trade loss mai daik kar kabi be manual close na karai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    trade loss mai daik kar kabi be manual close na karai
    dear friends ham may say aksar trader aisay hain agar unka koye trade thora sa be loss mai chala jay to wo emotion may akay khouf zada ho jatay hai aur trade ko close kar daitay hain loss mai halankai bad mai wahe trade profit ke taraf gaya hota hai mai ye kehna chahunga ke hamai mannually trade belkul be close nahe karna chaye hamai chaye ke aik achai say point pe stop loss place karai aur jab tak wo hit nahe ho jata hamai trade close nahe karna chaye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: trade loss mai daik kar kabi be manual close na karai

    G han dear me apki bat sy itfaq karta hon apny bhot he achi bat shear ki hai dear mery kheyal me forex trading business ko samkjhny ki zarort hai forex me ham jab bhi koi trade open karty han to wo pear move kar rha hota hai musalsal qk koi usi pear me buy ki trade laga rha hota hai to koi sell ki jab trade loss me jati hai to hamen preshan nhe hona chhaye
    • #3 Collapse

      Re: trade loss mai daik kar kabi be manual close na karai

      Forex trading mein hamesha planning kay sath kaam kerain aur apni trades mein tools ka istemal lazmi kerain jaisay stop loss aur take profit aur kabhi bhi market ki tezz movement ko dekh ker trade close na kya kerain aur agar profit ki range kam rakh ker trade lagain gay tou aap ko loss ka khauf nahin rahay ga
      • #4 Collapse

        Re: trade loss mai daik kar kabi be manual close na karai

        Forex trading main jab ham apni trade open kerty hain tou aik tou trade start hi spread ki waja sy loss sy hoti hai aur trade open hoty hi mazeed loss hona shoru ho jata hai ky agar ham stop loss use na kerain tou loss increase hoty hoty account wash ho jata hai isliay apni open trade ko manualy loss main hi close kerna perta hai lekin stop loss use kerain toh aesa nehi kerna perta ya tou stop loss hit ho jata hai ya phir take profit
        • #5 Collapse

          Re: trade loss mai daik kar kabi be manual close na karai

          Bht achi advice h apki. Mn ny kl hi ye ghalti ki h aur 20$ loss pr trade manual close kr di. Jb k theak 15 minute baad wohi trade 35$ profit mn chali gai thi. Es sy mujhy bi yahi lesson mila h kbi bi target sy pehly close na krain. Ya news sy confirm ho k koi bra change any wala h jaisa k oil tanker pe attack etc.
          Just view ???, Like kon kry ga???
          • #6 Collapse

            Re: trade loss mai daik kar kabi be manual close na karai

            G han sir bhot sy trade asa be hain joh apni trade ko loss main dak kar parshaan ho jatye hain humain chiaye k hum iss main akbi be parishaan nhi hona chaiye humain iss main zada sy zada mehnaat karni chaiyen tky hum iss main kamiyaab ho sakiye humain kabi be apni trade ko loss main dak kar close nahi karna chaiye humain chaiye k hum iss main sabar sy kam laa thky hum trade main success hasil kar sakiye
            • #7 Collapse

              Re: trade loss mai daik kar kabi be manual close na karai

              Forex trading main bhut sa traders asa han jo trade ko loss main dekh k emotional ho jaty han r apni trade close kr dety han asa traders ko chaiya k wo apny emotions pa kabu rakhen r kabi v foran trade close na kren bhalky us trade ko profit main jany k intzar kren
              • #8 Collapse

                Re: trade loss mai daik kar kabi be manual close na karai

                trade jb hari loss my jata hy to hamaya chiya hama us ko sahi dekh kry agrwo zeada loss hamaya deny wali ho to hamaya chiya hama us jo usi taime ckose kr dia kry our ham apani trade ko phr sahi dekha kry jb dobara moka miky sahi hamaya entry mily to tb hamaya phr who apni trade ly lyni chiua
                https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
                • #9 Collapse

                  Re: trade loss mai daik kar kabi be manual close na karai

                  DEAR ap ki bat sahi hai as main ham ko chahiy hai kee ham as main ache se kam kare agar ha as man ache se kam kare gee tu hi ham as main kamyab ho sake gee aor ham ko as main trade hamen kabi bi trade loss main xclose nahi karni chahiy hai q k ham as main close kare ge tu ham as main kamyab nahi ho sake gee as liy hame as main chahiy hai kee ham as main rade na hi close kare tu hamre liy bihtar hai
                  • #10 Collapse

                    Re: trade loss mai daik kar kabi be manual close na karai

                    forex mai jab hum ka karty howe koi mistake kar dety hain to hamy loss ho jata hain hamara account wash ho jata hain is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota hamy loss ky bad thence nahi hona chahey hamy saber karna chahey or next time apne mistakes ko follow kar ky mahnet sy kam karna chahey forex aik real business hain
                    • #11 Collapse

                      Re: trade loss mai daik kar kabi be manual close na karai

                      G haan bilkul hamen trade ko loss me dekh ker foran close nahi kerna chahiye but usko time dena chahiye ho sakta he k market aahista aahista aapke haq me aa jai or wohi trade aapko acha profit de sakta he is liye hamen jald bazi nahi kerni chahiye bal k soch samajh ker kaam kerna chahiye ta k koi trade loss me close na ho or her trade ko kam se kam profit me close kerna chahiye.
                      • #12 Collapse

                        Re: trade loss mai daik kar kabi be manual close na karai

                        mary kayal mai loss wali trade ko close kar dena he bahter hain hamy himat karne ho ge forex aik bohat bara business hain hum is mai out off cost account bana kar be kam kar sakty hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain forex aik legal business hain hum is mai apny boss kud ap he hain
                        • #13 Collapse

                          Re: trade loss mai daik kar kabi be manual close na karai

                          trade loss main dekh Kar kabhi bhi manual close nahin karni chahiye kyunki is sailoz jyada ho jayega aur jab trade profit Mai tuze waqt close karni chahiye lekin trade profit Mai jarur aati hai agar wait kiya jaye to acha profit bhi Mil jata Hai wait karna close karne se best hota Hai koshish karon jab bhi train open Karen technical analysis karne ke bad trade open Karen
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: trade loss mai daik kar kabi be manual close na karai

                            agar unka koye trade thora sa be loss mai chala jay to wo emotion may akay khouf zada ho jatay hai aur trade ko close kar daitay hain loss mai halankai bad mai wahe trade profit ke taraf gaya hota hai mai ye kehna chahunga ke hamai mannually trade belkul be close nahe karna chaye hamai chaye ke aik achai say point pe stop loss place karai aur jab tak wo hit nahe ho jata hamai dety hain to hamy loss ho jata hain hamara account wash ho jata hain is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota hamy loss ky bad thence nahi hona chahey hamy saber karna chahey or next time apne mistakes ko follow kar
                            Click On Name And Visit My Journal
                            Naseer953 Trading Journal

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X