Controol u r emotion during trdng

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Controol u r emotion during trdng
    Asalmu Alaqum dear member of fore i hope you are right and happy in ur life enjoyed profit actually i want say to my dear member of forex to controol u r emotion during trdng so that we save our blnce
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Controol u r emotion during trdng

    G han dear me apki bat sy itfaq karta hon apny bhot he achi bat shear ki hai dear mery kheyal me forex trading business me jab hamen loss or profit hota hai to hamen us time pe khud kay jazbat pe control karna zarori hota hai agr us time ham khud pe control nhe karty to loss ki sorat me hamen or loss nhi ho sakta hai
    • #3 Collapse

      Re: Controol u r emotion during trdng

      Consistent profit na le pana emotions ka issue hota hay jab tak aap kay ba emotions hongay aap kabhi bhi perfect trading ki planning nahi kar saktay aap looser he bantay jao gay esliye apni trading ko achay sey acha karnay kay liye apnay emotions ko control karain aap ki trading professional ki tarah hogi plan pe sab trading hoti hay.
      :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

      PLEASE VISIT HERE
      • #4 Collapse

        Re: Controol u r emotion during trdng

        bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa achi earning haisl karni ha to per hum ko chaheya ka hum apna trade ma kabhi be emotion ko use na karaa to per hamara leya best rahaa ga laken ager hum apna trade ma emotion ko use kartaa ha to per hum ko loss ho saktaa ha...............
        • #5 Collapse

          Re: Controol u r emotion during trdng

          forex trading aik risky business hai jis main hum jitna pni trading main jald bzi karengy otna he hmain loss hony k chancez zayda hoty hain es liye aghr hum apni trading main kamyb hona cahhty hain tu hmain during trading apny emoton par control rkhna chahye q k jub hum control nahi karty tu hmain loss hony k chances kam se kam hoty hain or hum acha profot eran kar lety hain
          • #6 Collapse

            Re: Controol u r emotion during trdng

            As-salamu alaykum doston Oscar boyson berojgari Gippy Forex trading Yusuf chair lowest best business a Kyunki boyfriend is penis ko Chitra ke sath Farooq kar sakte hain Yeh Duniya ka sabse behatrin business hai Forex trading or Pakistani Duniya ka sabse best or sabse alag Bin II ke Boss wale log is business coaches Kitni Chahat follow Karenge Duniya ka sabse top 10 business
            • #7 Collapse

              Re: Controol u r emotion during trdng

              Forex mein emotions ko control kerna bhi bahut zaroori hai agar hum apnay emotions ko control mein nahin rakh saktay tou hum forex mein kqmyqb nqhin ho saktay tou phir humain forex trading nahin kerni chahyea
              • #8 Collapse

                Re: Controol u r emotion during trdng

                Forex trading mein emotions.ko control kerna bhi bahut zaroori hai jin logoun ka apnay emotions per control ho woh log forex mein bahut zayada kamyab hoytay hain woh trading mein koi ghalt kaam nahin kertay hain aur hamesha safe.trading kertay hain jis sae unn ko profit bhi zayada hota hai
                • #9 Collapse

                  Re: Controol u r emotion during trdng

                  G agar AP emotions ko control nahi Kar sakte to AP trading nahi Kar sakte is liye agar trading karni hai aur is mein earn karna hai to AP ko is mein meynat karna ho gi AP ko is mein practice zeyada karna ho gi jitni zeyada practice ho gi utni achi trading ho gi is liye practice ko focus karain aur learn karain
                  • #10 Collapse

                    Re: Controol u r emotion during trdng

                    g han bhai apki b t blkl thk ha a hme cheyae kae hm axe trha mhnt kr kae kam krn or jab b hm trading krn tu apnae emotions ko axe trah control m rkh kr kam krn isi trah ham iksi ksm ki mistakes sae bach kr kam kr skty han lkn agr hm mistakes ko axe trah cover ni krty han tu us sae hme bht loss ho skta a or emotions ki wja sae apko account wash ho skta a
                    Last edited by ; 16-06-2019, 06:34 PM.
                    • #11 Collapse

                      Re: Controol u r emotion during trdng

                      Dosto forex per trade karty waqt sabber sy kam lain jilbaze sy perhase karain apne emotion per contrle karty howy best way best time best market ki momment ka intazar karain is sy ap ko zarore profit hasil hoga trading may apne emotion ko controle karna bohat zarore hai ishe ki badolat kameyabi hasil karsakty hain..........
                      • #12 Collapse

                        Re: Controol u r emotion during trdng

                        G han sir forex main kamiyaab trade iss wajas y success hasil karta hain Q k woh apna emotional pr control rakta hain woh loss hona k bawaaajod be apna emotional pr control rakta hain or bilkul relax ho kar iss main trading akrta hain or bhot he jaldi apni trade ko profit main laa jatye hain inn waja sy he woh success hasil karta hain humain be chaiye k hum iss main successful trades k steps ko follow karye or laalach or emotional sy parhez karye agr hum kamiyaab hona chatye hain toh
                        • #13 Collapse

                          Re: Controol u r emotion during trdng

                          G Haan bilkul apne theek Kaha hai agr forex me kaamyaabi hasil karni hai tou emotional trading nai karni chahiye bulke humesha mehnat se Kaam karein gy tou Hume kaam karny me aasani ho gee aur faida b ho ga wo emotions me ki gai trading Hume sirf aur sirf nuksaan e hota hai..
                          • #14 Collapse

                            Re: Controol u r emotion during trdng

                            Dear member Hame Apne emotion ko control karna sikhna chahi Kyunki emotion ko control karna bahut hi Mushkil Hai khaskar forex market mein Kyunki Jab ham lost ho raha Hota Hai Hamara To Ham Bardaasht nahin kar paate aur trade foreign close kar dete Hain lekin Hamesha Aisa nahin karna chahiye aur Sabar karna chahi Aur Subah karne se hum profit Mein zaroor Jayenge
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Controol u r emotion during trdng

                              G han bilkul theyk kaha ap nay forex main kam karty howy hmaien apny emotions par control rakhna cahiyay agar hm apny emotions oar control rakhaien gay to hm forex main kbhi bhi kamyab nahi ho sakty is liyay forex main mehnat say kam karain aur apny emotions par control rakhaien to hi hm kamyab ho sakty hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X