assalamu alaikum bhai jaan aap se mera samajh gayi hai ki agar Hum mehnat Karenge Tui hamke na bhulenge Kyunki Mein Naat Mein admit hai aur mehnat Ka Phal Hamesha Meetha hota hai aur Sabar Ka Phal Meetha Hota Hai mehnat Mein Barkat hoti hain isliye Agar Hum koi bhi business karen to usne mehnat Karenge To Ham usne zaroor Kamyab Honge Kyunki Allah Tala mehnat Karne Walon Ko Pasand karta hai aur mehnat karne wala Allah Tala ka sathi hota hai isliye hum jo bhi business karen to usme mehnat Karen Taki Hum usme in Allah Tala ke hukam se Kamyab Ho jaen
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим