agar hum new hain to hamy gold sy dor rahna chahey

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    agar hum new hain to hamy gold sy dor rahna chahey
    agar hm forex mai new hain to hamy gold mai kam karny ka risk nahi lena chahey q ky hamy loss ho jy ga gold aik risky pair hain is mai kam karny ky liye hamara knowledge or experience bohat acha hona chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar ky apne zarorto ko pura kar saky gy forex east wast mai bohat taze sy famous ho raha hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: agar hum new hain to hamy gold sy dor rahna chahey

    Gee haan aap ki baat theek hai forex.mein mera tamam new members ko mashwara hai kay woh currencies mein trade kya kerain kyun kay currencies mein loss kay chances kam hotay hain aur gold mein tou bilkul bhi start nahin lena warna loss hi ho ga gold mein trading mushkil bhi hai aur costly bhi
    • #3 Collapse

      Re: agar hum new hain to hamy gold sy dor rahna chahey

      bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa achi earning hasil karni ha or hum forex ma new member ha to per hum ko chaheya ka hum gold pa trade na karaa q ka gold is risky then other laken ager hum ko experience ha to per hum gold pa trade lagaa sakta ha laken per be lot size ko kaam rakna ha.................
      • #4 Collapse

        Re: agar hum new hain to hamy gold sy dor rahna chahey

        ap thk keh rahe hen k Shrru me hame sirf currency pair per kam krna chahie jaha movement bht taiz na hoti he Gold aesa pair he jis me 1 dam se bht ziada move ho jati he gold me daily ziada se ziada 200 Pips bhi daily move ho jati he iss liye hame iss se door rehna chahe tab tak,jab hame experience ho jai to hum phir is me trade len,abhi recent bhi Gold 2 weeks me achi khassi movement dikha chuka hai
        • #5 Collapse

          Re: agar hum new hain to hamy gold sy dor rahna chahey

          Assalamu Alaikum dosto haan aap ki baat theek hai forex.mein mera tamam new members ko mashwara hai kay woh currencies mein trade kya kerain kyun kay currencies mein loss kay chances kam hotay hain aur gold mein tou bilkul bhi start nahin lena warna loss hi ho ga gold mein trading mushkil bhi hai aur
          • #6 Collapse

            Re: agar hum new hain to hamy gold sy dor rahna chahey

            koi b new bnda ha suko yhy kho g akae ap hmesh sae ajb tk apka axa khasa time ka experince na ho jae or market kae sath apko axa kahsa time na ho jae tu apko cheyae kae ap currency m hy trading kro hmesha sae or hmrsha kae lye apko cheyae kae ap gold ki trf na ao is sae apko bht loss hoga or ap market ko smj ni sko gy gold ki movbement bht tez hoty a
            • #7 Collapse

              Re: agar hum new hain to hamy gold sy dor rahna chahey

              ji jesa k ao jnty hain gold ek bhut hi risky metal hy is mein aap ko bgher practice k kabhi bhi trades nhin lgani chahye aur shuru mein aap ko ehtyar krni chahye kyun k yeh ap ka bra se bara account kuch hi waqt mein wash kr skta hai is mein ghalti ki koi gunjaish nahin hoti ap ko vhahye k agr ap learning process me hain to ap gold me trade lgany se perhaiz kryn.
              • #8 Collapse

                Re: agar hum new hain to hamy gold sy dor rahna chahey

                Gee hanaap nay bilkul theek kaha agar hum forex mein new hein to hamein gold say door hi rahna chaeai agar hum forex mein new member hein aur hum forex mein gold ka opaar investment kartay hein to hamein bahut baara nuksaan a sakta hai aiss liya agaar aap new member hein to gols say door rahein ...............
                • #9 Collapse

                  Re: agar hum new hain to hamy gold sy dor rahna chahey

                  g bilkul dear ap ke baat bilkul thek hy agar ham new hain to hamen kbe b gold py trade ne karni chaheay q k gold ek risky pair hy is ke movement bahut fast hoti hy is me risk bahut ziada hy hamen loss ho sakta hy jb tak hamen is me pori knowledge na ho hamen risk ne lena chaheay
                  • #10 Collapse

                    Re: agar hum new hain to hamy gold sy dor rahna chahey

                    Ji haan dear ap ki bat bikul dorost h forex m jo new trder h inko gold se door rehna chyee ta k loss hony per tension m a k trdng chor dity h so is ly new ko gold se door rehna chyee
                    • #11 Collapse

                      Re: agar hum new hain to hamy gold sy dor rahna chahey

                      Ji haan sir aapne bilkul right kaha hai agar koi new member Pakistan Forex konjoin karta hai aur trading karta hai to use chahi keva gold Mein trading Na Kare kyunke gold ki movement bahut jyada hoti hai aur new trader ke paas knowledge or experience bahut hi kam Hota Hai Jiski wajah se hua jaldi wash ho jata hai use chahi keva Pahale Apne knowledge or experience ko improve Kare tabhi gold Mein trading kar sakta hai
                      • #12 Collapse

                        Re: agar hum new hain to hamy gold sy dor rahna chahey

                        very good bohat hi acha question ha k jo b new trader ha unhy gold k pair ko side pr rkhna chahiya q k gold ki movement bohat hoti ha jis sy new trader ko pata ni hota jis sy wo kuch hi dino main kafi sara loss kr k beth jata ha gold 1 asa pair ha jis main bgair experience wala insane zaida loss hi krta ha mera zati mind ha k jb tk gold k pair main axhi tra experience na ho jay us wqt tk gold tk gold main trade ni krni chahiya
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: agar hum new hain to hamy gold sy dor rahna chahey

                          gold sy new bibes ko dor rahna he tk hain q ky yai aik risky pair hain is mai kam karna risky hain is mai kam karny ky liye hamy expert banana chahey pher he hum kam kar ky paisa kama saky gy forex aik international business hain hum is mai part time ya full time kam kar sakty hain forex kabe be band na hony wala business hain

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X