Loss ki Wajoohat

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #151 Collapse

    Dear zada thar loss ke waja ya hote ha ka hum over mind ka sath comments krta ha jo hum question ka motabik nahi krta aro dosra ya ka ma jo Forex Pakistan ka rules ko follow nahi krta wo be loss krta ha so dear an bato sa dor rahna chayia.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #152 Collapse

      loss ki sab se bari wajohaat ye hoti hai kh hamare pass experience ki aur knowldge ki kami hoti hai tu is se humein hamesha loss hi hota hai loss se bachne k liye ziada se ziada is ke baare knowldge hasil karein
      • #153 Collapse

        bhai jaan loss ki sab se barri waja yehi hai ap bina sekhey forex start kr dete ho or greed k sath trading krte or or demo account ko bikaar samj k us k nazdeek b nahi jate to is trah krein geyy to loss hi ho ga
        • #154 Collapse

          forex bussiness me loss hone ke kahi reason hai ek kam knowledge aur kam experince ka hona dusra jald bazi me trade karna third badi lot size se trade karna 4th jada kamane ki lalach me overconfident me trade karna aur market ke news ko follow nahi karna isse loss ho sakta hai.
          • #155 Collapse

            mery kheal sy jald bazi men trading krna market close hony sy pehly tradeing close na krna greed krna over confidence ho jana aur knowledge aur experience ki kami aur demo account py perstic ka kam krna
            • #156 Collapse

              well my dear friend, meray khayal say sub apnay experience aur jo forex mein common mistakes hoti hain jiss ki waja say hum losses face kartay hain wohi loag share kar rahay hotay hain jesa kay lack of knowledge, impatience hona, greedy trading karna, large lot sizes use karna, without stop loss kay trading karna etc...
              • #157 Collapse

                brother meri forex mein sab si bari wajah loss ki jo hai woh yeh hai key mein bohut ziayda jald bazzi mein trade open kar jata hoon aur right time ka intezar kiya beghair woh trade loss mein band kar jata hoon.
                • #158 Collapse

                  sahi kaha bhai jan loss kay bohut se wajohat hai jis mein aik lalach bhi hai kiyon kay agar insan achi earning kar raha ho hota hai kay wo sochta hai nahi mujhe issey bhi ziyada earning karni hai to wo loss mein chala jata hai aur aik waja kay hamein is kay baray mein pori tarha se knowledge nahi hoti
                  • #159 Collapse

                    g han bhai jan loss ki nbuhay si wajohat hain or ye bhi hai k agr ap forex k osolon ka khas khial nahin rakhte or ap ko knowleg bhi nahin hai to ap ko loss hoga 2nd agr ap lalach kro ge tb bhi
                    • #160 Collapse

                      loose ke bari wajoohat es mein greedy karna aur es mein jaldbazi kar jana kosis karay es mein mind se trading karay ap k liye better way money earn karnay k liye thankful for question
                      • #161 Collapse

                        Impatience should be avoided in trading this is the main cause of loss for most of the traders. Then our emotions are also considerable that plays an important role to make right or wrong decision of trading. A trader should first understand market then try to trade .
                         
                        • #162 Collapse

                          On the same token, don't get greedy - some people make a good trade or two and it goes to their head. They throw their system to the wind and enter another position wantonly when signals weren't really there, losing what they just made if not more. It's a gambler mentality, but it is innate in most of us and takes discipline to change.
                             
                          • #163 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: muhblal پيغام ديکھيے
                            Bohat say dost bohat si akoohat share kar rahay hain. Agar ap ko koi experience hay to yaha par zarur share karain.
                            dear forex keey bareey meey knowledge and experience liyee begair trades nahi lagani chahyee ager hum uss ko jaldi meey trades work kertaay hai uss seey definitely loss hi ho ga jeb tek uss keey bareey meey knowledge naa ho uss ko ser injaam nahi dainaa chahyee forex keey bareey meey knowledge leeney keey baad bohet hi kem hedd tekk loss meey jaa sakteey hai jiss seey ap ko benefit in profit meey hoo gaa.......!
                             
                            • #164 Collapse

                              Loss k bohat se reasons hote hain but main reasons hain greed or emotions mein trading kerna or is traders sub se ziada losses kerte hain or greed ko must avoid kerna chahye or emotion ko b trading mein control kerna zarori hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #165 Collapse

                                اصل پيغام ارسال کردہ از: muhblal پيغام ديکھيے
                                Bohat say dost bohat si akoohat share kar rahay hain. Agar ap ko koi experience hay to yaha par zarur share karain.
                                dear jee ha sir loss ki bhot si wajohat ha agar hamary pas na to experince hota a or na hi knowldge tab to hamay loss hi hona ha or agar ham lach krtay ha kay agar hamay achi earning ho rhi ha lakin koi koi khta ha nai hamay isay bhi ziada earning to wo lalch krta ha to uskay pas phlay walay bhi asay nai rhtay ha............?
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X