Blind Trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Blind Trading
    Kuch dost aisy bi hoty hn jin ko forex ki practice aur knowledge na hony ki waja sy real trading ka pta ni hota to wo blind trading krty hn. Yani k tuka lagaty hn k agr lg gia to profit mil jay ga otherwise next month dobara posting krain gy.

    Ye professional aur hard worker na hony ki nishani h jis ki waja sy trader continue loss mn rehta h jb k seekh kr chalny waly thora thora kr k acha khasa profit kama lety hn. Esly hum sb ko blind trading k bjay soch samjh kr trading krni chahiey ta k apni working k mutabiq reward bi hasil ho.
    Just view ???, Like kon kry ga???
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Blind Trading

    G bhai forex aksar log aisy hain jo blind trading krty hain trading ki smjh hoti nai aisy hi trade lga daity hain jiska reasult ya hota ya to bara loss uthaty hain ya phr apna account wash krwa bhathy hain or bad ma phr forex ko bura bala khty hain iss liye blind trading krny ka koi faida nai apko chae forex ko smjhen
    • #3 Collapse

      Re: Blind Trading

      Yes sir hum ko as mien aa ker her bar kam karna hota hai or hamain as mien aa ke khud k lye kam karna hota hai agar hum as mien aa ker kam kerty hien tu hum as mien her bar earning hasil ker sakty hien as lye as mien hamain blind trading nahi kerna hota hai or hamain as mien kam kana hota hai or hamain as mien khud ki life ko asan bana ker as mien kam karna hota hai.
      • #4 Collapse

        Re: Blind Trading

        G han dear ap.ki bat thek hy...jo log bina smjhy or koe b observation k trade lgaty hn unhin kuch b hasil ni hota or hmesha loss he krwaty hn apna islye mehnt kr k analyse krny k bad he trade lgain
        • #5 Collapse

          Re: Blind Trading

          g ha ap ne thek kaha ke blind trading nahe karne cahye ku ke is me risk boha he ap ka wakat or ap ke sare mehnat zeya ho jate he
          • #6 Collapse

            Re: Blind Trading

            g han ap sahi kah rhy ha forex par aisa bojht sara trader hota ha ya is liya karta ha ku ka wo log forex ko seriously nai laghta ha aur is par sirf aurf earning karna chata ha aur is ka chakar ma wo log forex ko learn nai karta ha aur un logo ko aisa nai karna chyaia aur is tyra karna sa un logo ko sirf autr sirf loss hota ha wo log kabhi be khamayb nai ho sakhta ha
            • #7 Collapse

              Re: Blind Trading

              G han sir forex main humera liya knowledge or experince bhot he zada matter karta hain humain chaiye k hum iss main zada sy zada mehnaat akrye thky humain iss main knowledge mil sakiye or hum iss main kamiyaab ho sakiye humain kbi be bena knowledge k trading nahi karni chaiye warna hum apna hud loss karwa sagta hain bena knowledge k trade tukka trade hoti ha us main humain zada tera loss ko he face karna parta ha
              • #8 Collapse

                Re: Blind Trading

                je ap ne bohat hi ashi baat ki ha k hamain tuka ya blind trading se avoid karna cheye is ma hamain loss hota ha, ham kabhi bhi professional aur aik expert trader ni ban saktay hain, chun k forex aik profession ha, aur aik business ha is lye is ko rules and regulation k mutabiq follow kar k trading karni chaye, knowledge k sath trading karain, aik trading plan ho, trading strategy ho jis ki help se ham trading karain to hi ham is se ashi earning kar saktay hain otherwise tuka trading se hamain loss hi ho ga na k profit ho ga.
                • #9 Collapse

                  Re: Blind Trading

                  Expert forex traders kabhi blind trading nehi kerty ky soch samajh ker achy analysis kerny ky bahd jab kuch idea ho jata hai ky market kis direction main kahan tak move ker sakti hai tou usky bahd trade open kerty hain tab hi experts forex traders ko kuch profit bhi hasil hota hai warna blind trading sy sirf loss hi hota hai profit kabhi hasil nehi ho sakta
                  • #10 Collapse

                    Re: Blind Trading

                    Pakistan forex forum members aap bilkul theek aa rahe hain blind trading nahi karni chahiye kyunki yah blind trading hamein main bahut jyada loss aur bahut jyada profit de sakti hai agar koi new hai aisa karta Hai to possible bhi hai aur scalping mein blind trading ho sakti hai agar profit hua tu bahut jyada Varna account was hoyega ya 22 ke lagane wali baat hai aur trading neetu ke lagaane wala successful nahin ho sakta lekin kuch na kuch profit game kar sakta hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Blind Trading

                      Dear member blind trading wo hoti hai jo Bina soche samjhe Bina Dekhe Koi signal Koi panel candlestick aur koi indicator indicator aur news wagera Dekhe Bina Jo tradekey Jaaye Ho Hua blind trade hoti hai aur usme Insaan kam hi profit kaam aata hai aur Jyada tablos karta hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Blind Trading

                        Ji dear blind trdng ka Mutlib h hm beager sochy smjy beager news read Kia or beager candlestick k trde open krty h is hmy ziada trah loss hi hota h is ly hmy is trah ki trdng se bachna chyee ta k hmy loss na ho
                        • #13 Collapse

                          Re: Blind Trading

                          Salaam Alaikum ji haan bhajan aapne bilkul thik hi kaha hai main sirf Itna Kehna Chahunga ke bhai mujhe nahi pata ke bilnd trading kya hota hai Kyunki Main member hoon mujhe itna nahi pata ke biind trading kia Hota main maafi Chahta Hoon ki mujhe Iske bare mein itna nahi pata Kyonki Main member Hoon
                          • #14 Collapse

                            Re: Blind Trading

                            Assalam o Alaikum g bhai jan ap ny bilkul thek kaha Forex trading ko bina sohy samjy Blindly nhi kiya ja skta is k liye bohat ziyada focus hona zrori hy is liye sab sy pehly apko chahiye k ap bohat ziyada practice ki zrorat h
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Blind Trading

                              Bling trading ko aksar log tukka trading bhi kehtay hian. que kay jo trader blind trading ker raha hota hay wo nahi janta kay market kahan move ker rahi hay aur next kia mumkin ho sakta hay. us kay pas koe aisi waja bhi nahi hoti jis ko dekh ker wo market main enter ho. is liye wo blind trading kertay hain. jahan chaha enter howa aur jahan chaha exit howa.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X