Kaya News Bohat zaruri hain..??
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #136 Collapse

    Jo log news per trading krty hain un k leyh toh news bohat zarori hain or news say woh bohat acha profit earn kr layty hain per main nay aj tak news per trading nhe ke aur agr hum news ko follow kar k trading Karen gy to humy market k bary mein information mil jati hai k market up ho rahi hai ya down.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #137 Collapse

      g news bohat zroori hain is main q k ap ko tading k hawalw sy ap ko is say malomat hote rehte hain k market main kya ho rha h jiss say ap ko trading krne main asani hoti ha
      • #138 Collapse

        jee han inko zrooor dekhen agar news hamari trade ke against aa jay gi toh boht ziyada loss ho sakta he so learn karen ke news kese dekhni he or kab news aati he or isne kia impact dalna he currency par so is se hi ham forex me kamyaab hoon ge or achi skills bhe bana payn ge or news ke wkt trade mat karen
        • #139 Collapse

          Ji bhaai , forex per trading kerne kay baad next step news dekhna or searching ka bhi hai , or jo trader trading kay baad, searching ker kay news update ko dekhta hai or phr os kay mutabiq apni trade ko open ya close kerta hai wohi trader kamyab hota hai
          • #140 Collapse

            yes news to beht ahm hy leyh toh news bohat zarori hain or news say woh bohat acha profit earn kr layty hain per main nay aj tak news per trading ni kerni chahy account wish ho sakta hy
            • #141 Collapse

              ji bilkul news bht zrori hyn ..q k news ki madad se apko market ki cnditions ka pta chalta rehta hy .. phr ap usi base par judge kar k market k mutabik order lgaty hyn aur trading karty hyn
              • #142 Collapse

                Yes news is very necessary for trading because you must get knowledge about news because news trading is so risky because that time the market moves so fast and we can make good income also through news.
                • #143 Collapse

                  je bhai je jo log bhe forex trading kar rahay hein un ko news ko zaror nazar mein rkhna chahey aut trading mein news buht he aham kirdar ada karte hein aagar aap news ko deikheen aur samjhein aur us kay mutabeq trading karein tu aap buht he acha profit earn kar saktay hein
                  • #144 Collapse

                    g belkul forex me new boht important hai es se hame yeh pta chalta hai k kis time market me changes aye gi aur es se ham fayedha b uta sakte hai profit earn hojata hai jab news ki samjh hoti hai hame.
                    • #145 Collapse

                      g bhai jaan apne bhot he acah sawal kia ha and mai b yaha per yahe manta hu humay forex trading mai news ko ache say he karna chaiye is ma humay loss ka samna b hosakta hai
                      • #146 Collapse

                        g dear news bohat he zarori hain q k agar hum ne es main tading karni ha to hmary lia news bohat he zarori hain es sy hum ko market ka pta chalta ha aur es sy hm loss sy bach sktay hain
                        • #147 Collapse

                          Yeah forex mein news buhat hi zaroori hain , forex mein news dekhte rehnaw chahiye q ke binaw news ke faidaw nahin , news se hame market kaw pataw lagtaw hai :)
                          • #148 Collapse

                            han bilkul aap ko idea hota rahta hy k aap ky shahar main kya ho rha hy or us say aap ke trading main bhe effect ho sakti hy agar econioicaly halat thek nhe ho to news upto date honi chahya hy
                            • #149 Collapse

                              han bhai jan news bohat zaruri hoti hain kiun ke news ka market per kafi effect parta hai is lye news ke time me trading karne se aap ya to gurez karen ya phir proper news ko sahi samjh kar or parh kar theek se phir trade lagaen or proper money management ke sath chalen .
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #150 Collapse

                                Dear news se hm ko markets ki value ka andaza hota hai. or hum ko market k trend ka pta chahlta hai. jis ko hum apni trading men use kerty hein or trading kerty hein

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X