Lots size small rakna chaiye
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Lots size small rakna chaiye
    Aslam o alikum dosto forex trading mein lots size apny balance k mutabak rakna chaiye kio k small lots size ko use karny say lose say bach sakty hain aur acha say acha profits ko earn kar saktay hain aur big lots size use karny say lose melta hai kio k big lots use karny say faida be hota hai Agar trade lose mein chali jay tu lose be kafi zaida deta hai isi liye best ye ho ga ka ap lots size small raky apny balance k hisab say rakna chahiye tu hum lose k time zaida lose say bach sakty hain aur acha say acha profits earn kar sakty hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Lots size small rakna chaiye

    G han dear me apki bat sy itfaq karta hon apny bilkul thek kha hai trading me agr ham lot size ka use small rakhen gay to es sy ek to hamra bonus save rhy ga 2nd is me agr hamen loss hota hai to wo bhi kafi had tak kam ho ga lot size small hony ki waja sy small lot size use karny sy beshak hamen profit bhi kam he hoga mgr bonus hamra save rhy ga ham agy experience kay sath sath lot size ko bharhaty jaen gay
    • #3 Collapse

      Re: Lots size small rakna chaiye

      Boss jab ham as mien lalach karte hien tu hi ham as mien bari lot astmal karte hien as lyee ham ko as mien lalach kerna aik bhoot hi buri baat h as lyee ham ko as mien her bar kaam kerna hota h aur ham ko as mien khud k lyee acha ban ker as mien kaam kerna hota agar ham as mien lalach kerte hien tu ham as mien kamaee ker sakte hien as lyee hamain as mien lalach nahi kerna hota h aur ham ko as mien khud k lyee kaam kerna hota h as lyee as mein hamain sirf sada trade kerna hota h aur ham ko as mien kamaee kerna hota h jab ham as mien kaam kerte hien tu ham as mien kamaee ker sakte hien as lyee as mien lalach sy pak trade kerna hi behter hota h aur her bar koshesh karna hota h.
      • #4 Collapse

        Re: Lots size small rakna chaiye

        G han forex yrading business main humain big loss say bachnay kay liyay lot size kum rakhna chahiye tan kay humain loss bji kum say kum ho
        • #5 Collapse

          Re: Lots size small rakna chaiye

          Dear brother ap ne bahut achi bat ki hey forex trading men kuch log ziyada profit ka lalach kartay hen aur bari lot laga detey aur market ka trend change honay ki waja se bahut ziyada loss ho jata hey iss liay apnay balance k hisab se lot lagaen ta k account bhi safe rahay
          • #6 Collapse

            Re: Lots size small rakna chaiye

            G dear ap n bikul seah Kha h hmy lot hemsha Chota rkhna chyee q k is se hmy loss bi km hoga or hmra account wash bi ni hoga is ly hmy ziada lalaach ki beajay km lot size p trdng krana h
            • #7 Collapse

              Re: Lots size small rakna chaiye

              Forex main hmaien hmaisha lot size km rakh kar trading karni cahiyay agar hm aik hi dafa bary lot size ky sath trading karain gay to hm kbhi bhi forex main kamyab nahi ho sakty balky is say hmaien loss ho ga is liyay mehnat say kam karain aur lot size hmaisha km rakh kar hi hm achi earning kar sakty hain
              • #8 Collapse

                Re: Lots size small rakna chaiye

                Assalamu Alaikum dear bro main ap se agree karta hun..dear hamen hamesha lot size kam se kam use karna cahiye khas kar new members ko or jin ke trades loss main hote hain un ko new members ko aksar loss ho jata hae to woh small lt size ko use karte howe woh apne loss recover karsakta hae traders ko apne bonus ke mutabiq lot size use karna cahiye
                • #9 Collapse

                  Re: Lots size small rakna chaiye

                  Jiye aapki apni marzi hai ki aap Jitna Bhi lot size Rakhna Chahte Hain lot size aap apne bonus ke hisab se Rakh sakte hain aapke paas Itna bola se use hisab se aap ek planning Karen aur uske baad aap apna Lord Sai choose Karen ke aapne Apna large size Kitna lagana hai Chhota lagana hai ya Bada lagana hai ye to aap bhi Faisla kar sakte hain Apne balance Ko Dekhkar
                  • #10 Collapse

                    Re: Lots size small rakna chaiye

                    Lot size aap apne bonus ke hisab se Rakh sakte hain aapke paas Itna bola se use hisab se aap ek planning Karen aur uske baad aap apna Lord Sai choose Karen ki aapne Apna Labh sarees Kitna lagana hai Chhota lagana hai ya Bada lagana hai ye to aap hi Faisla kar sakte hain Apne balance ko dekh kar aur uske bad aap Faisla kar sakte hain ki aapne Apne large size ko Kis Tarah Se Lagana Hai is wajah se jo bhi kaam Karen Soch Samajh Ke Karen committee Amrik ke saath Yahi Hamare liye beta hoga
                    • #11 Collapse

                      Re: Lots size small rakna chaiye

                      Jihad dear Forex trading 1 risky business hai is main kabhi bhi market loss Mein close ho sakti hai market Ko Mukammal Taur par koi bhi nahi samajh Sakta koshish Yahi Kare Ke Apna allot size kam se kam Rakhe Itna lot size Rakhe K Agar profit Ho To munasib Ho Jaaye aur Agar Las ho to aasani se recover ho jaaye...
                      • #12 Collapse

                        Re: Lots size small rakna chaiye

                        hamy aik time table bana kar kam kar sakty hain forex kabe be band na hony wala business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai agar tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ho jy ga forex aik international business hain hum is mai bager pasiao ky account bana kar be kam kar sakty hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Lots size small rakna chaiye

                          Dear member aapki baat bilkul right hai Garam trading karte hue lot size ko kam se kam Rakhenge to is Se Hum accha profit bhi Kama Lenge aur Hamein lost bhi kaam Hoga Agar Hame loss bhi Hota Hai To Hum use hasane ke saath recover kar sakte hain aur trading ke sath Hamein stop loss or take profit ke tools ko bhi Jaruri istemal karna chahie
                          • #14 Collapse

                            Re: Lots size small rakna chaiye

                            Dear ap na theak kha ha k lot size smal rakhna ha par us trade par jis par ap ko daout ho agar ap ka acount bada ha to ap ko phr lot size thoda bada he karna chaheya agar hum small lot size ma trade kary gy to profit na kam ho ga.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Lots size small rakna chaiye

                              sir hamein as main lot size kmhi rkhna chahiy hai q kk ham as main lot szie km nahi rakhe gey tu ye greed main shamil ho jay gaa aor greed jis ne ki as main wo kabi bi kamyab nahi ho sake gaa q k us ko kabi bi profit nahi ho sakta hai q k aik bar tu profit ho skta hai likn as main hamen chahiy hai kee ham as main ache se bhi kam kare tu hi ham as main kamyab ho sake gey
                              PAK ARMY ZINDA ABAD

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X