loss ki waja sa forex trading mut chhoren

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    loss ki waja sa forex trading mut chhoren
    dear friends mn na aksr logon ko dekha ha k jb unhen bar bar loss hota ha to woh forex trading ko he chhor detay hn lekin meray khial mn aisa naen hona chayay balkay hmen un mistakes ko door krna chayay jinki waja sa loss hota ho aur ziada mehnat kren to ap kamyabi hasil kr sktay hn
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: loss ki waja sa forex trading mut chhoren

    Jee mere bhai ap ne darust kaha kay forex trading mai agar loss ho to please forex ko mat chhoro, forex ik freelance job he ap ki koi iny ni serf oar serf mehnat ki zaroorat hay , ap forexko study karain es ko samjhain, ye ap ko ikachhi earning de gi, mehnat zaroori hay ap hoslaa naharain
    • #3 Collapse

      Re: loss ki waja sa forex trading mut chhoren

      Agar forex trading main loss hota ha tou profit bi hota ha agar ham loss ki waja sy trade kerna chor dein tou ham forex ky sath kisi aor business main bhi kamyabi hasil nehi ker sakty kyun ky loss ky khouf ki waja sy trade na kerna hamari bari nakami ha ky ham decesion hi nehi ker paty
      • #4 Collapse

        Re: loss ki waja sa forex trading mut chhoren

        Dear sir ap ne bilkul theek kaha ha profit aur loss kisi b karobar ka hissa hote han profit ya loss mn 2 cheezain involved hoti han aik ap ki luck aur dusra ap ki qabliat I ap ki planing kitni strong thi ap ko is ka experience kitna tha .loss aksar hamari apni kisi mistake ki waja se hota ha hamin trading chorne ki bajay un ghaltion se sabaq seekhe chahie aur un pe qabu apna chahie
        • #5 Collapse

          Re: loss ki waja sa forex trading mut chhoren

          Yes sir agar hum ko as mien aa ker bar bar loss ho jata hai tu hamain as mien aa ker forex ko nahi chorna hota hai or hamain as mien aa ker her bar hard work kerna hota hai agar hum as mien aa ker hard work kerty hien tu hum as mien success hasil ker sakty hien or aik bright future hasil ker skaty hien as lye hamain as mien kam karna hota hai or hamain as mien khud lye kuch khas kerna hota hai.
          • #6 Collapse

            Re: loss ki waja sa forex trading mut chhoren

            G bhai loss sa hmen trading nai chorni chae na hi apna dill chota krna chae loss profit business ka hissa hota ha agar hmen forex ma loss hota ha to issy hmen trading chorny k bjae apni mistakes ko door krna chae forex k bary ma achi analysis krni chae phr market ko analyse kr k trade krni chae
            • #7 Collapse

              Re: loss ki waja sa forex trading mut chhoren

              Bhai jan humko ahgar is mein loss hota hain to humko forex o nahi chorna chahye aur humko is mein loss hota hain to humko profti bhi zroor hasil hoga aur humko chahye k hum is mein ache e ka kare aur is mein loss k dar se forex ko nahi chorna chahye agar hum loss k dar se forex ko chorte hain to hum apni zindhi mein kamyab nahi ho skate hain qk har busines mein profit ya pher loss hota hain
              • #8 Collapse

                Re: loss ki waja sa forex trading mut chhoren

                Dear Friend aap nay bilkul theek kaha forex mein hamein agar loss ajay to forex ko mat chhoren bulkah dobara koshish karein to aap zaroor kamyab ho jay ga ais liya jab aap ko forex mein loss ajay to forex ko mat chhoren ajay aap ko zaroor profit hasil ho ga bulkah acha profit hasil ho gah...........
                • #9 Collapse

                  Re: loss ki waja sa forex trading mut chhoren

                  g dear ap ne bilkul thek kaha k loss ke wja sy hamen forex trading ne chorni chaheay q k loss profit to har business ka hesa hota hy agar ham loss k dar sy kam karna chor den gy to ham kbe b kamiyab ne ho paen gy hamen chaheay k ham mazed sy mazed mahnat karen aur knowledge hasil karen taky loss sy bach saken
                  • #10 Collapse

                    Re: loss ki waja sa forex trading mut chhoren

                    2 / 2 is ka asool hai agar aap log ki vajah se tracing chhodte Hain To aapse koi bhi Aisa Bura trader Nahin hoga jo kesco kaam Ko Chhod deta Ho Main aapko Yahi kahunga ki isme Itni profit Haasil hoti hai ki Aap Ki Soch Se Bhi Jyada agar aap iss mein jyada kaam Karenge aur acche se trading karne ki koshish Karenge to aapko achha profit bhi haasil hoga Varna aap dusro ki tarah usko Chod Denge
                    Click On Name And Visit My Journal
                    Naseer953 Trading Journal
                    • #11 Collapse

                      Re: loss ki waja sa forex trading mut chhoren

                      Ji haan loss to Zindagi ka hissa hai her business mein fayda aur lost to hota rehta hai to ja bhi business hi hi specialist Main bhi Agar aapko loss ho jata hai to aap Dil chhota mat Karen bulke himmat aur hostel se phir se business mein kamyabi ki taraf Safar current to aap ko bilkul kamyabi milegi kisi bhi kam hai himmat nahi Harni chahiye aur insaan wahi kamyab hai Jo Na kami se phir shuru hota hai
                      • #12 Collapse

                        Re: loss ki waja sa forex trading mut chhoren

                        Dear brother aapki baat theek hai lekin jinko trading mein bar bar loss hota hai un mein itni abilities nai hoti k woh loss hony ki reasons ko control krein is liye woh trading chor dety hein jo traders apni weakness ko control kr lety hein wohi kamyab hoty hein.
                        • #13 Collapse

                          Re: loss ki waja sa forex trading mut chhoren

                          ASLAMOALIKUM DEAR FRIENDS! umeed hai keh ap sab kharyat say honge friends kuch logo ko jab forex main loss hota hai tu wo forex chor dety hain unhein esa nai krna chy loss tu halal rizq ka hissa hai iss lay hamein loss main bilkul bhi nai ghbrana chy our apni mehnat jari rakhni chy taa keh ham ayenda kay liy profit hasil krein .
                          • #14 Collapse

                            Re: loss ki waja sa forex trading mut chhoren

                            ji bhut se log forec trading busines ko join to krty hain aur yeh soch rkhty hain k join krny ky bad hi un ko profit ana shuru ho haye ga lekin esa mumkin nhin hta ap ko chahye hota hay ky shuru me join krny k bad sief aoni leaening par twajah dyn aur jb loss ho to us ki wjha se firex ko mt choryn blkeh learning jari rkhyn practice kryn..
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: loss ki waja sa forex trading mut chhoren

                              forex par ham logo ko profit ka sath sath loss be hota ha mgr ham logo ko kabhi be loss hona ki waja sa forex ko nai chorna chayia ham logo ko agr forex par loss hota ha to ham logo ko is ko recover karna ki koshish karni chayia aur ham logo ko is loss ki waja ko jana ki koshish karni chayia aur is ko dor karna kii koshish karni chayia

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X