Hedging kia hoti hai
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Hedging kia hoti hai
    Dear fellow members forum pe hedging k bary mein aksar baat hoti hai mgr mujhy aj tak iski samjh nai ai yeh hedging kia hoti hai is liye main senior members se pochna chahta hon hedging k bary mein plz explain krein hedging ko.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Hedging kia hoti hai

    Dear friend ap ne boht acha sawal pucha ha hedging ko ap aik trading technique keh sakte han for example ap aik buy ki trade li ha but jis support se ap ne trade li market ne wo tor d ap ka analysis kehta ha k market nichli support se bounce kre gi aur ap usi lot ki aik sell trade le lete han is trah wo trade ap ki hedge ho Jay gi
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: Hedging kia hoti hai

      Hatching ka simple hi answer hai hi ki market ko ek hi pair par sell or buy kar dena market ko hedgeing karna kehlata Hai kyunki market ko sell aur by karna aur FIR has kar dena yeh acchi strategy nahin Hai mere khayal mein tradeco loss per close kar dena chahiye lekin market ko hedge nahin karna chahiekyunki is loss hi hota hai mere experience ke mutabik to loss hota hai otherwise main dusre member ka kuch nahi keh sakta kyunki ismein trader fans jata hai aur FIR nikalna mushkil ho jata hai

      اب آن لائن

      Working...
      X