Loss Ki Waja Sy Trade Chhor Dein
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss Ki Waja Sy Trade Chhor Dein
    Blkl nahi jab bhi loss ho ap ye samjhy k ap ko is ki waja sy kuch seekhny ko mily ga ye aik aisa bussiness hy jis main apko tym to ziyada lagy ga lekin ap ko jab ye samjh aa gaya to apko har trade main acha earn huny lgy ga
     
    Click On Name And Visit My Journal
    Naseer953 Trading Journal
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss Ki Waja Sy Trade Chhor Dein

    Dear brother forex trading men new traders ko shuru men aksar loss ho jata hey aur loss ki waja se trade nhi chorni chahiay kiun k loss bhi business ka hissa hota hey iss liay loss se sabak seekh kar aagay barhna chahiay aur loss ka mukabla karna chahiay kiun k forex trading aik business hey iss men agar aj loss huwa hey tu kal profit bhi ho sakta hey
    • #3 Collapse

      Re: Loss Ki Waja Sy Trade Chhor Dein

      Dear friend forex trading men Ap ko loss hone ki Surat men trade ni chorni chayie business jo bi Ap ko is men loss or profit hota rehta hai Ap ko kabhi bi himmat ni harni chayie Ap ko hamesha Sabar se kam Lena chayie
      • #4 Collapse

        Re: Loss Ki Waja Sy Trade Chhor Dein

        Nahi Mere bhaijaan loss ki vajah se Hamein trade Nahi Chodna chahi loss to Hamein Sabak Milta Hai Jab Hamen lost kab tak nahi milega tab tak Mai Sab Sabak nahi milega ke yahan is kaise use Kare Ham tabhi mehnat bahut mehnat kar sakte hain isliye message Nahin chahiye Jab khilta hai tu hamesha main bahut hi accha track karna chahie aur
         
        Click On Name And Visit My Journal
        Naseer953 Trading Journal
        • #5 Collapse

          Re: Loss Ki Waja Sy Trade Chhor Dein

          dear friend forex trading ko ziada tr log earning hasil krnay ka asan zria smjh kr join krtay hn lekin jb loss hota ha to preshan ho kr forex ko chhor detay hn lekin meray khial mn aisa naen krna chayay balkay pehlay sa ziada mehnat kr k kamyabi hasil krni chayay
          • #6 Collapse

            Re: Loss Ki Waja Sy Trade Chhor Dein

            Forex friends ,loss ki vajaa sa trading chor Dana koi aqul wali baat nii is m ap ko profit or nuqsaan ka samna krna hota hy kiun game m 2 hee option hota hn lose or win other then cancel .Is Lia ap ko mera ye mashvra hy kha trading m himaat ni harni aik din ap ka b aye ga jub ap apna ap pa proud feel krain ga.
            • #7 Collapse

              Re: Loss Ki Waja Sy Trade Chhor Dein

              har business ki tyra forex par profit aur loss dono hota ha is ka matlab ya nai ha ka ham log kam hi chor daya ga ham ,ogo ko jab be forex par loss ho to ham logo ko trade open karna nai chorna chayia aur mehnat kar aur zada pratice kar market ko anlaysis kar ka trde open karna chayai is tyra sa ham logo ko mazeed loss nai hota ha aur ham logo ko profit hota ha
              • #8 Collapse

                Re: Loss Ki Waja Sy Trade Chhor Dein

                Assalamualaikum dear friends aapki baat bilkul theek hai Forex trading Ek online business hai isme log earning ko Aasan Samajh Kar Forex trading ke business ko start kar lete hain lekin Jab unko loss ho jata hai to wa Pareshan ho kar tried Chhod Dete Hain aisa nahi karna chahi profit or loss business hisa hai ghabrana nahi chahi balke Himmat Karke Soch Samajh Kar Dobara koshish Karke tried Lagani chahie ho sakta hai aapko achha profit ho jaaye
                • #9 Collapse

                  Re: Loss Ki Waja Sy Trade Chhor Dein

                  Dosto agaar humein forex trading mein loss ajata hay to forex to kabhi bhi mat chorein bulkah dobarah koshish karein to aap dosri baar zaroor kamyab ho jay ga aur forex say acha profit hasil kar lein ga to aap ko jab bhi loss ajay to aap forex ko mat chorean...........
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss Ki Waja Sy Trade Chhor Dein

                    Boss as mien ham ko jis waja sy loss hota h wo h lalach kerte hien tu ham as mien kamaee nahi ker sakte hien q k kamaee ka taluq hamari achi trade sy hota h as lyee ham ko lalach nahi kerna hota h aur agar ham ko thora bhoot as mien bachat ho jata h tu ham ko as ko qabool ker lena hota h agar ham as mien lalach kerte hien k ham ko zyada munafa ho jaye tu ham as mien apna nuqsan ker sakte hien as lyee ham ko khud ko nuqsan sy bacha ker as mien kaam kerna hota h aur ham ko as mien apne lyee kuch khas kerna hota h aur as mien lalach sy dor rehna hota h as lyee ham ko lalach nahi karna hota h.
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss Ki Waja Sy Trade Chhor Dein

                      Loss ki wja sy trading chor dena beywaqoofi say kam ni hy agr koi insan loss say b ni seekhta to wo kbi kamyab ni ho sakta q k mushkilast say door bhagny waly kbi successful ni hoty just difficulties ka samna krny waly e success hasil karty hyn so loss men to bht kch seekny k lye hota hy na k is say dar k bnda apna business e chor day agar ap esa karty hyn to phr to ap kbi kamyabi hasil ni kar payen gy
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss Ki Waja Sy Trade Chhor Dein

                        trade hamaya loss ki waj sy naia chorni chiya hamaya chiya hama loss ko dekh k ham apni tradi g na chori kry ham apni trading ko sahi agy ly trading ko loss ki waja sy hamaua kbhi bhi naia chorna chiya hamaya chiya ham mhnata ki kry our ham agy jaya kry sahi trha sy ham profit ly sgty hy phr
                        https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
                        • #13 Collapse

                          Re: Loss Ki Waja Sy Trade Chhor Dein

                          g nahi bhai jaan ham ko as main loss ki waja se trading nahi chorna chahiy hai aor as forex trading main ham kam karte hain aior ham ko as main soch kar khass experience se ham ko trade lagna chahiy hai aor as main ham ko acha knowledge bhui hasil karna chahiy haiu aor ye aik bohat hi acha business hai as liy ham ko chahiy hai kee ham as main mera matlab hai ke as forex traduing main ham ko aik mihnat member ban kar ham ko as main kam karna chahiy hai ta ke ham ko as main nakami ka samna na karna pare aor ham ko as main soch samjh kar aor apne mind se ache se tasali lee kar phir as main trade lagana chahiy hai aor as main hamesha sabar karna chahiy hai tu hi ham as main se earning karne main kamyab ho sake gey aor kamyab hone kee liy achi mihnat karni ho gy
                          • #14 Collapse

                            Re: Loss Ki Waja Sy Trade Chhor Dein

                            Loss ki waja sey trade ko chorna durast nahi hai. Ak tradeer ko loss hotey hai tou es ko mehnat krna chahey. Tjk wo forex market mai earning hasil krey. Trade ko chorna ko tareeqa nahi hai. Es mai trade krna aur mehnat krna hai. Tk market sey profit ho aur earning ho.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Loss Ki Waja Sy Trade Chhor Dein

                              Forex trading jo kartyy hai ounhyy pata honaa chiyrr markeet main kisei waqat bi loss ho sktaa hai dear new trader markeet main zaidaa loss hotaa apny loss ky dar syy forex ko leave ni karnaa chiyer balkyy mazeed mehnt karnii chiyrr our loss syy honi wai mistkess ko dehknaa chiyer our ous par learing karni chiyrr apni mistkess syy seekh seekh kar hei markeet maun expert bannyyy gyy ...

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X