Stop loss k benefits

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Stop loss k benefits
    Dear traders kehte han k har kam aik limit k ander reh kr he krna chaie warna nuqsan hota ha same forex mn stop loss ap ki limit hoti ha jo ap ko nuqsan se bachati ha ap ne fasla krna hota ha k agr meri trade ki favour mn market move na kre to mera is se zada nuqsan na ho so please jb b ap trade krin stop loss lazmi lagain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Stop loss k benefits

    Stop loss k bohat benefits hain hum stop loss lga kr khud ko kisi bhi bare nuqsan se bcha sakty hain is k ilawa stop loss hmara account safe rakhta hai jo log stop loss ko ignore krty hain Un k account aksar wash ho jaty hain is k ilawa humen koshish krni chaheye k jab bhi trade lgaen risk to reward lgaen Matlab yeh k stop loss Kam take profit ziada lekin stop loss ko kabhi bhi ignore krny ki galti na kren tabhi ap safe trading kr sakty hain.
    • #3 Collapse

      Re: Stop loss k benefits

      Dear brother forex trading men stop loss ka bahut acha option avail hey iss ki waja se bara loss nhi hota aur account bhi safe rahta hey iss liay trade lagatay waqt stop loss ko zaroor manage karen ta k agar acha profit nah milay tu ziyada loss bhi nah ho aur account bhi wash nah ho
      • #4 Collapse

        Re: Stop loss k benefits

        Friends Forex trading Mein kaam karte hue Forex trading Mein Hamein ya option Diya gaya hai ki hum stop-loss Laga sakte hain iska fayda Ya Hai Ki Ham to Jada loss Nahin Hoga aur ek point par aap ka loss ruk Jayega aur aapko Jyada pareshani nahi hogi aur aap ko Dobara last ko recover Karke ahsani ke sath Dobara Prophet Hasil kar sakte hain
        • #5 Collapse

          Re: Stop loss k benefits

          stop loss trading ka hisa hai jo log stop loss ke sth kam nahi karte wo kabi b ache trader nahi ban sakte acha trader wohi hai jo stop loss ke sath kam karta hai new traders kochahiye ke wo stop loss ko seekhe stop loss se hamra account save rahta hai or hume pata hota hai ke hum ne kitna profit karna hai or kitna loss yahi asal trading b hai.
          • #6 Collapse

            Re: Stop loss k benefits

            Stop loss ka sab sy bara faida forex traders ko yeh hota hai ky account wash hony sy bacha rehta hai ky loss increase hony ki bajaey trade small loss main hi close ho jati hai ky thory loss ko recover kerna bhi asan hota hai lekin account wash hony per bonus ka wait kerna perta hai ya personal amount invest kerni perti hai
            • #7 Collapse

              Re: Stop loss k benefits

              g haan bhai bilkul apki baat sy agreekarta hun ap ny bilkul sahi kaha stop loss hamesha hamary leay faida mand sabit hota hy hamen kisi bhi trade par stop loss lgana chye agar apki koi trade ghalt chali jaati hy aur ap loss me jaa rahy hen to to apky loss ko target k mutabik limitize kr deta hy stop loss jis sy ap bog loss ya account wash sy bach skty hen yahi forex k basic qawaneen me sy hy isky ilawa take profit bhi lgana aksr faida mand hota hy ham kisi waja sy apni trade ka status nahi dakh paaty aur apki trade apko acha profit deny k baad phr neechy jaa rhi hy to is halaat me take profit bhi faida mand hota hy
              • #8 Collapse

                Re: Stop loss k benefits

                G Han bilkul sahi kaha ap ne forex mein trading k Duran stop loss k faida hota hai, q k Agar apko ko acha profit na milay to stop loss ki waja se ziada nuqsan bhi nahi ho ga, es liye koshesh Karen k jab bhi koi trade lagayen to stop loss zrur lagayen
                • #9 Collapse

                  Re: Stop loss k benefits

                  Trading mein stop loss ki ahmiyat backbone ki Hai jis tarah stop-loss nahi laga hoga to big loss Jani ke account was ho sakta hai aur ISI tarah backbone bhi insaan ko khatam kar deti hai aur kisi kaam ka nahi chod de isiliye mehnat Karen aur quality or quantity ke saath kaam Karen FIR aap acchi bola uske sath achi trading karke achha waffle Le sakte hain lekin agar hum Kam mehnat aur aur post bhi kaam karenge quality bhi nahin hogi to fir bolus bhi bahut kaam aayega aur trading bhi bilkul nahin ho sakti.
                  • #10 Collapse

                    Re: Stop loss k benefits

                    bikul dear forex main koi b trade krni hoto stop loss lazmi lgana chahiya agr ap asa ni kry gy to jo trade apny lgai ha agr wo loss main start hogai ha to ap ny stop loss ni lgaya howa to wo hi trade agr ap k account ki equity kam ha to ap k account ko 1 wqt asa ay ga k accoumt wash ho jay ga is lia jb b trade lgay sath hi stop loss lazmi lgana chahiya apni equity k hisab sy or apni strategy k mutabik
                    • #11 Collapse

                      Re: Stop loss k benefits

                      g han sir bilkul thek kaha ap ny humain chaiye k hum jab be iss main trade karta hain toh humain stop loss kah use zaroor karna chaiye hum agr asa nahi karta toh humera account be wash ho sagta ha humain chaiye k iss kah use zaroor karye tky hum apna loss ko kam sy kam kar sakiye jis sy loss kam kar sakiye apna or humain iss main zada sy zada mehnaat akrni chaiye
                      • #12 Collapse

                        Re: Stop loss k benefits

                        Dear friend forex trading men stop los key bhot benefits hain stop lose ka option lose se bachny ka hatiyar hota hai hame hamesha stop lose ka option use karna chye kabi bhi apna los foure dollars se age na Jany do.
                        • #13 Collapse

                          Re: Stop loss k benefits

                          Hi stop loss ke bahut hi jyada fayde Hai hamein chahiye ke hum Jab Bhi trade lagayein to stop loss Jarur Lagaye Agar Hum stop-loss Laga Lenge to is se Hamein bahut hi jyada fayda Hoga vah Is Tarah Se Keh De Agar Hum iska use Karenge to Agar Hame profit Hui Tu Jyada Hogi aur Agar Hame nuksan Vadhu kaam Hoga Agar Hamein nuksan Hua to Hua Ek jagah par Aakar ruk Jayega aur usse Jyada nuksan Hamein nahi hoga
                          • #14 Collapse

                            Re: Stop loss k benefits

                            dear friend stop loss lagany k bhi kuch asol hoty hain aur ap ko hamesha stop loss sport aur resestanse k pass hi rakhna chahye qu k market gab koy sport tor dety hy to os k bary main ganna momkin nahi hota
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Stop loss k benefits

                              Hi benefits stop loss me Lagana chahiye Agar Hum stop loss ko use nahi karenge to is Mein Hamara apna hi nuksan Hai Hamein stop plas Ka istemal Karna chahie Yeh bahut hi Jaroori Hai stop-loss Ko istemal Kar Ke hi hum kuch kar sakte hain trading main fayda Hasil kar sakte hain is wajah se Hame chahi ke Hum stop-loss ka istemal Karen

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X