Trading se pehly profit aur loss ko define karna zarori hay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading se pehly profit aur loss ko define karna zarori hay
    Trading ki planing ye honi chaye key wo trading se pehly daily hi apny profit/loss ko define kar len es ki waja se un ko risk ko manage karny me asani ho saky gi, agar traders without hi profit/loss ko define key hi trading karen gey to es ki waja se traders bahot zeyda loss face kar sakty hey, unlimited loss se bachny key ley profit ko be define kar leya karen aur sath me loss ko be.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading se pehly profit aur loss ko define karna zarori hay

    Dear brother ap ki bat bilkul theek hey jiss tarah dunia k her business men loss aur profit hota rahta hey issi tarah forex trading men bhi kabi loss aur kabi profit ho jata hey lekin jab achi learning aur experience hasil karen tu phir loss kam aur profit ziyada hota hey iss liay loss ho ya profit dono time hamari feelings aik jesi honi chahiay
    • #3 Collapse

      Re: Trading se pehly profit aur loss ko define karna zarori hay

      G han me ap ki bat se mutafiq krti hon forex trading business but hi riski or complicated business hai or es ma loss or profit hoty rehty hain even hr business ma loss or profit equal hain so hmy hmesha order place krty huay loss ko hmesha mined ma rakhty huay trading kren tbhi achy or successful trader band sakty hain
      • #4 Collapse

        Re: Trading se pehly profit aur loss ko define karna zarori hay

        DEAR ap ki bat sahi hai as main hame chahiy hai kee ham as main ache se kam kare q k ham as main kam karte hain aor hame as main profit ya loss hota hai tu hame as main ache se bi kam karna ho fgaa tu hi ham as main kamyab ho sake gee agar as main aik acha profiot hasil karna hai tu as main hame experience hasilkarna ho gaa tu hi ham as main profit hasil kar sake gee
        • #5 Collapse

          Re: Trading se pehly profit aur loss ko define karna zarori hay

          Dosti trading karne se pahle aap ko is baat ka bahana chahiye ki is Mein jitne Jyada loss ka factor hota hai profit bhi utna hi jyada hota hai office mein agar acche se kaam Karenge to aapko profit Hasil Ho payega Aur Woh Bhi Jyada profit Hasil kar sakte hain aap aur agar aap is main loss karte hain to loss bhi Usi hisab se Hoga Kya aapko isme Jyada loss hoyega to aapko is Shiv ko Janme Rakhe trade karna hai ki isme loss or profit Dekhi Jitna Hoga main
          Click On Name And Visit My Journal
          Naseer953 Trading Journal
          • #6 Collapse

            Re: Trading se pehly profit aur loss ko define karna zarori hay

            trading my hamy sahi mhnata k sath hamaya agy jana chiya hamaya chiya hama mh ata kry our trade lganaya sy phlyhi ham is ko sahi trhasy hamdekh liya kryour ham si

            is my sahi trha sy faidauthaye ham sahi mhnata kry agr ham sahi kamyab hona chatay by to phr ham is my kafi zeada kamyab ho sgty hy
            https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
            • #7 Collapse

              Re: Trading se pehly profit aur loss ko define karna zarori hay

              aapne Sahi kaha hai ki trading se pahle profit or loss ko define karna zaroori hai matlab ja ke Hamen trading karne se pahle profit or loss ko Jahan Mein Rakhna chahiye ki agar Hame profit ho sakta hai to Hamein loss bhi ho sakta hai na aur nuksan saath saath hi hai agar nuksaan Ho Jaaye to Hamein Dil Badalta Nahi Hona chahie balke Himmat se Hame Apna Kaam continue Rakhna chahi ISI Mein Hamari behtari hai
              • #8 Collapse

                Re: Trading se pehly profit aur loss ko define karna zarori hay

                je bilkul ap ne theek bat ki ha k hamain trading start karnay se pehlay yeh zarur soch lena chaye k hamain is trade ma kitna profit ho ga aur hamain is se kitna loss ho skat ha, yeh sari chezain aik ashi money management ki nishani hoti ha, is lye loss aur profit ko lazmi tor pe define karna zaruri ha, aur aik plan k mutabiq hamain trading karni chaye isi tarha ham aik ashay trader ban skatay hain aur profit earn kar saktay hain
                • #9 Collapse

                  Re: Trading se pehly profit aur loss ko define karna zarori hay

                  Assalamu Alaikum ji haan bhai jaan aap ne bilkul theek he kaha hai main sirf Itna Kehna Chahunga k Jee bilkul hamein chahiye ki hum isme setting se pehle Soch Samajh Kar search rate lagayein Kyunki Agar Hum Jis Mein Soch Samajh Kar trading Karenge toh hum usme Kamyab ho jayenge Agar Soch Samajh Kar Nahin Karenge aur market KO analysis Karke trading Karenge to hamen phr loss hoyl jayga
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading se pehly profit aur loss ko define karna zarori hay

                    G han trading syy pehlyy profit loss ko zehan main rhk lenaa chiyee simple sub syy best hai jo apnaa take profit our stop loss set krenn len sari pershni khtmmm blnc kyy hisabb syy stop loss kam sy kam rhkyy our take profit tohra zaida rhk kar trad open kar lenn our phrr choar den markeet ko hud ba hud close ho jaiyy gei ...
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading se pehly profit aur loss ko define karna zarori hay

                      g dear ap ne bilkul thek kaha hamen trading sy paihly profit aur loss ko zaihn me rakhna chaheay taky agar loss b ho jaey to ham ek dam sy tension me na b jaen q k agar ham tension me a gaey to kam thek sy ne kar paen gy aur ham bahut jald hemat har jaen gy
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading se pehly profit aur loss ko define karna zarori hay

                        forex aik online business hain hum is mai kam kar ky paisa kama sakty hain hamy loss ko mind mai rahk ky kam karna chahey forex aik asa business hain jo hamy learning be deta hain or hamy earning be deta hain forex kabe be band na hony wala business hain is mai usa or china or new yok jasy bary bary mumalik involve hain

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X