englis men thread ?
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    englis men thread ?
    aoa.sweet friends ap sb sy ye pochna tha k log yahan english me thread q dety hain jb k ye ek aisa plate forum hy jahan sada urdo me guftgu hoti hy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: englis men thread ?

    Dear brother ap ne bahut achi bat ki hey forum pe sub log urdu men hi posting kartay hen aur iss men kam education k log bhi hen jo aasani k sath reply bhi kar letey hen aur kuch educated log complete English men thread kar detey hen jiss ki waja se sub ko samaj nhi ati aur woh reply nhi kar saktay iss liay koshish karen k thread roman English men karen ta k her koi samaj sakay
    • #3 Collapse

      Re: englis men thread ?

      Dosto agar ap forex per kam karna chahty hain to ap message text ya enligh may be posting karsakty hain forex k liyey enligh ka ziyada hone sy koi farak nahi perta ap forex per enligh may be thread karsakty hain pakistan forex forum per ap assane sy kisi be leanguage may posting karsakty hain ......
      • #4 Collapse

        Re: englis men thread ?

        ASLAMOALIKUM DEAR FRIENDS! umeed hai keh ap sab kharyat say honge dost apka sawal yeh hai keh yahan english main thread q dety hain ? English internationl language hai iss lay log chty hain keh hamein zyda say zyda faida ho English main thread krny ka lakin friends hamein chy keh ham urdu main thread bnayein friends taa keh yaha ju parhy likhy log nai hain unko bhi samjh ay taa keh un logo ka bhi faida ho.
        • #5 Collapse

          Re: englis men thread ?

          g han ap sahi kah rhy ha forum par aisa boht sara log ab be majood ha jo ka is ma english ma threads karta ha jab ka un logo ko aisa nai karna chayai aur agr wo log english ma thraeds karna chata ha to un logo ko chayia ka wo log english forum ko join karya aur us par zada sa zada mehnat kar ak acha bonus earn kar sakhta ha
          • #6 Collapse

            Re: englis men thread ?

            Assalamualaikum dear friends aapki baat bilkul theek hai form par kuch member Aise Hote Hain Jo Urdu mein thread Karte Hain thread Unki Samaj Sab logo ko aa Jati Hai aur wa reply bhi kar dete Hain kaam education Hote Hain unko bhi samajh aa Jati Hai lekin jo log English mein thread Karte Hain aur jo kaam education wale log Hote Hain unko samajh nahin aati aur reply nahin kar sakte isliye Pak Forex form par Asi language istemal Karen joke read Karne Wale Ki Sabki Samajh Mein Aaye Jaaye aur wo aap ko reply kar sake
            • #7 Collapse

              Re: englis men thread ?

              forum pay bahoot se log english main thread karty haian agr wo english main karna chahty haain to un ko chahye english forum pay karain yahn pay sirf urdu main kar skaty haian english threads yahn pay nahi kar skaty haain agr wo ye baat janty huy b nahi rukty to is se wo he loss main jaian gay kyu k is se unko bonus nahi hasil hoga is liye khud he rukh jana chhaye.
              • #8 Collapse

                Re: englis men thread ?

                hamy english mai kam nahi karna chahey hamy sada urdu mai kam karna chahey pher he hum kam kar ky ache earning hasial kar saky gy hum is mai agar tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik asa business hain jo hamy learning ky sat earning be deta hain
                • #9 Collapse

                  Re: englis men thread ?

                  g han asa hi ha k kuch log is forum pe english main posts krty hain ,ye forum Pakistan k nam e ha means is main pakistani aban hi use hoti ha ,but kuch log iada educated hoty hain or apni knowledge ko english main share krty hain ,,urdu main sb k spelling ak jesy nahi hoty kisi ko smjh ati ha kisi ko nahi ,
                  • #10 Collapse

                    Re: englis men thread ?

                    hamy urdu mai kam karna chaey pher he hum bonus gain kar saky gy forex mai pairs mai posting karty hain hamy pahly posting karne chaehy pher trading karne chahey pher he hum kam kar ky paisa kama saky gy forex mai students be kam kar sakty hain forex aik asa busines hain jo learning be deta hain or hamy earning be deta hain
                    • #11 Collapse

                      Re: englis men thread ?

                      Ap Pakistan forex forum mai urdu mai thread post kr sakty ho. Es forum mai discuss bhe urdu msai kr sakty ho. Es lyre ap es forum mai jo new thread post krna hai tou urdu mai krey aur agr discuss krtna hai tou ap urdu mai krey. English mai nahi.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: englis men thread ?

                        asalaam alaikum my dear friend mere khayal mein hamein English mein trade bilkul nahin karni chahiye kyunki yeh Jo Pakistan arm Pakistan form mein hum jis post par kaam kar rahe hain hua hai on forex ki gupt gupt to ismein amkuhi honi chahie kyunki agar is main English hogi tu mere jaise log uska reply nahin kar sakenge apna he is trade ka jawab de sakenge isliye hamein chahiye ki Ham normal Urdu mein hi jis tarah typing hoti hai waise Hi trade Karen

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X