Loss k faidaay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss k faidaay
    Hi how are you,Loss hamare liye aik learning ka way ban kar aat hai jo hamain aik moqa deta hai ke hum learning karen aur jo mistakes hum kar ke loss kha chuky hain un se seekhen aur achay trader ban jayen,Dua hai k ap ko kamyabi hasil ho,thanks
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss k faidaay

    G han loos ya samja lain ka hamara teacher hai loos ka bina hum experince hasil nahi kr sakta hain agr hum log loos krta hain tu hum logon loos ka badla accha experince hasil hota hai ka jis mistake s huma loos huwa hai os mistake ko huma bar bar nahi krna chaya ta ka hum log loos s bach sakian dobara or dobara loos na ho huma suhkriya
    • #3 Collapse

      Re: Loss k faidaay

      Loss wsy to koi achi chrez ni h lakin agr trader loss hony ki reason pe kaam kry aur apni mistakes ko focus kry to next time k ly acha lesson milta h jo k future trading k ly faidamand ho skta h. Loss sy learning increase hoti h aur trader ki berdasht ka bi test hota h k wo loss k baad bi kaam jari rakhta h ya leave kr jata h.
      Just view ???, Like kon kry ga???
      • #4 Collapse

        Re: Loss k faidaay

        Forex trading main her kisi ko loss lazmi hota ha bina loss k koi trader v asa ni jo kamyab hua ho loss forex trading k ak lazmi juzz ha is lea jo members loss sa ghabra jaty han un members ko chaiya k wo loss sa ghabrny ni bhalky zyda sa zyda mehnat r lagan sa km kren taky wo agy ja k kamyab ho saken
        • #5 Collapse

          Re: Loss k faidaay

          Dear hamara teacher hai loos ka bina hum experince hasil nahi kr sakta hain agr hum log loos krta hain tu hum logon loos ka badla accha experince hasil hota ha
          • #6 Collapse

            Re: Loss k faidaay

            Dear aap nay ye muhaawra tho suna hoga ke har kamyaabi k peechay nakaami chupe hothe hay our ise tarah is business may be jithnay kamyaab traders kaam Kar rahay hay wo sab kahe na kahe nakaami ka saamna Kar chukay hothay hay lekin Jo lot apne ghaltion say seekhtay hay wo he kamyaab hothay hay our Jo apne ghaltion ko repeat karthay hay wo kabhi be kamyaab nahee ho sakhthay.
            • #7 Collapse

              Re: Loss k faidaay

              Business main profit k sath loss bhi hota hai our hum jitna bhi work karen kabhi na kabhi us main mistake ho jati hai our us se hamein loss hota hai hamein pareshaan nahi hona chahiye balke apni ghaltiyon ki improvement karni chahiye ta k age mistake na ho our hum business main ziyada careful ho jate hain jis se hamara hosla increse ho jata hai
              • #8 Collapse

                Re: Loss k faidaay

                Ji haan sir aapne bilkul right ka aGar ham Hai trading karte hue loss hua hai to ja Hamare liye ye hamary liye faidamad bhi ho sakta hai Kyunki Hum Aapni views viknesh ko control kar Payenge Jiski wajah se Hamein loss hua hai aur hum Apna loss profit main convert kar sakte hain
                • #9 Collapse

                  Re: Loss k faidaay

                  G ha ap ny Tk bt ki ha ky profile or loss hota he hs is business my q ky hm ko yato Chaya he rahy ha to hm ko himt harni ni Chaya bs mahnt krow or dil lagan kr km krow
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss k faidaay

                    G bhai bht se professional traders loss p bhi khush hote hen uski waja ye k wo apne loss ko apni learning ka hissa smjhte hen aor wo apne loss hone ki reason ko apne pass note kar lete hen ta ke future me wo ye ghalti dobara na karen,jo log apne loss ko just loss smjh kar chor dete hen or loss hone ki reason find nhe karte wo kabhi trading me success nhe kar sakte.
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss k faidaay

                      ji haan sir aapne bilkul theek kaha hai aur main aapki baat ko Mangta Hoon waise toh Hamein loves ke fayde nahi hote lekin Hamein loves Kaya fayda Jarur hota hai ki Hamein pata chal jata hai ki Pakistan Forex Main Aa Gaya Main Kya Se trading karni hai aur kaise Mein Pakistan Forex share profit Hasil karna hai isiliye Hamein loss bilkul bhi nahin karna hoga Aage thanks
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss k faidaay

                        Dost umeed hai ap ki trading achi ja rahi hogi,dear main apki baat ko agree karta houn ,ager humko pata b nahi hoga k paisy kaisy kamany hain to hum paisay kaisy kama skty hain ?? ager humko forex k bary main proper information ho to hum kafi acha profit kama skty hain ,jitna mehnat kar sako karo and apni life ko badlo.good luck
                        https://t.me/pump_upp
                        • #13 Collapse

                          Re: Loss k faidaay

                          g dear main ap ki bat ko 100% agree krta ho kisi b kam main experience us wqt hi axha hota ha jb insane ko us kam main loss hota ha to wo phr or business ko achi tra learn krta ha jb learn krta ha to phr experience bharta ha jis sy usny pehly galtiya ki hoty ha phr wo un galtiyo sy bachta hota ha jis sy wo loss sy bachta ha loss b hmaray lia 1 bohat acha teacher ha jis kam main apko 1bar loss ho jata ha phr wo kam ni chorna chahiya q k loss k bad wala hi time hi ap ki earning k time start ho jata ha
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Loss k faidaay

                            Assalam-o-Alaikum friends kya haal hen umeed hai sb theak ho gy Forex men galti hr insan krta hai jo k koi buri bat nahi lekin jo apni galti sy seekhta nahi wo wakai sb sy bari galti krta hai Forex men hum jo b loss krty hen kisi galti ki waja sy hota hai humen us galti ko correct kr k loss sy bachna chahye.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X