hongy to hum achy tareq sy trade ni kr paain gy or acha munafa nai hasil k sakain gay motivagion sy insan ki apni salheton mein izafa hota hy

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X