Emotional overtrading overconfidence risk lena yeh sab lalach ki base Hain.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Emotional overtrading overconfidence risk lena yeh sab lalach ki base Hain.
    Mimba mujhe to lagta Hai ki overtrading overconfidence emotional aur iske liye Na ja sab lalaki desi lagta hai kyuki ISI ki vajah se hum lalach karte hain aur bahut jyada loss karte Hain agar hum yaha sab na Karen aur inko control karen to hum achchi earning kar sakte hain kyunki ISI vajah se hum lalach karte hain aur lalach buri Bala Hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Emotional overtrading overconfidence risk lena yeh sab lalach ki base Hain.

    Sahi kaha emotional ho kr over trading krna or overconfidence ho jana ak ya do profit hasil krna pr or phr bari lots lagana bina socha samja tu ap ko forex mai kabi acchi earning nahi da sakta ya ata hai lalach mai or aj tk jis na lalach ki wo hamesha nuksan mai raha or kabi kamyabi hasil nahi kr saka is lia dear forex mai lalach mat karian agr kamyab hona chata hain tu
    • #3 Collapse

      Re: Emotional overtrading overconfidence risk lena yeh sab lalach ki base Hain.

      اصل پيغام ارسال کردہ از: zs22 پيغام ديکھيے
      Mimba mujhe to lagta Hai ki overtrading overconfidence emotional aur iske liye Na ja sab lalaki desi lagta hai kyuki ISI ki vajah se hum lalach karte hain aur bahut jyada loss karte Hain agar hum yaha sab na Karen aur inko control karen to hum achchi earning kar sakte hain kyunki ISI vajah se hum lalach karte hain aur lalach buri Bala Hai.
      Assalamu Alaikum Forex trading business Mein over confidence bahut jyada Buri baat hai agar aap aur confidence ho Jate Hain To aap log Ka Shikar ho Jate Hain aur agar aap is main Apne emotions Ko Le Aate Hain tab bhi aap kamyabi Hasil nahi kar sakte isliye in donachie jean ko trading business se bahar Rakhe
      • #4 Collapse

        Re: Emotional overtrading overconfidence risk lena yeh sab lalach ki base Hain.

        اصل پيغام ارسال کردہ از: zs22 پيغام ديکھيے
        Mimba mujhe to lagta Hai ki overtrading overconfidence emotional aur iske liye Na ja sab lalaki desi lagta hai kyuki ISI ki vajah se hum lalach karte hain aur bahut jyada loss karte Hain agar hum yaha sab na Karen aur inko control karen to hum achchi earning kar sakte hain kyunki ISI vajah se hum lalach karte hain aur lalach buri Bala Hai.
        Yeah jitne bhi Baithe Hain aapne Bataye Hain get Railways se mistake sote Hain Aise mistake Karke usko Forex trading Se Kabhi Bhi profit Nahin Hota unko trading Karke sirf aur sirf loss hota hai
        FRD 07 TRADING JOURNAL
        • #5 Collapse

          Re: Emotional overtrading overconfidence risk lena yeh sab lalach ki base Hain.

          Ap na teek kaha ha dear es yarah k kaam aksar humary laluch i waja sa hota ha our jab hum overtrading karty ha to us ma kam hi chance hota ha k humain profit ho jaye zyada ter chances yahi hoty ha k humain loss hojata ha our per us loss ko recover karny pa pora maheena lag jata ha thanks
          • #6 Collapse

            Re: Emotional overtrading overconfidence risk lena yeh sab lalach ki base Hain.

            g han bhai ap ny jo three types bteai hain yah sub he lalach ki wjah se ati hai trador ki trading main jis se un ko loss ho jta hai tu mera khyal hai k aghr har trador apni trading ko ayse mange kary k apny account ko save rakh saken tu yah best tradinf palne ho skta hai q k jub ap planing karty hain tab ap greed bhi nahi karty hain or sath main apka account bhi wash nahi hota hai jub k yah sub he factors apko account se apka hath dho skty hain
            • #7 Collapse

              Re: Emotional overtrading overconfidence risk lena yeh sab lalach ki base Hain.

              Bilkul sahi keha aap ne aga hum over confidence ho kar kaam karenge to hum apna loss hi karenge over confidence nahi hona chahiye, or na hi tension me aaker order lanaga chahiye jab aap tension me hote he to us time Froex Trading se door reha kare Trading hamesha Fresh Mind k sath kaerni chahiye.
              • #8 Collapse

                Re: Emotional overtrading overconfidence risk lena yeh sab lalach ki base Hain.

                hamy emotions ko qabo mai rahk ky kam karna chahey pher he hum kam kar ky ache earning hasial kar saky gy forex aik world wide business hain hum is mai agar tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ky siwa kuch be hasial nahi ho ga hum is mai agar tukky laga kar be kam kar sakty hain forex aik unique or legal business hain
                • #9 Collapse

                  Re: Emotional overtrading overconfidence risk lena yeh sab lalach ki base Hain.

                  Overtrsding loss hony ki bhut bari ejha hai aap lalach mein aa kar ek ky bad ek trade lagana shuru kr dety hain aur analyssi pr dhyan nh dety is wjha se zyada tr njqsan hita hy aur is k ilawa jb kuch trades profit me chli jyn tb bhi bht se traders overconfidence ka shikar ho k trades lgana shuru kr dty hn aur loss kr deth hn.
                  • #10 Collapse

                    Re: Emotional overtrading overconfidence risk lena yeh sab lalach ki base Hain.

                    Bhai jan pehle bat ye hai k hame trading pehle to seekh kar karni chahie aor apni strategy ko back test kya huwa ho,phir jab hum trading karen gen to hame ye sab baato k ilm ho ga k hame overtrading nhe karni balke apne account size ko dekh krr krni he,bht se log trading me sirf pese kamane ki lalach me atte hen bas unko trade kar ke pese kamane hote hen issi jaldi me account wash kar wa lete hen unhe kisi baat ka ilm nhe hota apni loss wali trade ko long term hold karte hen k market hamari favour me ai gi magr market emotion se nahi chalti wo to apni dynamics k hissab se chalti he,
                    • #11 Collapse

                      Re: Emotional overtrading overconfidence risk lena yeh sab lalach ki base Hain.

                      forex mai agar hum lalchi ban ky over confidence mai kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota hamy lalch ko qabo mai rahk ky mahnet sy or confidence sy kam karna chahey pher he hum kam kar ky ache earning hasial kar saky gy forex aik asa business hain jo hamy learning ky sat earning be deta hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Emotional overtrading overconfidence risk lena yeh sab lalach ki base Hain.

                        g bhai ap ne bilkul thek kaha hai lalach buri bala hai ye to sab he janty hain mgr forex trading karty waqt aksar bhai emotions k hatho be bas ho kar ye bat bhool jaty hain k wo lalach kar rahy hain es lalach ki waja se he over trading karty hain or loss ka samna karna parta hai agr shoro se dekh bhal kr kam karain or emotions par control rakh kar kam karain to un se ghalti k chance boht kam ho jaty hain jo un ki trading k lye both zarori hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Emotional overtrading overconfidence risk lena yeh sab lalach ki base Hain.

                          Laluc ki base sirf aik hi hay aur wo hay jab trader ko pata ho kay market nay point A tak jana hay aur wo aur profit kay laluch main point B ka wait keray aur kuch der bad market reverse ho ker us ka sara profit loss main show ker dey to yeah laluch hoti hay. baki over trading overconfidence aur emotional trader tab hoti hay jab tarder apnay loss ko recover kernay kay liye sab kuch kernay kay liye ready ho jay.
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Emotional overtrading overconfidence risk lena yeh sab lalach ki base Hain.

                            Emotional trading, over confidence aur risk lena yeah sab laluch ki aten nahi hain is main kuch aur chezen bhi hain jo kay aisay kernay per trader ko majboor ker deti hain. jesay trader jab kuch trade profit main close ker deta hay to wo over confidence ho jata hay kay wo ab trading pori trah say seekh gia hay aur ab kabi bhi loss nahi kertay ga aur isi waja say over trading ker kay loss kerta hay.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X