Forex trading buhat hi profitable hai magar sath mein buhat ziyada risky hai, aur buhat sare trader is ko bar bar fail hone ki wajha se frustration mein chor jate hai. Shayad un sab traders ki trading karne mein koe na koe mistake rahi hogi.
To ap logo ki nazar mein wo kia wajha ho sakti hai jis ke liye itne sare trader fail hoke trading chor gae? jab ke aj kal to trading mein help karne ke liye itne sare indicators aur EA bhi mojood hai.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим