Forex mein lose kio humey melta hain?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex mein lose kio humey melta hain?
    Aslam o alikum dear friends jisa k apko malom hai ka aksar new members ko lose melta hain aur waja ye hota hai k wo stop lose aur take profits ka options use nahi karty aur ek he time mein multiple trades ko open kar laty hain aur apny balance ka hisab say big lots use kar lety hain is liye humey lose melta hain. Likan mein forex members say ye kahna chahta ho k trade open karny say pehly stop lose option ko use kia kary aur dusri bat ye hai k apny balance k hisab say lot size raky aur big lots use na kary tub ap acha profitable trading kar sakty hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex mein lose kio humey melta hain?

    Loss ki bari waja yeah hoti ha ky ham sochy samajhy bagher hi kisi bi pair mein trade open ker dety hein to market to trend ko follow kerti ha to ham aksar trades trend ky against open ker lety hein ky market reverse chaly gi lekin market reverse jati nehi ha aor hamein loss ho jata ha
    • #3 Collapse

      Re: Forex mein lose kio humey melta hain?

      Forex main loss ki wajha hmari apni mistakes hain kyun ky agar hmaien forex main loss hota hai to us ki wajha bna souchy samjhy trade lgana ya pher lalach say kam laina hai agar hm forex main zyada profit ka lalach karty hain to bhi hmaien loss ho jata hai us liay agar loss say bachna hai to hmaisha souch smajh kar aur market ki movement ko dekh kar trading karain
      • #4 Collapse

        Re: Forex mein lose kio humey melta hain?

        Boss ham ko as mien tajerba mien kami ki waja sy aur ham ko as mien her bar jo b lalach kerta h us ka unjam bura hota h as lyee ham ko lalach nahi kerna hota h aur ham ko as mien khud k lyee kuch na kuch kern hota h aur ham ko as mien jab lalach kerte hien tu ham ko sirf aur sirf as mien nuqsan hota h as lyee ham ko as mien her bar sada trade kerna hota h aur ham ko her cheez ko dakh ker chalna hota h agar ham as mien lalach kerte hien tu ham as mien kamaee ker sakte hien as lyee ham ko as mien khud k lyee kaam kerna hota h as lyee as mien hamain her bar kaam kerna hota h aur ham ko behter sy behtreen kaam kerna hota h aur ham ko as mien kamaee kerna hota h as lalach sy dor reh ker trade karna hota h.
        • #5 Collapse

          Re: Forex mein lose kio humey melta hain?

          forex aik unique business hain hum is mai jab kam karty howe koi mistake kar dety hain to hamy loss ho jata hain hamara account wash ho jata hain is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex mai usa or china or new yok jasy bary bary mumalik samil hain forex pakistan mai legal ban cuka hain forex aik legal business hain
          • #6 Collapse

            Re: Forex mein lose kio humey melta hain?

            hamy mahnet sy forex mai kam karna chahey pher he hm paisa kama saky gy forex aik aam business ke nisbat acha business hain hum is mai bager pasio ky account bana kar be kam kar sakty hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hamy is mai loss ko apna teacher man lena chahey forex aik real business hain
            • #7 Collapse

              Re: Forex mein lose kio humey melta hain?

              forex aik online business hain hum is mai market ky rules ko agar ignore kar ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga hamara account wash ho jy ga is mai maket ka balm nahi hota forex mai usa or china or new yok jasy bary bary mmalik shamil hain forex pakistan mai legal ban cuka hain hum isy apna life time career be bana sakty hain
              • #8 Collapse

                Re: Forex mein lose kio humey melta hain?

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Sakhi پيغام ديکھيے
                Aslam o alikum dear friends jisa k apko malom hai ka aksar new members ko lose melta hain aur waja ye hota hai k wo stop lose aur take profits ka options use nahi karty aur ek he time mein multiple trades ko open kar laty hain aur apny balance ka hisab say big lots use kar lety hain is liye humey lose melta hain. Likan mein forex members say ye kahna chahta ho k trade open karny say pehly stop lose option ko use kia kary aur dusri bat ye hai k apny balance k hisab say lot size raky aur big lots use na kary tub ap acha profitable trading kar sakty hain.
                Walaikum assalam ji bhaijaan Forex trading Mai Sabse Badi vajah loss hone ki Hamare andar maujud lalach Hai Jiski wajah se hum Roz Ka Shikar Hote Hain Jab Hamen profit Hota Hai Hum Jyada ki sochte hain aur ISI Chakkar Mein Apne account ko wash karwa Lete Hain
                • #9 Collapse

                  Re: Forex mein lose kio humey melta hain?

                  forex aik unique business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai raat mai ya din mai kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain forex aik wasee business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain forex aik international or legal or real business hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex mein lose kio humey melta hain?

                    forex aik intenational business hain hum is mai kam kar ky pasia kama sakty hain forex aik world wide busienss hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy kuch be hasia nahi ho ga forex mai talib ilam be kam kar sakty hain hum is mai agar mahnet nahi kary gy to hamy kuch be hasia nahi ho ga forex aik acha business hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex mein lose kio humey melta hain?

                      Baijnath market Bana Lijiye senior ka follow ke bagair aur learning ke bagair knowledge ke bagair senior Kamasutra liye aap karte Honge tabhi aapko loss Milta Hoga patcher yahi hai ki planning ke sath kiya jaaye yah sab aap kar lenge to aapko profit Hoga Inshallah
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex mein lose kio humey melta hain?

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Bahadur002
                        Dear friend main aapse Kahana chahta hun ke Hamen loss isiliye hota hai Kyunki Ham ismein lalach karte hain aur apne mistakes to recover Nahin karte
                        Jab Ham Forex trading Mein Bina mehnat aur Bina knowledge ke trading Karte Hain To Hamen trading Karke loss hota hai agar Forex trading Mein success Hasil Karna Hai To Main acche kam karna hoga tabhi Hamen is business Mein success milega
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex mein lose kio humey melta hain?

                          forex kisi ko bhi jan bojh kar loss nhi deti jab ham forex man trading ke doran koi mistake karte hain to us waqt loss hota hai our in mistakes se bachne k lye hamain forex se releated learning ki zrorat hoti hai ham achi learing se forex main loss se bach sakte hain our ek expert trader bhi ban sakte hain.
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex mein lose kio humey melta hain?

                            Asslamu Alakum wellcome to pak forex forum dear friends ap ko m btaoo jb hum sochy smjy bgir trade lga dety hun jes se hmn loss hota hai hmn chay ply trade k bary min plaining kren knowledge akhta kren phr ja k hum bouness p trade kren phr profit mlta hai

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X