Currencies per spread kam aur zayada kyun
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Currencies per spread kam aur zayada kyun
    Forex market mein agar aap nay note kya ho tou kuch currency pairs ka spread kam hai aur kuch ka zayada hai sub ka spread aik jaisa kyun nahin hota aur kam ya zayada honay ki kya wajah ho sakti hai reason share kerain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Currencies per spread kam aur zayada kyun

    Gee haan bhai forex market mein kuch currency pairs ka spread kam hai aur kuch ka zayada hai aur yeh iss lye hota hai kyun kay her currency ki value aik jaise nahin hoti aur jis ki value zayada ho uss mein profit aur loss bhi zayada hota hai aur spread bhi zayada hota hai aur jis ki value kam ho uss ka spread kam hota hai aur loss aur profit bhi kam hota hai
    • #3 Collapse

      Re: Currencies per spread kam aur zayada kyun

      Har currency ka apni value hai or wo os value ka mutabik spreed jari krta hai is lia jitni currency strong ho gi othna spreed kum ho ga is lia currency ka pair accha choice karian jasa eurousd usdchaf ya accha strong currency pair hain in mai spreed kum hai or usdzar ya weak currency pair hai is lia is mai spreed bohot zayda hai suhkriya
      • #4 Collapse

        Re: Currencies per spread kam aur zayada kyun

        Dear brother aap nay buhut acha sawaal Kia hay forex trading may hum jithne be curencies par trading karthay hay wo sab doller k agenst hothe hay our ye dollar k saath saath up down hothe hay lekin agar aap dakay tho kuch curencies dollars ke movement k bawajoodh ziada move nahee karthe oske waja us mulk ke currency ke apne be value hothe hay agar os mulk ke economy ziada strong ho tho per os par dollar ke movement ziada asar andaz nahee hothe.
        • #5 Collapse

          Re: Currencies per spread kam aur zayada kyun

          Dear hr currency ki internagional level pe ek value h. Jitni currency strong hoti h, us pe spread km hoti h aur unki market move bi kafi achi hoti h. Jb k kamzor value wali currencies pr spread bi zayada hoti h aur move bi kuch khas ni. Zayada spread wali currency pr trading krna apna time waste krny jaisah. Achy pair ko select krain ta k profit hasil hi.
          Just view ???, Like kon kry ga???
          • #6 Collapse

            Re: Currencies per spread kam aur zayada kyun

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Sobi2978 پيغام ديکھيے
            Forex market mein agar aap nay note kya ho tou kuch currency pairs ka spread kam hai aur kuch ka zayada hai sub ka spread aik jaisa kyun nahin hota aur kam ya zayada honay ki kya wajah ho sakti hai reason share kerain
            Jee bilkul Forex trading mein kuch currency pairs mein separate Kaam Hai Kuch Nahi Jata Hai Iski Tu mujhe pata nahin hai lekin agar aap internet par search Karen aap ko pata chal jayega
            FRD 07 TRADING JOURNAL
            • #7 Collapse

              Re: Currencies per spread kam aur zayada kyun

              Dear frnds forex ma wakie curencies ka spread kam hota ha jb k pairs jaisy gold or crude oil ha iss pa spread ziada hota ha iski koi reason nai ha q k ya spread forex administor na rakhi ha or hm iss ma kch ni kh skty
              • #8 Collapse

                Re: Currencies per spread kam aur zayada kyun

                Jee han her currency ka aik spread hota hai kisi ka ziada aur kisi ka kam lekin crude oil pe 0 spread hota hai yeh spread broker ka commission hota hai her trade jo aap open krty hein chahy apko loss ho ya profit broker apna commission spread se hasil kr lety hein.
                • #9 Collapse

                  Re: Currencies per spread kam aur zayada kyun

                  Assalamualaikum aapki baat bilkul theek hai Forex mein currencies spread kam hoti hai Aur Kisi Ki currency spread zyada hoti hai Apni Apni currency ki value hai Jis currency ki value zyada Hogi uska profit Bhi zyada hoga aur uska loss Bhi zyada hoga Aur Jes ki value kam Hogi uska profit kam hoga aur uska loss bhi kaam hoga Apna time zaya Na kar acche currency par trading Karke achha profit Hasil Karen
                  • #10 Collapse

                    Re: Currencies per spread kam aur zayada kyun

                    jesa k hum sub yah bat janty hain k buy or sell main jo frak hota hai osko hum spread kahty hain or yah har pair main alalg laag hota hai or yah alag alag hony ki yah wjah hoti hai k forex main boht se brokers hoty hain jo sub k sath mil kar trading karty hain or har broker ka hisab alag alalg hota hai es liye wo alalg hoty hain spread har paor main broker ki traf hota hai jis ka yah matalb hota hai k hum apni trading ko achi invest ks ath kar skty hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Currencies per spread kam aur zayada kyun

                      currencies ke trading pairs per yeh baat sahi ha ke spread ke miqdar diffrent hoti hai . curencies per spread kam aur ziada ho raha hota hai . iss ke main waja yeh hai ke jin currencies ke market mai taize hoti hai aur jo daily base per ziada move karti hain in mai spread ziada hota hai , jin currencies mai spread ziada ho woh aam toor per risky b ziada hoti hai.
                      • #12 Collapse

                        Re: Currencies per spread kam aur zayada kyun

                        yes dear ziyda taar new trader b us currencies py kaaam karte hain jo ziyda spread wale na ho or insta main 2 gold hain dear XuAUSD is main sperd ziyda hain par ziyda loss show hota hain tu ziyda profit b show hota hain dear is liye hamesha un pairs py kaam karna chahiye jo sab say ziyda kaam spread wale ho take hum apni trading main spread k kaaam loss ay achi tradin gkare
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Currencies per spread kam aur zayada kyun

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Sobi2978 پيغام ديکھيے
                          Forex market mein agar aap nay note kya ho tou kuch currency pairs ka spread kam hai aur kuch ka zayada hai sub ka spread aik jaisa kyun nahin hota aur kam ya zayada honay ki kya wajah ho sakti hai reason share kerain
                          Well spread hat broker apne.hisab se rakhta hai kuch brokers commission lety hain jab keh kuch spread lety hai jaisa keh instaforex ziada tar currencies par 3 pip spread rakhta je likan jab market close hone mw kuch dair hoti he to instaforex apna spread size increase kardeta he isiliye laye night ya early morning trading na karw our you know what spread better hai commission se

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X