Lots size small rakna chaiye
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Lots size small rakna chaiye

    hanji bhai ap sahi kah rahay hain kay kay hamen hamwsha lot size kam rakhna chaea kyun kay lot size ziada rkahnay say risk bharta hain or kabhe bhi forex mairket main risk lay kaf lalch nahi karna chaea lalch karny say hamayr andar loss ka dar hota hai or forex main kabhi bhe emotions kay dar say trade nahi karni chaea forex market main hamen hamesha confidence say trade karni chaea emotions or lalch main a kar trade na karen or yei baat thek hai kay hamen capital kay mutabik lot size rakhna chaea
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Lots size small rakna chaiye

      w salam dear aap nay teak kaha hai kay forex trading main lot size ke kafi importance hai agr aap ka capital zeada hai too aap ko lot size acha rakhna chahaiy us kay laiy capital ka hona zarori hai agr capital acha nhe hai too lot size ko kam say kam rakhna chahaiy
      • #18 Collapse

        Re: Lots size small rakna chaiye

        G bilkul lot size kam rakhna chahiye.aagar balance 100 $ he to trade volume 0.02 hi hona chahiye taake market 500 pip bhe against move ho to bhe account wash na ho.leken agar apka account big he to ap us level se apna volume zeada big bhe kar sakte hen.leken ye kheyal rakhen k market ko 500 pip move krne ki ejazat den.
        • #19 Collapse

          Re: Lots size small rakna chaiye

          Lot size bilkul hi kam rakhna chahye is mein risk nahi lena chahye aor ham ko is mein zyada tarde open nahoi karne chhey is mein ham ko mehnt karna chhaye oa is mein ham ko chahye ache se demo use karna chhaye ham ko is mein over size k trade open nahi karna chaiye aur is mein ham ko kam taerde hi oepn kar ne cheiy agar ap is mein zyada tarde oepn kar te hain to apkois mein zyada loss ho sakta hain is liy apko is mein kam tarde hi oepn kae ne chiey jo ap k liy best hai is mein ham ko kam tardeoepn kar e se bhi is mein fiada hoga aur ham is mein earn kar sakte hian
          • #20 Collapse

            Re: Lots size small rakna chaiye

            G haan bhai jaan ap ne thek hi kaha hai forex ka business Sab ke liye hai hamein chahiy kee haam as ko join Karen as ko Koi bhi join kar sakta hai bus is Mein mehnat karni padti hai aap Agar mehnat Karenge to aap is Mein Kamyab hain main dati banda he is business ko kar sakta hai is main agar koi kaam Mushkil Hai To Hua Hai trading trading Jab Bhi hum kare to Bas uqat aisa hota hai ki Jyada lot size ki vajah se bhi Hamein nuksan ho jata hai is wajah se lot size Soch Samajh Ke lagayein Tu Kisi Se Mashwara kr len
            • #21 Collapse

              Re: Lots size small rakna chaiye

              yes hum ko as mien aa ker her bar small lot size use karna hota hai or Jahan per ham ko lagta h k hum ko mazeed b profit ho to hum ko samjh lena hota hai k ab hum as main greed ker rahe hain or jab kio b trader forex trading main greed karta hai to wo janta hai k greed is the enemy of every trader and it kills our account to as ly hum ko apne account ko safe rakhna hota hai or ham ko jab b kaam karna hota hai ya trade karna hota hai tu as ko belkul aor 100% risk free ho ker kaam kerna hota hai aor as mien ham ko her bar har trade main apni safety ko nazar main rakh kar trade karna hota hai.
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #22 Collapse

                Re: Lots size small rakna chaiye

                Forex trading main lot size ko small rakhna trading kay liye boht zarori hay. ager trader kay pas acha investment plan hay to wo apnay lot size ko bhi achi trah say manage ker kay apnay liye munasib lot size set ker sakta hay. ager lot size bara set ho ga to us say account per risk bhi bara ho ga aur ager lot size small ho ga to account kafi had tak safe ho ga.

                اب آن لائن

                Working...
                X