Business main kabhi bhi greed nahi karni chahiye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Business main kabhi bhi greed nahi karni chahiye
    Business main hamein kabhi bhi lalach nahi karni chahiye kyon k is se ap nakam ho sakte han jis se ap ko loss k elawa kuch bhi hasil nahi ho ga is liye jitna bhi ho sake hamein emaandari k sath work karna chahiye our ziyada profit k chakar main havas bilkul bhi na karen is main aram k sath work karen our business main success hone k liye sabar bahut zarori hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Business main kabhi bhi greed nahi karni chahiye

    G han dunia k kisi bhi business men jab lalach aa jay tu wahan loss ho jata hey iss liay forex trading men bhi jo log lalach kartay hen aur raton rat ameer banenay ki koshish kartay hen aur ziyada profit k chakar men bari bari trade laga detey hen jiss ki waja se bara loss ho jata hey iss liay kabi bhi lalach nah karen aur kam profit pe bhi khud ko satisfied karen
    • #3 Collapse

      Re: Business main kabhi bhi greed nahi karni chahiye

      bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa achi earning haisl karni ha to per hum ko chaheya ka hum apna business ma hard work karna start kardaa laken ager hum hard work nhi kartaa ha to per hum ko achi earning benh hog................
      • #4 Collapse

        Re: Business main kabhi bhi greed nahi karni chahiye

        G han dear main ap ki bat sy totally agree karta hon..humain kisi bhi business hain lalach nhi karni chahye. lalach ka result kisi bhi business main nuqsan k ilawa kuch nhi hai. har business main kamyabi k liye us main sabar aur imandari bahut zaruri hai. aur forex main bhi kamyabi k liye sabar bahut zaruri hai..forex main greedy log fail ho jaty hain aur kabhi bhi kamyab nhi ho sakty hain
        • #5 Collapse

          Re: Business main kabhi bhi greed nahi karni chahiye

          Main ap ki baat say agree karta hoon lalach ap ko forex trading business he nahi bulkay lalach ap kisi bhi business main kartay hyn to is say ap ko noksan he otahna parta hy lalach say dor rahyn or greedy say pak trading karyn
          • #6 Collapse

            Re: Business main kabhi bhi greed nahi karni chahiye

            G Han friends humen chahiye k hum mehnat or Lagan se Kam Karen or greed se bachen q k lalch kabhi bhi ap k liye achi chez ni hoti lalch buri Bala he or Hamen chahiye k hum sabar Karen or jitna mil raha he usi pe sabar Karen or usko ghaneemat samjhen
            • #7 Collapse

              Re: Business main kabhi bhi greed nahi karni chahiye

              Ji haan Apne Loss ko kam se kam karne ke liye kosish krenn money management ko follow Kare aur apna a lot size kaam Rakhe alert size kam rakhne ke sath sath stop loss aur take profit ka istemal Jarur kare stop loss ka istemal heart trad mein lazmi karna chahiye stop loss ke istemal se account beavers hone se bachcha rehta hai aur loss bhi kam se kam Hota
              • #8 Collapse

                Re: Business main kabhi bhi greed nahi karni chahiye

                DEAR FRIEND ap ki bat sahi hai as main hame kabi bigreed nahi karna chahiy hai q k ham as main greed kare ge etu ham as main kamyab nahi ho sake gee as liy hame chahiy hai kee ham as main lalachs e bache tu hi ham as main kamyab ho sake gee aor hame ache se bii kam karna chahiy hai
                • #9 Collapse

                  Re: Business main kabhi bhi greed nahi karni chahiye

                  G Haan bhai apne theek bt ki hai forex business me kabhi b greed nai karni chahiye bulke humesha mehnat se aur soch samjh k trading karein gy tou e Hume faida ho ga.. Greed se sirf aur sirf Hume nuksaan hota hai..
                  • #10 Collapse

                    Re: Business main kabhi bhi greed nahi karni chahiye

                    Assalamu Alaikum ji haan bhai jaan aapne bilkul thik hi kaha hai Bay Nee snehame kabhi bhi naraz nahin karna chahiye Kyunki Lala check Buri Bala Hai Hamesha Mela last Karenge To Kabhi Kamyab Nahin honge toh hamein chahiye case Mein Sawar Karen aur dard bhari bilkul Bhi Na Karen Farhan ismein Kamyab Ho Jaayenge thanks for you
                    • #11 Collapse

                      Re: Business main kabhi bhi greed nahi karni chahiye

                      buisness my hamaya kbhi bhi sahi trha sy lalach nai krna chiya hamaya chiya ham is my lalacah na kry ham sahi kam kry our ham us my bhot zeada mhnata k sath ham kam kry agr ham sahi kam krto hamaya is my sahi faida hota rehta hy ar ham sahi mhnta k sath ham kam kry gy to bhot zeada faida hoga
                      https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
                      • #12 Collapse

                        Re: Business main kabhi bhi greed nahi karni chahiye

                        GS Sahi Hona chahie Business mein kabhi bhi greednahi karni chahi Lal se Hamein Bachke Rehna chahiye Kyunki lalach Buri Bala Hai Lal se Bachke Agar Hum kaam Karenge to is Mein Hamara jyada fayda hai lalaj Karke Hum Apna Bada nuksan kar Baithe Hain aur FIR Is Tarah Se Agar Hame nuksan Ho Jaaye Tu hai hamara kaam karne ko G bhi nahi Chahta is wajah se lalach Se Dur Rahin
                        • #13 Collapse

                          Re: Business main kabhi bhi greed nahi karni chahiye

                          yes dear bouns k liye tu kabi b lalach nhe karni chahiye dear bouns main agar thora thora profit b milta hain tu accpet karna lazmi hain dear ye bouns account b hamara busniess hain dear agar is main b lalach kare gy greed kare gy tu kani b kamyabi nhe mile gi dear haaar kaaam main busniess ko maintain rakna hota hain is k bina loss he hoga
                          • #14 Collapse

                            Re: Business main kabhi bhi greed nahi karni chahiye

                            Greed kisi bi chez ma nahi karni chaheye ye humain tabahi k dahany pa ly k chala jata ha es sa insaan ko aisi nakaami ka samna karna parta ha jis ki kabi us na socha bi nahi hota our karobaar ma to greed ak beemari ha our e ka proper ilaaj hona chaheye jab tak ilak nahi karengy es sa bachna mushkil ha thanks very much
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Business main kabhi bhi greed nahi karni chahiye

                              G bhai ap na bilkul thk khaa ha hmen business ma kbhi b greed nai krni chae greed hmesha insan ko loss daiti ha ap forex ma kamyabi chaty haun to iss ma apko greed nai balky patience sa kam krna chae or soch smjh k kam krain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X