Forex trading men her waqt ziyada profit ki khawaish nhi rakhni chahiay?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading men her waqt ziyada profit ki khawaish nhi rakhni chahiay?
    Dear brothers forex trading aik business hey iss men kabi kam aur kabi ziyada profit bhi milta hey aur iss men kabi kabi ziyada loss bhi ho jata hey iss liay kabi bhi ziyada profit ki khawaish nah karen aur kam profit pe bhi khud ko satisfied karen kiun k thora thora mil kar bahut ho jata hey
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex trading men her waqt ziyada profit ki khawaish nhi rakhni chahiay?

    G han dear me apki bat sy itfaq karta hon apny bhot he achi bat shear ki hai dear mery kheyal me forex trading business ek aesa business hai jo kah khabhi na khatm hony wala samjha jata hai so dear phar hamen jaldi kis bat ki hoti ha kah ham ek he din me ameer hona chahty han jesy bas forex trading bsuiness ek hafta ya ek mahena hai us kay bad is ny khatam ho jana hai
    • #3 Collapse

      Re: Forex trading men her waqt ziyada profit ki khawaish nhi rakhni chahiay?

      g han me ap ki bat se mutafiq hon hmy forex ka greed se avoide krna chahiye hai because jb hm greed krty hain to hm jaldbazi m aakar galt decisions ly lety hain jis wajha se zsyada loss ko face krna par jata
      So hmesha patience k sath kam kren profit km bhi ho to jaldbazi na kren wait kren next signals ka or jb koi achy signals milen tbhi order place kren or apne capital s big lots na apply kren
      • #4 Collapse

        Re: Forex trading men her waqt ziyada profit ki khawaish nhi rakhni chahiay?

        Bhai jan aisa to nahi hota hain k humko is mein har dum is mein profit ho kae agar hum is ein ache se earning karte hain to humko is mein loss bhi ho sakta hain aur humko is mein har dum to profit ki khuwaish nahi rakh skate hain is mein kabhi kabhi loss ka samna bhi karnba parta hain aur humko ghabrana bilkul hi nahi chhaye
        • #5 Collapse

          Re: Forex trading men her waqt ziyada profit ki khawaish nhi rakhni chahiay?

          Aap ke baath say may mukamal ithifaq kartha Hoon forex trading k business ko agar hum is liay karthay hay ke is say hamay har roze ziada munafa hoga tho ye hamari ghalath fehmi hay hamay sirf achay time ka intizaar karna chahiay our Kam profit par he guzaara karna chaheiay kionka agar ham ziada lalich karthay hay tho is may hamara he nuqsaan hay.
          • #6 Collapse

            Re: Forex trading men her waqt ziyada profit ki khawaish nhi rakhni chahiay?

            G han seheh kaha ap ne k hamein forex trading main hamein har waqt ziyada profit ki khuaish nahi rakhni chahiye kyon k ye aik online business jis main workers students jobless sab is se faida utha rahe han our sath main hum learn bhi kar rahe han to hamein kabhi bhi is business main havas nahi karni chahiye aram k sath work karna chahiye our is main sabar bahut zarori hai is liye hamein chahiye k hum is main sabar se kam lein
            • #7 Collapse

              Re: Forex trading men her waqt ziyada profit ki khawaish nhi rakhni chahiay?

              bhaijaan aap bilkul theek aa rahe hain ki hamein har waqt forex trading mein profit ki lalach nahi rakhni chahiye jitna bhi profit milta hai vagain kar lena chahiye kyunki market zigzag movement hai aur market kisi bhi taraf moon kar sakti hai jo profit mil raha ho film waqt use Karen aur trade close kar de dobara plane karke dobara trade Le ISI tarah date kaat Rahe aur job daily plan ke mutabik profit pura Ho jaaye to fir posting start karde ne chahiye aur form ko bhi time de na chahi.
              • #8 Collapse

                Re: Forex trading men her waqt ziyada profit ki khawaish nhi rakhni chahiay?

                Ji aapne bilkul sahi kaha hai ke Forex Mein Har Waqt Jyada profit Ki Khwahish nahi rakhni chahiye Hamein chahi ki Ham profit ki voice to rakhen par Iske Saath Saath Hamein Agar kam bhi profit hota hai to Hame Hua bhi Qabool karna chahie Agar Roj ke Roj Thoda Thoda profit Haasil Karle Tu Ja mahine ka kaafi accha profit ban jayega Tu Yahi Hamare liye baitha hai ya na Hoke Jyada Bade profit Ke Chakkar Mein Hum Jyada Bada nuksan kar Baithen
                • #9 Collapse

                  Re: Forex trading men her waqt ziyada profit ki khawaish nhi rakhni chahiay?

                  Hami chahi ki Ham profit ki horror story khain par Iske Saath Saath Hamein Agar kaam bhi profit hota hai to Hame Hua bhi Qabool karna chahie Agar Roj ke Roj Thoda Thoda profit Hasil Karle Tu Ja mahine ka Kafi achha profit ban jayega Tu Yahi Hamare liye beta Hai Ya Na Hote Jyada Bade profit Ke Chakkar Mein Hum Jyada Bada nuksan kar Baithe is wajah se hikmet family ke saath kaam Karen kuch Hasil kar le ya Jyada behtar hai Bajariya ke nuksan karave The Hum apna
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex trading men her waqt ziyada profit ki khawaish nhi rakhni chahiay?

                    Ji haan dear aapne bilkul theek kaha hai forex market Mein Har Waqt Jyada profit ki lalach nahi rakhni chahiye Jitna Bhi profit Hasil hota hai usme satisfied Rehna chahie Mere Hain all se Agar markeet main thoda thoda profit Hasil karte rahenge to best Rahenge Jab Jyada profit ki lalage Karenge to loss hi karwayenge...
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex trading men her waqt ziyada profit ki khawaish nhi rakhni chahiay?

                      G haan dost aapki baat se agree kerta ho hamesha profit nahi hota kabhi profit hoga to kabhi loss bhi hoga or ziada profit k chakar me hum log ziada loss kerwa dete he is liye agar kabhi profit ho reha ho to loss se behter he k thore profit per bhi agree kerna chahiye. Koshish kerni chahiye k koi bhi trade loss me close nahi kerni chahiye.
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex trading men her waqt ziyada profit ki khawaish nhi rakhni chahiay?

                        forex trading main ap jitni mahnt karty hain otna he es se faida hsil karty hain es liye aghr forex main bhi ap zyda profit hasil krna chahty hain tu apko din rat mahnt krna hoti hai os k bad bhi apko confirm nahi hota hai k humain boht eraning mily gi bhi k nahi tu mera khyal hai k asye baton se apna mind nahikhrab krna chahye apni trading se afida hasil karn or saber rakhen or khush rahen jitna apko mil rha hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex trading men her waqt ziyada profit ki khawaish nhi rakhni chahiay?

                          G han my dear forex friend apny bilkul thek farmaya hy k forex pe trading krty waqt hame chahiy k hum profit m ziyada lalch na karen qkih agr hum ziyada lalch krain gy humra profit loss m bhi tabdeel ho skta hy is liy hame chahiy k hum thora thora kr k profit hasil karen jo keh thora thora kr k acha khasa profit ho jaiy ga
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex trading men her waqt ziyada profit ki khawaish nhi rakhni chahiay?

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Fakhar37201 پيغام ديکھيے
                            Dear brothers forex trading aik business hey iss men kabi kam aur kabi ziyada profit bhi milta hey aur iss men kabi kabi ziyada loss bhi ho jata hey iss liay kabi bhi ziyada profit ki khawaish nah karen aur kam profit pe bhi khud ko satisfied karen kiun k thora thora mil kar bahut ho jata hey
                            Hamein chahiye ke Ham trading Karke reasonable profit banane ki try Karen Jab traders trading karke bahut jyada profit banane ki try karte hain tu unke loss ke chances increase Ho Jaate Hain
                            FRD 07 TRADING JOURNAL
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex trading men her waqt ziyada profit ki khawaish nhi rakhni chahiay?

                              Dear member Forex 1 bahut hi risky kaam hai Agar is main Hum lalaj Karenge Tu is Mein Hum Kamyab Nahin ho sakte lekin Agar Hum Sabar Karenge Tu Iss Main Hum Kamyab Rahenge Kyunki Forex UN logo ke liye hai jo Subah Karte Hain Jo aggressive Hote Hain woh Apna account jaldi was karwa lete Forex ko Bura kehte hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X