Physical effects of over trading .!.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Physical effects of over trading .!.
    being human beings we have some physical limitations as well. some of the people are unaware of the fact what are we loosing by not paying attentions to their health. i would suggest to plan your trade with relax physical and mental state of mind and never let yourself suffer with the over trading.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    hum jb koi trade open karty hain to is say hum ko profit ho ya loss hum ko ye dekhna zrori ho jata hai k hum kam ko samjhe aur kare is tarha say he hum sub kamo ko karty hain aur in ko samjhty hain.
    • #3 Collapse

      gee bilkul ap ke bat boht zabardast hy forex ek boht acha business hy mugar humen is ka andar ek limit ma rah kr kaam krna chahya agr hum is ma over work kren ga to is ka kuch physical effects b hain vo ye k hum weak ho jaen ga or computer ya mobile ko use krn sa hmari eys pe b effect parta hy so avoid over work
      • #4 Collapse

        profit ho ya loss hum ko ye dekhna zrori ho jata hai k hum kam ko samjhe ek limit ma rah kr kaam krna chahya agr hum is ma over work kren ga
        • #5 Collapse

          physical effect to ye hota hai k lagarar pc k samne byth k aapki aankho la nulsan ho sakta hai aur sath he aap ko sehat down hogi jab aap walk nahi kereim ge
          • #6 Collapse

            jab app ko ak dafa profit ho jata hai to app trade ko dobara inter karte ho es say app ko loss b ho sakta hai or over trade say app ka account b wash ho sakta hai
            • #7 Collapse

              Physical and mental health is necessary for a good trader and when we trading with healthy mind then we can make good profit in the market easily. So always respect the market trend in order to become successful trader.
              • #8 Collapse

                forex boht acha business he aur is mein jb work apna sahih krein ge tu is mein trader ku boht profit asane se bnane ku mil jata he aur jb trader apne trading mein bhtr work krta he tu woh apny trading ku set kr lata he
                • #9 Collapse

                  sir g ma tu ye he kaho ga k ap ye baat correct bol raha ho k eak insan hona k natye humye physical bohot masla hota hai tu eak acha trader bana k liya tension ko remove kar k trading karni chaheya.
                  • #10 Collapse

                    g bhai jan ap ny bhta achi baat ki hy k ap ko trad aik roll k ander reh ker kerni chye jis main ap ki sehat ko bhi made nazar rakha gya ho ager ap her wqt forex main ghussy rahain gy to dosri life k sath sath ap ki sehat bhi buri treh mutasir ho sakti hy is lye sett your trading withh a rool.
                    • #11 Collapse

                      Dear Brother! Forex business aik online business. Business to business hai jo bhi kiya jaye work to karna parta hai. Forex business main bhi Physically asar parta hai. lagatar trading karty rahain to hamri health per aasar ho ga aur ankun pe bhi hota hai.
                      • #12 Collapse

                        arg mer ebai dkeha jaye tu profit aru loss ham sub k hath main he huta hia.,is ley maion tu ap ko yehi kahunga k jub beh tardiong ekrte hian market ko hamesha achi trha s esmjh ekr he tarde open kiya kren.,
                        • #13 Collapse

                          agar hum mently theak hon gay tab he hum market par theak say focus karna sakty hay aur humay chahiey keh esmain ziada learning ko focus karen kyun keh jab humara knowledge acha ho ga tab hum achy say market ko understand kar sakty hay
                          "The mind is everything, What you think you become"
                          • #14 Collapse

                            yes jab ham koi bhi kaam limit se ziada kar lete hain yaani apni himmat se ziada to ham physically weak ho jaate hain aor ye sahi nahee hai ham ko aik limit main reh kar trading karna chaye din main aik ya 2 trade hi kaafi hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Jee han iss k lia aap ka mentely uar phisicaly strong hona bohat zarori hai iss main aap ki kam ki limit hoti hai aap iss main knowledge hasil kar kar k iss main expert ho jain gay aap iss mai kam main ziada kam kar saken gay apko iss main mehnat karna chahiay hotti hai ap iss main mehnat se lagan se menty tor pe fresh ho kk kam karen apko lazmi kamyabi mile gi

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X