Confidence level ka maintain rakna
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Confidence level ka maintain rakna
    Traders ko confidence level loss nahi karna chaye aur es ko maintain rakny key ley demo account ki practice karna bahot zarori hay, jab tak traders demo account me honest ho kar aur experience gain karny key maqsad se trading kia karen gey un ka confidence level esy hi maintain reh sakta hay, demo account me trading na karny ki waja se ham forex market key sath touch nahi reh sakty hey.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Confidence level ka maintain rakna

    Hume apne pore hosh awaz main trading k liye market main jana chaiye market main hume trading krna ur profit hasil krna bohat asan lagta h is liye hume is main soch samj kr kam krna hota ha lekin asal main profit hume bohat muskil se milta ha kafi knowledge hasil krne k bad ye business hamre liye acha ha ur hum is main asani se
    • #3 Collapse

      Re: Confidence level ka maintain rakna

      Aap nay buhut achee baath ke hay dear dear brother forex trading may aap ko hamesha market k saath Touch rehna chaheiay kionka agar aap market k saath touch nahee rehthay tho aap ko kise pair ke movement ko samajhnay may buhut mushkil pesh aayagi is list agar aap k account may bonus be na ho tho demo account par practice karthay rehna chaheiay.
      • #4 Collapse

        Re: Confidence level ka maintain rakna

        Dear friend ap ki bat sahi hai confidence level ko improve karny key liye demo account pe practice lazmi karen ur behtar practice key liye demo account bhi lot size km rakhen.
        • #5 Collapse

          Re: Confidence level ka maintain rakna

          Ji forex mein aap ko kam karty hue apni knowledge aur experience par bhrosa aur confidence hona chahye. aap ko chahye ky loss ki surat mein bhi apna confidence lose nah karyn aur loss ko bardasht aur recover karny ki aoni andar himatt paida karyn isi trha ap achy trader ban skty hain..
          • #6 Collapse

            Re: Confidence level ka maintain rakna

            G Han friends bilkul bat hai forex trading men Ap ko successful hone k liye Apne confidence level ko maintain rakhna ho ga agr Ap over confidence se kam kre gy to Ap unsuccessful bi ho sakty hai is liye behtar Yehi hai k Ap apne confidence level ko maintain rakhna ho ga
            • #7 Collapse

              Re: Confidence level ka maintain rakna

              G Han dear aisa he Hai Agar humen acha profit aur ache kamyabi hasil krni Hai to phir humen demo account par working real account ki tarha he krni ho ge aisa kr k na siraf hum acha experience hasil kr sakty hain balky is k saath saath Hum apny andar confidence bhi develop kr sakty hain jis se hum Har situation ko Bari asaani se handle kr saken ge aur khud ko kamyabi ki traf le kr ja saken ge.
              • #8 Collapse

                Re: Confidence level ka maintain rakna

                G Haan bhai aap ne theek Kaha hai forex me trading humesha confidently karni chahiye ta k hum successful trader bn skein lekin koshish karni chahiye k humara confidence level maintain rhy q k agr hum apna confidence loose kar dein tou b Hume nuksaan ho ga aur agr hum over confident ho k trading karein gy tou b Hume nuksaan ho ga.. Is liye humesha confidently trading karein..
                • #9 Collapse

                  Re: Confidence level ka maintain rakna

                  Boss jab ham as mien aitmad sy kaam kerte hien tu ham as mien kamaee ker sakte hien as lyee ham ko aitmad sy kaam karna hota h aur ham ko as mien jab ham forex mien posting kerte hien tu ham ko as mien mayar ka pora pora khayal karna hota h agar ham as mien mayari posting kerte hien tu ham as mien her bar ache bonus hasil kerne ka haqdar ban sakte hien as lyee ham ko as mien her bar mayari posting karna hota h aur as mien ham ko acha bonus hasil kerne k lyee pori koshesh karna hota h as lyee her cheez ko dakhna hota h.
                  • #10 Collapse

                    Re: Confidence level ka maintain rakna

                    Dear forex friends,Traders ko confidence level loss nahi karna chaye aur es ko maintain rakny key ley demo account ki practice karna bahot zarori hay, jab tak traders demo account me honest ho kar aur experience gain karny key maqsad se trading kia karen gey un ka confidence level esy hi maintain reh sakta hay, demo account me trading na karny ki waja se ham forex market key sath touch nahi reh sakty hey mgr hama forex pa zaida sa zaida mehnat karni chaia ta ka axha profit earn kar saqaaa...
                    • #11 Collapse

                      Re: Confidence level ka maintain rakna

                      Forex main agar hmaien loss ho jata hai to bhi hmaien apna self confidence maintain rakhna cahiyay kyun ky agar hmara self confidence down ho ga to hm kbhi bhi forex main achi earning nahi kar sakien gay is liyay zyada mehmat say kam karain aur apni earning ko zyada say zyada increase karain aur confidence kbhi bhi down mat hony dain
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Confidence level ka maintain rakna

                        forex aik bohat bara business hain hum is mai kam kar ky pasia kama sakty hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain forex aik international business hain is mai hum agar tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik unique business hain

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X