News ko understand karny waly traders ko indicator be zaror use karny chaye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    News ko understand karny waly traders ko indicator be zaror use karny chaye
    Traders agar news ko understand kar sakty hey to un ko chaye key indicator be un ko use karny chaye, fundamental/news ko follow karny key technical analysis karna be zarori hay, traders ko fundamental analyzing par hi depend nahi karna chaye, indicators use karny be market ki achi analyzing ho sakti hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: News ko understand karny waly traders ko indicator be zaror use karny chaye

    Dear indicators ki trading sy hm kbhi b achy or professional trader ni bn skty q k aisy hm dependent ho jaty hn or sirf indictrs pr ge depend.krty hn jo k ghlt hy agr hm.achy ir professional trader bnna chahty hn to indicatrs ki bjay khud analyse krin...
    • #3 Collapse

      Re: News ko understand karny waly traders ko indicator be zaror use karny chaye

      G han dear me apki bat sy itfaq karta hon apny bhot hea chi bat shear ki hai dear mery kheyal me ek achi tarde hasil akrny kay lye hamen bhot he mahnat ki zarort hoti hai har tarha sy market ko analysis karna lazmi hota hai agr ham is tarha sy arket ko analysis nhe karen gay to hamen koi bhi achi tarde milna mumkin nhe hoga
      • #4 Collapse

        Re: News ko understand karny waly traders ko indicator be zaror use karny chaye

        اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
        Traders agar news ko understand kar sakty hey to un ko chaye key indicator be un ko use karny chaye, fundamental/news ko follow karny key technical analysis karna be zarori hay, traders ko fundamental analyzing par hi depend nahi karna chaye, indicators use karny be market ki achi analyzing ho sakti hay.
        Newspaper reading karna bahut hi jyada miss kya hota hai jo pet traders in used for treating karte hain wah proper planning Kar Gaye trading karte hain agarwa planning Karle trading na karen to news ke time bahut jyada loss hota hai
        • #5 Collapse

          Re: News ko understand karny waly traders ko indicator be zaror use karny chaye

          Han gee hume trading main success hasil krne k liye har kisam ka knowledge hasil krna chaiye knowledge k bhagir hum achi trading na kr sakte hein hume market news ko be dekhna hota ha ur sath main analysis ko be fallow krna chaiye market k indicotor ko be fallow krein gy tu acha rhy ga
          • #6 Collapse

            Re: News ko understand karny waly traders ko indicator be zaror use karny chaye

            yes dear hamain news k sath sath technical ko bhi sath mila akr kam karna chaheay kyon k inka apas main realtion hota hai aru ziada tar news bhi technical ko follow akrti hai mager isko kabhi kabhi fail bhi kar deti hai iss leay dono chezon ka pata hona zrori hai kyon k kabhi ap news par kam akr k earn karty hain aur kabhi technical par kam kar k earn karty hain.
            • #7 Collapse

              Re: News ko understand karny waly traders ko indicator be zaror use karny chaye

              G han sir hum agr trade main market kah idea lana chatye hain toh huamin achasy indicator kah ide ab be hona bhot he zaroori ha humain chaiye k hum market kah acha knowledge rakye thky humain iss sy acha knowledge mil sakiye or hum iss main kamiyaab ho skaiye
              • #8 Collapse

                Re: News ko understand karny waly traders ko indicator be zaror use karny chaye

                Jab traders ko news sy help ly ker trade kerni hai tou phir indicator ki kia zarurat indicators tou technical movement ko judge kerny ky liay use hoty hain ky agar koi indicator market ki movement one direction main show ker raha hai tou jesy hi news ka time hota hai tou market kisi indicator ko nehi dekhti aur bari move ker jati hai
                • #9 Collapse

                  Re: News ko understand karny waly traders ko indicator be zaror use karny chaye

                  hamy news ko read kar ky indicators ko use kar ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum kam kar ky ache earning hasial kar saky gy hum is mai 24 ganty mai sy ganty mai kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain forex east wast mai bohat taze sy famous ho raha hain yai pakistan mai legal ban cuka hain
                  • #10 Collapse

                    Re: News ko understand karny waly traders ko indicator be zaror use karny chaye

                    forex aik international business hain hamy is main best experience or knowledge hasil kar ky is main indicator ko use kar ky news ko achy sy wath kar ky is main amount karni chahey pher hi ham is main successful hio sakty hain or acha profit haisl kar ky apni zarorto ko pora kar sakty hain ham isy apna life time career be bana sakty hain
                    • #11 Collapse

                      Re: News ko understand karny waly traders ko indicator be zaror use karny chaye

                      ji haan Sar aapne bilkul theek kaha hai aur main aapki baat ko Mangta Hoon trade kerni hai tou phir indicator ki kia zarurat indicators tou technical movement ko judge kerny ky liay use hoty hain ky agar koi indicator market ki movement one direction main show ker raha hai tou jesy hi news ka time hota hai tou market kisi indicator ko nehi dekhti aur bari move ker jati hai aur Jab Hum news Ko Dekhkar trading Karte Hain To Hamein profit bhi ho sakta hai aur Hamein bahut bada loss bhi ho sakta hai agar Hame profit Hasil karna hai to Hamein news ke bare mein bahut hi jyada Socha Na Hoga Phir Hamein trading Karni Hogi thanks
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: News ko understand karny waly traders ko indicator be zaror use karny chaye

                        hamy news ko dahkna zarore hota hain pher he hum asane sy kam karty hain forex aik unique business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hamy news ko samjna chahey forex kabe be band na hony wala business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain is mai hamara koi be boss nahi hain

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X