Greed aur emotions ko khatam karny ki try traders ko zaror karni chaye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Greed aur emotions ko khatam karny ki try traders ko zaror karni chaye
    Bahot se traders esy hey jo koshish karny key bawajood be greed aur emotions ko khatam karny me kamyab nahi hoty esy traders ko greed aur emotions ko remove karny ki koshish zaror karni chaye agar demo account me traders ye try karty hey to real account me esy traders ko greed aur emotions khatam karny me asani ho saky gi.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Greed aur emotions ko khatam karny ki try traders ko zaror karni chaye

    Dear friend aap ke baath bilkul teek hay forex trading may jab thak hum lalich karthay hay os waqth thak ham is business may kamyaab trader nahee ban sakhtay is liay hamay chaheay ke hum ziada lalich na karay our Kam profit may he guzara Kia karay our ziada loss say mehfoz rakay.
    • #3 Collapse

      Re: Greed aur emotions ko khatam karny ki try traders ko zaror karni chaye

      g han dear bro main ap se bilkul agree karta hun ise lalach ke waja se new members loss main jate hain or himat or hosla kho bethte hain or forex ko chor dete hain to new members ko mere taraf se yeh advice hae k kamz kam apni greed p control karen or tension na len forex kabhe na khatam hone wala business hae
      • #4 Collapse

        Re: Greed aur emotions ko khatam karny ki try traders ko zaror karni chaye

        اصل پيغام ارسال کردہ از: sarfarazahmad پيغام ديکھيے
        g han dear bro main ap se bilkul agree karta hun ise lalach ke waja se new members loss main jate hain or himat or hosla kho bethte hain or forex ko chor dete hain to new members ko mere taraf se yeh advice hae k kamz kam apni greed p control karen or tension na len forex kabhe na khatam hone wala business hae
        G ha ap ny Tk bt ki ha ky ager. Sb is my achy sy km kr rahy ha Jo Jo new member ha oun ko be wasy he mahnt krni cha. Or greed to bilkul be Na kray ager ni krty greed to jaldi success milti ha or ager greed ky sy at km krty ha to pher is my both he time wast krty ha khod ka loss he krwati ha to is sy bachow new member
        • #5 Collapse

          Re: Greed aur emotions ko khatam karny ki try traders ko zaror karni chaye

          G Han dear bilkul sahi kaha hai ap ne greed aur emotions hmari kamyabi ko kha jaty hain aur yeh dono cheezen humen zindagi k kisi bhi meedan men kamyab nahi hony dyti hain is liye Har trader ko chaheye k greed aur emotions jaisi deemak ko apni life se khatam krny ki bhar poor koshish kren tabhi wo apni life men kamyab ho sakty hain otherwise hnare liye kamyabi hasil krna mushkil he ni balky namumkin bi Hai.
          • #6 Collapse

            Re: Greed aur emotions ko khatam karny ki try traders ko zaror karni chaye

            Bahot achi bat ap ny kr di hai greed matlb lalich humen andha kr deti hai humen lalich sy bchna chue aor aapny emotions jin ko urdu ma.jzbaat kaha jata hai inkp control krna hai apko maloom hai ky Pakistani hum bahot jazbati ho jaty hai jis ki eaja sy loss ky cgance bhi brha lety hain achy bhaly profit waly account ko zaya krva bethty hain sirf is laich aor emotions ki waja sy preshani uthana prti hai hum sub ko
            • #7 Collapse

              Re: Greed aur emotions ko khatam karny ki try traders ko zaror karni chaye

              Aap Logon Ko Yahan Par Dadi aur emotional kohali aaj se pesh karna hota hai agar aap Yahan Par apni Boston ko control mein rakh kar kaam karna seekh Chahte Hain To aapko Yahan Par bahut accha kaam mein message karna ho jayega aur aap Yahan Par long time ke liye working course utilise Karke guitar district galat karna samajh sakta hai aap sab ke liye
              • #8 Collapse

                Re: Greed aur emotions ko khatam karny ki try traders ko zaror karni chaye

                Forex trading business mein jo lalage karta hai wo Jyada der tak is business Mein kaam nahi kar pata wajed Apna account watch karwa leta hai Forex main earning ki koi limit nahi hai job lalach Mein Aakar Badi trade open ki Jati Hai to loss Bhi Jyada hota hai Bade loss ko recover karna Mushkil hota hai Bade loss ko recover Karte Karte Mazeed loss ho jata hai...
                • #9 Collapse

                  Re: Greed aur emotions ko khatam karny ki try traders ko zaror karni chaye

                  Forex Mein sabse Badi chij Hai Ke Garib aur emotion ko control Mein Rakhna Forex main jo Apne a emotion Aur gareed Ko control mein rakh leta hai wah Kamyab ho jata hai Fox main lalach nahi karni chahiye slow slow money management ko follow karke kaam karna chahie money management ko follow karke Chale Ayenge to best Rahenge...
                  • #10 Collapse

                    Re: Greed aur emotions ko khatam karny ki try traders ko zaror karni chaye

                    Forex men greed or emotions ki koi jaga ni hy wo log jo greed sy trading krty hyn or emotionally trade laga dety hyn to unko hamesha loss e hota hy so is men hamen in chezo sy avoid krna chahey q k greedy log jb kuuch hasil ni kar paaty to wo isko phr chor dety hyn is lye hamen in chezo ko remove karny ki zrurat hy
                    • #11 Collapse

                      Re: Greed aur emotions ko khatam karny ki try traders ko zaror karni chaye

                      Friend ap nay sahi kaha hai,abhi tak maine kafi had tak sabhi problem ko par kar chuka hoon par ye khatam hi nehi ho raha. pichle month maine bhi iske wajah se balance bahut kam kar di he. par maine than li he ki age se ye nehi hoga.aur @ anubhav bhai aap sl jarur de agle baar se . ye aap ke balance ko wash out hone se bachayega. ,Dua hai k ap ko kamyabi hasil ho,thanks
                       
                      • #12 Collapse

                        Re: Greed aur emotions ko khatam karny ki try traders ko zaror karni chaye

                        Friend ap nay sahi kaha hai,kabhi bhi trader ko apni limit ke baGIar trading nahi karni chahiye,agar aapka account aapko bade lots allow nahi karta to aapko bade lots me trading nahi karni chahiye,iske liye aapko apne emotions pe control rakhna bahut zaruri hota hai ,Dua hai k ap ko kamyabi hasil ho,thanks
                         
                        • #13 Collapse

                          Re: Greed aur emotions ko khatam karny ki try traders ko zaror karni chaye

                          Dear aap ki bilkal thek hay main aap ki baat sa itafaq karta hoon k aap kohi be bussniss karan us main greed aur lalach start ho ja hay tu kamyabi nakami main tabdeel ho jati hay same issi tarha instaforex trading main ager aap na kamyab hona hay tu lalach aur emotions sa door rahay
                          • #14 Collapse

                            Re: Greed aur emotions ko khatam karny ki try traders ko zaror karni chaye

                            bht achi bt ki ap ny k forex myn ya kisi bhi buisness myn lalach krna thk nahi ha is k nuksan hi samny aty hain faida koi bhi nahi ,forex main bhi greed ki koii jagah nahi ha ,jitna ho sky trader ko lalach ko khatam krny ki koshish krni chyae ,is main faida ha ,trading pe bht acha efect ata ha ,
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Greed aur emotions ko khatam karny ki try traders ko zaror karni chaye

                              Yes boss aap ki baat sahi h aur ham as mien lalach kerte hien tu ham as mien kamaee nahi ker sakte hien q k kamaee ka taluq hamari achi trade sy hota h as lyee ham ko lalach nahi kerna hota h aur agar ham ko thora bhoot as mien bachat ho jata h tu ham ko as ko qabool ker lena hota h agar ham as mien lalach kerte hien k ham ko zyada munafa ho jaye tu ham as mien apna nuqsan ker sakte hien as lyee ham ko khud ko nuqsan sy bacha ker as mien kaam kerna hota h aur ham ko as mien apne lyee kuch khas kerna hota h aur as mien lalach sy dor rehna hota h as lyee lalach kabhi b nahi karna hota h.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X