hum forex mein acha trader kaisay bun saktay hein

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    hum forex mein acha trader kaisay bun saktay hein
    Dear mera sawal hay ka hum forex mein acha trader kaisay bun saktay hein...
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: hum forex mein acha trader kaisay bun saktay hein

    Dear brother forex trading men acha trader banenay k liay zaroori hadayaat hen forex trading join karnay se pahlay acha knowledge hasil karen phir seniors se achi learning hasil karen aur 6 months tak sirf demo account pe practice kar k experience hasil karen aur lalach aur jald bazi se kam nah len aur mehnat aur lagan se kam karen tu zaroor aik acha aur kamyab trader ban saktay hen
    • #3 Collapse

      Re: hum forex mein acha trader kaisay bun saktay hein

      Buhut acha sawaal Kia hay lekin buhut mukhtasar Kia hay aap achay trader os waqth thak nahee ban sakhtay jab thak aap is business ko serious nahee lathay our aap is ka experience hasil nahee karthay our experience hasil karnay k liay aap k pass best option demo account ka hay jis par aap practice Kar Kay apna trading skill improve Kar sakhtay hay.
      • #4 Collapse

        Re: hum forex mein acha trader kaisay bun saktay hein

        Forex main hum ache traders tab ban sakte han jab hamare pas trading k bare main complete experince our knowledge ho ga jitna ap k pass knowledge our experince ho ga utne hi ap ache traders ban sakte han our aik ache trader k liye important hai k woh rules ko follow kare our trading main havas bilkul na karen ji se ap kabhi bhi ache trader nahi ban sakte han
        • #5 Collapse

          Re: hum forex mein acha trader kaisay bun saktay hein

          Sir hum forex mien aa ker aik expert trader ban sakty hien as lye hamain as mien aa ker her bar kam karna hota hai or hamain as mien aa ker her bar as mien aa ker khud k lye kam karna hota hai or hamain as mien aa ker her bar as mien dil say kam karna hota hai or as mien khud ki life ko asan bana ker as mien kam karna hota hai or earning kerna hota hai.
          • #6 Collapse

            Re: hum forex mein acha trader kaisay bun saktay hein

            forex mein chatri banne ke liye hamein bahut hi jyada knowledge or experience ki jarurat hoti hai kyunki knowledge hamein kisi bhi business mein kamyab tareen insan banata hai to forex mein achha tractor wohi hai jisme is per minute ki hai aur iss ko acche se samjha hai aur is par kaam kiya hai experience to kam karne se hi hota hai then he kamyabi milti hai or acha Kam kr saktay hai
            • #7 Collapse

              Re: hum forex mein acha trader kaisay bun saktay hein

              ASLAMOALIKUM DEAR FRIENDS! umeed hai keh ap sab khryat say honge sir apka sawal yeh sawal he keh ap kesay aik achy trader ban sakty hain ? forex trading kay liy kuch zaroori our ahim batein hain jin pe amal ker kay ham aik achy trader ban sakty hain our hamesha hamein lot size kam use krna chy ager hamein profit kam hota hai tu loss bhi kam hoga.
              • #8 Collapse

                Re: hum forex mein acha trader kaisay bun saktay hein

                Forex men acha trader bn'ny k lye yh zruri hy k trading say phly hamary pas is k mutaliq acha knowledge ho hum demo pay practice kar chuky hon or hamary pas trading ka acha experience ho in sab k sath sath hamary pas ak acha senior trader ho jis say hum guideline ley saken, is trh hum forex men achy trader bn sakty hyn
                • #9 Collapse

                  Re: hum forex mein acha trader kaisay bun saktay hein

                  hum forex main cha trader tab ban sakty haain jab humary pass learning b achi ho aur experience b ho aur hume market ko analysis karna b ata ho hum kbhi b koi short cut na use karain aur dil laga k mehnat se kam karain aur jaldbazai aur baiymani to bilkul b naa karain tab he hum ik achy aur successful trader ban sakty haian warna nahi ban sakty haain.
                  • #10 Collapse

                    Re: hum forex mein acha trader kaisay bun saktay hein

                    forex my ham mhnta zeada ki kry to hi ham kamyab ho sgty hy mhnata ham zeada ki kry to ham kafi zeada kamyab ho jatay hy mhnata ham kry to ham agy ja sgty hy our ham sahi kamyab ho sgty hy hamya chiya hama mhnta ki kry our ham bhit zeada kama sgy gy mhnata ki waja sy
                    https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
                    • #11 Collapse

                      Re: hum forex mein acha trader kaisay bun saktay hein

                      Aslam o Alaikum Dear brother: jaisa keh hum sab Janty hen Pakistan Forex trading business aik popular business hy Pakistan Forex trading business men member daily routine wise zyda sy zyda posting kar k acha bonus ly sakty hen aor trade kar sakty hen
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: hum forex mein acha trader kaisay bun saktay hein

                        Forex trader banne ke liye aapko sabse pahle Apne andar sabar hosla paida karna padega jab tak aapke andar se bharosa Nahin Hoga mere khyal ke mutabik aap kabhi Forex mein kamyab Nahin ho sakenge aur dusra aapko ismein security sikhani padegi technical analysis karna sikhana padega jab tak aap technical analysis karne Nahin sikhenge tab tak office mein koi trade karne ke kabil Nahin rahenge to isase behtar hai ki aap pahle isko sikhe hard work Karen is kis khel ko behtar banaen apni galtiyon se sikhen sab chijon ko note Karen aur apne andar sabar hosanna paida Karen tab aap bahut acchi ban jaenge aur main ummid karta Hun Uske bad aap achcha profit bhi Kama lenge
                        Clifford Trading journal

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X