indicators say trading ke decision karny mai b asani rehti ha.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    indicators say trading ke decision karny mai b asani rehti ha.
    kafi ziada traders kay khayal mai indicators ko trading mai lazmi use karna chaiye aur kuch traders apni trading mai indicators ko use karna itna pasand nai karty hain. Lakin maire khayal say tu indicators lazmi use karna chaiye kion ke indicators say trading ke decision karny mai b asani rehti ha.

    App ka kiya khayal hai ??
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: indicators say trading ke decision karny mai b asani rehti ha.

    Indicator ke hisab se kaam karna hai aur uske sath planet Rana ye sab ke liye achha hai jisse hum log punishment karke bahut jyada stronge Business Development kar sakte hain Jo Log Yahan Par indicator ke hisab Se Kam Nahin Karte Hain Kabhi Yahan Par Aage Ki Taraf achhe wala profit generate nahin kar sakte hain
    • #3 Collapse

      Re: indicators say trading ke decision karny mai b asani rehti ha.

      Gee haan bhai aap ki baat theek hai agar tou humain indicators ki samajh hai aur humaray pas latest indicators bhi hain tou woh humain trading mein bahut zayada help kertay hain jis sae hum apnay profit ko kafi had tak increase bhi ker saktay hain
      • #4 Collapse

        Re: indicators say trading ke decision karny mai b asani rehti ha.

        G dear apki bat sai ha k indicators sa hmen trading ma kafi help milti ha lakin indicators sa trading hmen us sorat ma krni chae jb hmen inficators pr trading ki full smjh na ho aisa to ho na k hmen indicators ka pta b na chalta ho or hm us pa trade krai iska koi faida nai
        • #5 Collapse

          Re: indicators say trading ke decision karny mai b asani rehti ha.

          g han ap ki baat bilkul sahi ha ham logo ko trading karta howa indicator wagra lazami use karna chayia is sa ham logo kokpoi be trading ka bara ma descision lana ma asani hogo aur ham logo ko indicator ka boht hi zada use nai karna chyaia aur ham logo ko indicator ko use karna ka sath sath hud be market ko achi tyra sa analysis kar lana chayia
          • #6 Collapse

            Re: indicators say trading ke decision karny mai b asani rehti ha.

            indicators sey trading decision lazman karen aap ki baat theek hai agar tou humain indicators ki samajh hai aur humaray pas latest indicators bhi hain tou woh humain trading mein bahut zayada help kertay hain jis sae hum apnay profit ko kafi had tak increase bhi ker saktay hain
            • #7 Collapse

              Re: indicators say trading ke decision karny mai b asani rehti ha.

              G han bhai sai kaha ap ny...indictrs kafi hdd tk helpful hoty hn or hmin achi trading k signl b dety hn lekin kbhi b ye wrong b dety hn or thori he movement k bad closing ka keh rhy hoty hn
              • #8 Collapse

                Re: indicators say trading ke decision karny mai b asani rehti ha.

                G han agr hum iss main kamiyaabi chatye hain toh humain iss main acha sy indicator kah use karna ana chaiye thky hum jab be trading akrye toh humain iss main asaani ho humain indicator k mahdaat sy bhot help milti ha forex trading main humain chaiye k hum indicator kah use karna acha sy seka thky hum trading achi kar sakiye
                • #9 Collapse

                  Re: indicators say trading ke decision karny mai b asani rehti ha.

                  ji forex mein kam krnh ky liye aap jo broker mein kam karty hain like mt4 to un ki traf se aap ko indicators provide kiye jaty hain jo ky jis pair mein ao trade laga rhy hon us ki indicatiosn ka btaty hn k market kis yraf ja skti hai un ko dekh kar ao ko bhut madad mil jati hai aur analysis mein bhi madad milti hy.
                  • #10 Collapse

                    Re: indicators say trading ke decision karny mai b asani rehti ha.

                    forex aik online business hain ham is main tradin karty hain or ham is main learning ky sath earning be hasial kar sakty hain hamy marke ki movement ko dekh kar stop loss ko laga kar indicator ko use karty haowy is main amount deposit karni chahey pher hi ham is main successful ho sakty hain or acha bonus haisl kar sakty hain
                    • #11 Collapse

                      Re: indicators say trading ke decision karny mai b asani rehti ha.

                      G dear Ap n bikul seah Kha h indicator se trdng k decisions krny m bi help multi h agar hmy knowledge or experience h indicator ka or hmra pass new indicator h tu hmy is se boot fiada hota h decision krny m
                      • #12 Collapse

                        Re: indicators say trading ke decision karny mai b asani rehti ha.

                        they remember indicator hamein bahut acchi trade dete Hain kyunki yaha hamare technical tool hai aur technical tool ki wajah se bahut acchi trade milti hai lekin technical tool ko istemal bhi kare little bahut se member technical tool ko istemal nahi karte indicatorset kar sakte hain aur bahut achi trade hoti Hai kyunki yah hamein profit bhi deti Hai magar hamein stop loss ke sath trade karni chahi
                        • #13 Collapse

                          Re: indicators say trading ke decision karny mai b asani rehti ha.

                          G haan dost aapki baat se agree kerta ho hamen Forex Trading me Indicators ko use kerna chahiye us se hamen trading me buht se help milti he or agar hum log indicators ko samjh lete he to ye hamare liye buht hi achi baat hogi k hum indicators ki learning ker li he or ab indicators k hisab se trade open kerni chahiye or hum us me kamyab bhi ho sakte he.
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: indicators say trading ke decision karny mai b asani rehti ha.

                            g han apki bat sahi hai or indiactors esi liye use kiye jaty hain k hum apni trading main faisla sahi kar saken jis se hmain market ki bhi achi trha smjh a jay or hum apni trading ko bahtr tariky se kar skaen es liye har trador ko chahye k sub he indicators ka knowledge hona zarori hai jis se wo apni trading ko bahtr kar skty hain or sath main apni trading main profit eran kar skty hain jub tak ap apni trading ko bahtr sikh kar nahi karengy tu ap kamyb trador nahi ban skty hain

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X