Maintain your confidence with proper skills

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Maintain your confidence with proper skills
    Sirf skills khasil kar lenay sey trading mei faida nahi ho sakta jab tak aap skills pe proper trust nahi kartay jab aap kay paas achi skills hon aap ko confidence lana zaroori hay takay confidence sey best analysis karo gay best ways apply karo gay confidence acha rakho then skills ka use aap achi tarah kar sako gay then benefit hoga..
    :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

    PLEASE VISIT HERE
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Maintain your confidence with proper skills

    G han dear me apki bat sy fully agree karta hon apny bilku thek kha hai kah apny skills ko improve karny kay lye hamen pahly apny confidence ko improve karna pary ga tab he ham apny skill lo bhi improve kar saken gay or us kay lye practice bhot zarori hai experience bhi bhot zarori hai
    • #3 Collapse

      Re: Maintain your confidence with proper skills

      Bhai ki bat sy mutafiq hun humen apni mistakes ko bhi share krna chye aor usky leay behtreen jaga hai trading journal section apna journal bnao aor apni trading jo history sharw kro record bhi kro humen chue jy paksitan forex forum ko fully tor py apny faidy ky leay use kren time zaya na kren jo currency pair ya metal instrument apko smjh na ay us ko trading na kro ya us kp zeyada waqat do is ma apki behtri hai
      • #4 Collapse

        Re: Maintain your confidence with proper skills

        Trading main kamyabi ka lia lazmi hai ka hum apna opr trust karian or confidence apna andar pida karian agr hum trade open krta waqat confidence kam nahi lata tu huma bohot bara loos kam samna krna parta hai is lia dear trade ko open krta wakat full confidence s trade open karian or apni skills ko proper use karain apni skill ko zayan mat hona dan ta ka loos ka samna na krna pahra
        • #5 Collapse

          Re: Maintain your confidence with proper skills

          Asalmu Alaqum dear member of forex ap ki bat bikul dorost h forex m hmy apny confidence ko maintain krna skill se ta k hmy forex m beathr performs kr sky or acha profit hasil kr skay
          • #6 Collapse

            Re: Maintain your confidence with proper skills

            Forex mein agar hum demo account mein zayada kaam kerain gay tou uss sae humara experiance zayada ho ga aur humari trading skills bhi strong hoon gi aur agar forex mein jis ki skills strong hoon tou uss ka confidence bhi zayada hota hai jis sae uss ki trading bahut achi ho jati hai tou practice zayada kerain
            • #7 Collapse

              Re: Maintain your confidence with proper skills

              bhai is business main hume sab se phaly apne ap py control krna chaiye is main main apni skills ko bethr krna lazmi ha ur skills ko behtr krne ka sab se asan treeqa ha hum is main demo account use krein hume agr kisi cheez ka knowledge nai ata ha to ose demo account main share krna chaiye
              • #8 Collapse

                Re: Maintain your confidence with proper skills

                Belkul g buhut saray log aisay hotay Hain jinhai pas acha skill to ajata hai lekin unkai andar say khauf aur dar khatam nahe hota hamai chaye ke acha skill gain karai apnai strategy ko bar bar paractice karai takai hamarai andar confidence Ajay.
                • #9 Collapse

                  Re: Maintain your confidence with proper skills

                  forex aik online business hain hamy is mian best experience or knowledge haisl kar ky market ko achy sy learn kar ky is main skills ko use karty howy is main kama karna chahey pher hi ham is main successful ho sakty hain or acha bonus hasil kar ky apni zarorto ko apni marzi sy pora kar sakty hain yai aik international business hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Maintain your confidence with proper skills

                    forex mai hamy confidence ky sat kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha bonus earn kar saky gy forex mai hamy skills ko use kar ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum kamyabe hasial kar saky gy forex kabe be band na hony wala business hain yai pakistan mai legal business ban cuka hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Maintain your confidence with proper skills

                      Trading karny k liya confidence ka hona bohat hi zaroori hai lakin confidence trading main kaisay barhaya jata hai....
                      Forex trading main jo trader jitna time spent karta hai utna hi uska experience level increase hota hai. Aur confidence level experience py directly depends karta jai. Jitna zyada experience level high ho ga utna zyada confidence level hifh ho ga.
                      • #12 Collapse

                        Re: Maintain your confidence with proper skills

                        skills ko hamy confidence ky sat improve karna hota hain forex aik online or kabe be band na hony wala business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain is mai kam karny ky liye hamy kise be office mai jany ke zarorayt nahi hote forex aik unique business hain is mai usa or china or new yok jasy bary bary mumalik sahmil hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Maintain your confidence with proper skills

                          Yes bro you are right confidence ke sath hi hum skills ko use kar sakte hain agar hamare paas skills hogi aur confidence nahin hoga to hum bilkul bhi use nahi kar sakte store par analyses ko trading karte ho market check karke uske baad is patrade karta Hoon tu jab uske paas confidence hoga tu apni skills ko bhi use kar sakega jisse wah bahut accha profit Kama sakte hai trading karte ho aur arvind bhi kar sakte hain
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Maintain your confidence with proper skills

                            G dear friend Assalamu alaikum maintain your confidence with proper skils because job for ex form for confidence ke sath kaam karte hain to aap jyada earn kar sakte hain jab aap ke andar confidence Nahin hoga to aap apni scales ko Jaya nahin kar paoge Forex form 1 international business jis mein hum Apne skills ko broekar la kr aur pore
                            confidence ke sath kaam kar sakte hain

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X