Forex trading vs Eyes Protection

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading vs Eyes Protection
    G han friends forex trading main lagataar kaam kr k r screen PR nazar rakhna ap ki eyes ka problem ho Santa hy is liy AP ko chahiye k masalsaal screen ko na daikhin bulke thori der screen sy nzar hata leni chahiye kiun k eye Allah Almighty ki bari nemat hain is ki b hifazaat krain r ek accha sehatmand trader ban jain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex trading vs Eyes Protection

    G bilkul aisa hi he forex mein kamyabi k liye apko ziada mehnat karna hoti he or usk liye apko har waqt mobile pe nazar rakhna parti hai Jis se apki eyes kharab ho sakti hain, es liye lagatar mobile ka use na Karen bal k waqfay waqfay se esko use Karen or eyes ko protect Karen
    • #3 Collapse

      Re: Forex trading vs Eyes Protection

      G han dear me apki bat sy itfaq karta hon apny bhot achi bat shear ki hai apny ek bhot achy point pe bat ki hai to ye bhi ek bhot bara masla ho sakt hai hamri nazar kharb ho sakti hai is lye hamen is me bhi ahtiyat bartny ki zarort hai agr ham is me koi ahtiyati aqdam nhe karen gay to hamari nazar kam zor ho jay gi
      • #4 Collapse

        Re: Forex trading vs Eyes Protection

        Yes dear boht acha point uthaya ha ap ne apni sehat ka khial rakhna boht zaruri ha sehat Allah ki nemat ha is ka khial rakhna chahie ap apna kam twajo se TB he kr sakte han jb ap tandrust hon ge forex onlin business ha jo Mobil ya laptops pe krna parta ha so I suggest k rays protecter lagain screen pe
        • #5 Collapse

          Re: Forex trading vs Eyes Protection

          main b pehlay har waqat forex screen or chart par nazar rakhta tha itny invesment hi na thi phir b nazar rakhta tha manta ho yeh meri galty thi ab main market kabi kabi daikhta ho target alarm laga rakhta hai jab mera take profit hota hai khud hi pata chalta hai
          • #6 Collapse

            Re: Forex trading vs Eyes Protection

            forex trading ko tu mushkil kam nahi hai is se koi farq nahi pare ga eyes per log sara sara din computer per kam karte rahte hai un ko kuch nahi hota tu forex trading karne walon ko kya hona hai han agr kisi ki nazar weak hai tu us ko thori ahtiyat karni chahiye wo musalsal screen ko na daikhe balke thora gaib de liye kare.
            • #7 Collapse

              Re: Forex trading vs Eyes Protection

              G Han dear ap ne ache baat ki Hai aisa he Hai Agar humen acha aur kamyab trader bnna Hai to trading k sath sath humen apni health ka bhi khyal rakhna chaheye ta k hum kamyabi ki traf ja saken Agar hum apni health ka khyal nahi rakhen ge to phir hum markeet par theek tarha se focus nahi kr saken ge humen chaheye k markeet ko watch krny k liye ek time table set kren ta k hum ziada screen par focus na kren aur apni eyes ko khrab hone se bcha saken.
              • #8 Collapse

                Re: Forex trading vs Eyes Protection

                G han sir bilkul thek kaha ap ny humain chaiye k hum asy suraathaal main humain eyes ko zaroor rest dani chaye agr hum asa nahi karta toh humeri eye k problem be ho sagti ha or humain chaiye k hum trading main jab be kam karye toh humain iss main kuch time eyes k safe rakna k liye be nikalna chaiye agr hum asa karta hain toh humeri eyes tab he sahi rah sagti hain
                • #9 Collapse

                  Re: Forex trading vs Eyes Protection

                  Hi Yeh To aap ne bahut hi accha Mashwara diya hai ki aap Jab Bhi koshish Karon is made to musalsal screen Ko Na Dekhe pal ke thoda gap Dede muscle secreen ki taraf dekhne se Hamari bhi ho sakti hai Hamein kaam karna hai par is ke sath sath mai apni sehat ka bhi khayal rakhna hai sahat aur sabse Pehle hai agar Hamari sehat acchi Hogi to tab hi ma'am Kuch Kar Payenge is wajah se apni sehat Ka Khayal Rakhen
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex trading vs Eyes Protection

                    AaSalaam Alaikum Shyam bhajan aapne bilkul sahi kaha hai ki pakistan forex forum main trading ke alava Hamein eyes protection bhi Jaruri hota hai isliye Hamein 1 timetable came today kis Mein kaam karna chahie Taki Hum Bhi lens Hoon aur Hamare ise bhi product Hoon Kyunki Jyada time mobile screen ya computer screen ko Dene Se Hamare ice change ho sakte hain aur Unka Roshni kam ho sakta hai isliye Hamein training Forex training Ke Saath Saath Hamesha Apne eyes ko be protected karna chahie
                    Visit My Profile
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex trading vs Eyes Protection

                      ji Hamen Yeh business karna chahie par is Ke Saath Saath Hamesha apni health ka bhi hair Rakhna chahi sahitto bahut jaruri hai Kyon Ke Jaan Hai Tu Jahan Hai Jo kaam online hota hai usme in eyes Ka masla Aata Hai ise week hone ke bahut Jhansi se hote hain is wajah se Hame chahiye ki hum Jyada screen Ki Taraf Na Dekhe pal ke thoda gap de de ke kam kare
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex trading vs Eyes Protection

                        forex mai kam karny sy hamare eye side weak ho jate hain forex aik online or kabe be band na hony wala business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X