Zeada lot ki trade aur acount wash

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Zeada lot ki trade aur acount wash
    Dear friend jab forex ko open karen to hamesha apna lot size kam rakhen ta k acount wash na ho.kam profit lena zeada loss se behtr hy. Bahut se log lot size zeada lagany ki wajha se account wash karwa chuky hen. Es leay be careful.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Zeada lot ki trade aur acount wash

    Forex market kisi k cntrol mn ni hoti aur na kisi aik direction mn state move krti ha balke stairs ki trah ya sanp ki trah up down move krti ha agr ap ka account chota aur lot size bara ha to account wash hone k kafi chances hote han
    • #3 Collapse

      Re: Zeada lot ki trade aur acount wash

      G han dear me apki bat sy itfa qkarta hon apny bilkul thek kha hai dear mery kheyal me hamra account do waja sy wash hota hai ek to ham lot size zeyada use kar lety han tab hamra account wash ho jat hai 2nd is me ham stop loss ka use na karny ki waja sy bhi zeyada account he wash hota hai or is me jab ham over trading karty han tab bhi hamra account wash hota hai
      • #4 Collapse

        Re: Zeada lot ki trade aur acount wash

        G dear aisa he hum jitna zayda lalch kartaye Hain utne he zayda humain lose uthana parta hai tu koshesh karain Kay Kam lalch karain lot size Kam rakhain ta Kay humara account wash na hi
        • #5 Collapse

          Re: Zeada lot ki trade aur acount wash

          Configure two ameyaa profit De Jati Hai Iski bajaya bhi hai Kyunki lot size Lagane se aur leverage ko Jyada badhane se Hamein isme Jyada profit Hasil Ho pata hai aur Agar lot se kam Lagate Hain To Hamein profit bhi Kami Essel hota hai ISI Tarah Se aapko usme kaam karna chahiye aur apne lot size ko Apne Kaam Ki Dadi ki select Karen
          Click On Name And Visit My Journal
          Naseer953 Trading Journal
          • #6 Collapse

            Re: Zeada lot ki trade aur acount wash

            agr ham loss krna chatay hy to beshak ham phr bri lot siz ko lga lia kry pr ham loss naia krna chatay hy to phr ham ko apna loss ko bacahanya k liya lot siz ko ka sy kam use krna chiya naia to phr ham kamyab naia ho sgty hy lot siz ko countrol my rakhna bhot zeada zarori hota hy
            https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
            • #7 Collapse

              Re: Zeada lot ki trade aur acount wash

              g dear ap ke bt bilkul thek hy hamen lot size kam sy kam rakhni chaheay taky agar hamen loss b ho to osy recover kar saken agar lot size ziada rakhen gy to phr ziada loss ka khatra ho ga aur account b wash ho sakta hy
              • #8 Collapse

                Re: Zeada lot ki trade aur acount wash

                Dear frnds forex aik profitable business ha or agar ap is ma kamyabi cahty hain to apko sab sa phly greed sa bachna hoga greed krain ga to kbhi kamyab ni hongy jo b trade lgai lot size 0.01 rakhen issy apka account b save rai ga or wash hony sa b bachy ga
                • #9 Collapse

                  Re: Zeada lot ki trade aur acount wash

                  Dear apki bat thek hai k zeada lot ki tarde hamra account wash kar sakte hain is mein ham ko zeada lot isze nahi rakhan caiye art ham ko is mein kam tarde open karne chie is mein rsk nahi lena chaiye aur ham ko ios mein greed nahi karna caiye is mein greed hi loss ka sabab banta hain is liy ham ko is mein ihatyt se kam karna chaiye tab ja kar ap is mein kamb ho sakte hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Zeada lot ki trade aur acount wash

                    Forex main agar ap ne profit hasil karna hai to hamein small lot ki trade karni chahiye our is se ap ka account bhi wash nahi ho ga our ziyada profit and earning k chakar main kabhi bhi ziyada lot ki trade nahi karni chahiye jis se ap ko loss ho ga our ap ka account bhi wash ho sakta hai is liye hamein business main greed se bachna chahiye
                    • #11 Collapse

                      Re: Zeada lot ki trade aur acount wash

                      Lot size ki bohat zyada importance hai loss and profit main. It directly relates to money management. Money management main lot size ki selection with s respect to the account size seekhi jati hai. Jitna lot size bra hota jata hai risk factors bhi barh jaty hain. Lot size ko bra us waqat rakhna chahiya jb aoka analysis perfect ho. Otherwise lot size ko hamaisha chota rakhna chahiya ta k profit kam ho lakin agar loss ho to wo bhi kam hi ho....
                      • #12 Collapse

                        Re: Zeada lot ki trade aur acount wash

                        Ji haan aisa hi hai Jyada a lot size laga kar trade Karenge to account bhi wash ho sakta hai market Ko Mukammal Taur par koi nahi samajh sakta kabhi bhi apna lot size Jyada nahi Rakhna chahiye Forex 1 risky business hai is main kabhi bhi market loss Mein Ja sakti hai agar lot size Jyada hoga to account wash hoyega...
                        • #13 Collapse

                          Re: Zeada lot ki trade aur acount wash

                          ASLAMOALIKUM DEAR FRIENDS! umeed hai keh ap sab khryat say honge friends hamein hamesha kam lot size use krna chy q kay ager hamara nafah kam hota hai tu nuqsan bhi kam hota hai kal aik bandy nay zyda lot size use ker kay 45 lakh ka account uraya us kay account wash ki waja uski knowledge main kami hai iss lay hamein chy kay hamary pass experience zaroor ho .
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Zeada lot ki trade aur acount wash

                            Ji haan agar humse jyada volume keytrade open karenge tu hamein main bahut mast hoga kyonki hum trading Mela Le Kar Diya naada ki vajah se Ham trade volume jyada kar dete hain aur Big lot size laga dete Hain aur picture. Ki umeed se hamar account pass ho jata hai isiliye bechara km jab bhi trade karen to stop loss aurprofile corporate karegi ok jab bhi Koi jyada movement hoti hai tu jyada loss ho sakta hai isiliye ekam volume ke sath aur emotional aur overconfidence overtrading Na Ho Kar trading Karen.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X