Hedging sae hum apni trading ko khud risky banatay hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Hedging sae hum apni trading ko khud risky banatay hain
    Forex trading mein hedging kernay kay lye bahut zayada expertise ki zaroorat hoti hai aur agar hum forex mein hedging kerain gay tou hum apna nuqsaan khud kertay hain kyun kay hedging mein loss bahut zayada hota hai aur hum itnay expert nahin hotay kay hedging mein apni trades ko control ker sakain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Hedging sae hum apni trading ko khud risky banatay hain

    Bahi mai tu hedging ma kahlaf hon ap kabi bi hedging s accha profit nahi kama sakta hain is lia hedging ko chorain or simple trading karian ta ka ap ko fida hedging mai koi fida nahi bus tention hi ha ap ka account wash hona s bachta hai serf or kahs fida nahi ap ak hi trade open karian or full market ka analysis ka sath ta ka ap ko bohot accha profit hasil ho saka
    • #3 Collapse

      Re: Hedging sae hum apni trading ko khud risky banatay hain

      G dear ap ki bat bilkul thk ha hedging aik aisi trading ha jis mein ap ko balance bht ziada chaye hota ha. Hedging dangerous zrur ha laikn agr ap k pass bht ziada balance ho aur ap kem risk se start krean tu ap es se bht acha profit bhi kama sakty haen. Laikn aik bat yad rakhaen k ap ko es mein thori bht expertise ki zrurt hoti ha for example k ap ko pta hona chaye k market kb aur kis time nikal rahi ha big movement ki taraf us se kuch dair pehly ap trade laga daen agr ap ki thori bht trades bhi hit ho jati haen tu ap us movement se bht acha profit kama sakty haen.
      • #4 Collapse

        Re: Hedging sae hum apni trading ko khud risky banatay hain

        Dear apki bat thek hai k ham ko is mein hedging se ham o is mein apni tarding ko khud hi risky kar te hain but ham ko uis mein hedging kar ne se koi faida nahi hota hai agar ha is mein hrging kar te nhain uar is mei aik hi point pe buy and sell lagate hain to ham ko is meiu n sell loss deta hain ya phir buy ham ko is mein aesa nahi karna chaiye ham ko is mein market ko analysis kar k is mein experience se hi tarde karna chaiye.
        • #5 Collapse

          Re: Hedging sae hum apni trading ko khud risky banatay hain

          Bilkul sahee kaha aap nay dear fellow forex trading may ye Mera personally experience hay ke agar hum hedging kartha tha our ek dho dafa mujay os say faida be hua hay lekin Mera jab be ziada loss hua hay os ke main waja yahe saamnay aaye hay ke hedging karna is liay bas koshish karna chaheiay ke trading hamesha teeb k hisaab say ke jaaye.
          • #6 Collapse

            Re: Hedging sae hum apni trading ko khud risky banatay hain

            Forex.mein hedging kernay ko mein tou bilkul bhi supoort nahin kerta kyun kay forex mein hedging kerna rules kay against bhi hai aur iss mein profit kay chances kam aur loss kay zayada hotay hain tou jis kaam mein loss ho raha ho woh kaam humain nahin kerna chahyea
            • #7 Collapse

              Re: Hedging sae hum apni trading ko khud risky banatay hain

              yes dear main apki baaat say agree karti ho hedging kernay kay lye bahut zayada expertise hona lazmi hain hedging karna itna easy nhe hain dear jin k pas acha exprinces hain vo hagging main kamyb hain dear forex main heding hain he nhe rules ko break kabi na kare forex main bilkul b heding support nhe kar rha hain is liye rules ko follow lazmi karna chahiye
              • #8 Collapse

                Re: Hedging sae hum apni trading ko khud risky banatay hain

                forex aik online business hain hamy is mai hedging nahi karne chahey hum is mai baher pasiao ky account bana kar be kam kar sakty hain hum is mai agar tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex dunya ky bohat sy mumalik mai unique or legal business ban cuka hain
                • #9 Collapse

                  Re: Hedging sae hum apni trading ko khud risky banatay hain

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Anfaal786 پيغام ديکھيے
                  Forex trading mein hedging kernay kay lye bahut zayada expertise ki zaroorat hoti hai aur agar hum forex mein hedging kerain gay tou hum apna nuqsaan khud kertay hain kyun kay hedging mein loss bahut zayada hota hai aur hum itnay expert nahin hotay kay hedging mein apni trades ko control ker sakain
                  Sometimes a head Jing Karke trading karna bhi Hamare liye Kafi risky ho sakta hai traders Jab news ke time par trading Karte Hain tu unko trading Karke loss hone ka chances bahut jyada Hote Hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Hedging sae hum apni trading ko khud risky banatay hain

                    g brother hedging ko karna mere khyal say aik bohat big bewkofi hai hai kyon k is main na he ap ko profit milta hai aur na he ap ko loss milta hai hedging sirf usi wakt karny ki zrorat parti hai jab ap ka account ko khtra ho wash hony ka tab ap kar sakty hain apny account ko safe karny k leay iss k ilawa hedging karny ka app ko koi bhi faida nahi hai na he app iss chaker main parain.
                    • #11 Collapse

                      Re: Hedging sae hum apni trading ko khud risky banatay hain

                      forex aik legal business hain hamy acha knowledge or experience hasial kar ky high amount invest kar ky high risk lena chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar saky gy forex aik aam business ke nisbat bohat acha buisnes hain is mai dunya ky bary bary mumalik involve hain is mai hamara koi be boss nahi hain
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Hedging sae hum apni trading ko khud risky banatay hain

                        Dear friend hedging forex main koe aisa tool nahi hay jo kay trader ko forex main koe acha profit dey sakay. ager forex main trader hedging kerta hay to wo forex main kabi bhi profit earn nahi ker sakta. is liye hedging wo akhri step hota hay jo trader wash hotay account ko bachanay kay liye kerta hay. routine main is ka koe fida nahi hota.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X