slow slow trading karoo
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    slow slow trading karoo
    forex mai hum live or sada urdu mai trading karty hain hamy slow slow trading karne chahey pher he hum kam kar ky ache earning hasial kar saky gy agar hum jald baze mai kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi ho ga forex mai pairs or currency mai trading karty hain forex kabe be band na hony wala business hain is mai hamara koi boss nahi hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: slow slow trading karoo

    Slow trading key 2 fawayed hey jen ka janna bahot zarori hay 1 ye key traders ko slow trades ki opening ki waja se market ko analysis karny key ley time mil jata hay aur 2nd faida traders ko ye hota hay key slow trades ki opening karny waly trades zeyda risk be lena zarori nahi samjty esi waja se hi traders ko loss be bahot kam ho sakta hay aur us key kamyabi key chances zeyda ho jaty hey.
    • #3 Collapse

      Re: slow slow trading karoo

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Swin پيغام ديکھيے
      forex mai hum live or sada urdu mai trading karty hain hamy slow slow trading karne chahey pher he hum kam kar ky ache earning hasial kar saky gy agar hum jald baze mai kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi ho ga forex mai pairs or currency mai trading karty hain forex kabe be band na hony wala business hain is mai hamara koi boss nahi hain
      Ya Baat aapki theek hai traders ko chahi ke vaaste slowly slowly trading Karen market ko Samjho aur analyses Karke trading Karen trading karte hue Kabhi Bhi jaldbazi Na Karen is Ka Anjam sirf loss hai
      • #4 Collapse

        Re: slow slow trading karoo

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Swin پيغام ديکھيے
        forex mai hum live or sada urdu mai trading karty hain hamy slow slow trading karne chahey pher he hum kam kar ky ache earning hasial kar saky gy agar hum jald baze mai kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi ho ga forex mai pairs or currency mai trading karty hain forex kabe be band na hony wala business hain is mai hamara koi boss nahi hain
        Ya Baat aapki thik hai traders ko chahiye ke vaaste slowly slowly trading Karen market ko Samjho aur analyses Karke trading Karen trading karte hue Kabhi Bhi jaldbazi Na Karen is Ka Anjam sirf loss hai
        FRD 07 TRADING JOURNAL
        • #5 Collapse

          Re: slow slow trading karoo

          Ap ki baat theak hai k market mai trade slow aur smajh kr krna chahey. jis sey hum market mai achi lot key sath trade open kr sakty hai. Aur hum market mai loss sey bach sakty hai. Slow trade krney sey hum market mai lalach sey bhe bach sakty hai. Aur humri earning bhe zada ho sakty hai.
          • #6 Collapse

            Re: slow slow trading karoo

            G han main ap ki bat se mutafiq hon k hamein apni trading aram our sakoon k sath karni chahiye kyon k is se loss nahi hota our agar ap jald zaazi se trading karte han to ap ko loss hi loss ho ga our forex main lalach se bachen kyon k ye kamyabi k liye bahut zarori hai
            • #7 Collapse

              Re: slow slow trading karoo

              Ji haan dear aap ne bilkul theek kaha hai slow trading Karni chahi best trader wahi hota hai jo money management ko follow karke chalta hai jo money management ko follow karke chalta hai use profit bhi accha ho jata hai aur loss se bhi bacha rahata Hai market Mein Soch Samajh Kar Chale Ayenge to accha profit Hasil kar Sakenge...
              • #8 Collapse

                Re: slow slow trading karoo

                Slow trading Karni chahi best trader wahi hota hai jo money management ko follow karke chalta hai jo money management course follow karke chalta hai use profit bhi accha ho jata hai aur loss se bhi bacha rahata Hai market Mein Soch Samajh Kar Chale Ayenge to achha profit Hasil kar Sakenge forex market mein totally mind use karna padta hai...
                • #9 Collapse

                  Re: slow slow trading karoo

                  G Han dear ap ne ache baat ki Hai slow slow trading krny ki koshish krni chaheye aur jitna mil raha ho us ko Khushi se hasil kren ziada ka laalach aur ek time par ziada trading kr k ziada earning ki koshish se ap ko koi Bara nuqsan utha a par sakta hai is liye koshish kren k slow slow trading kr k thori thori earning ko hasil kren kyun KY hmesha Thora Thora mil kr bohat hi jata hai aur hum Thora Thora hasil kr k khud ko kamyab bna sakty hain.
                  • #10 Collapse

                    Re: slow slow trading karoo

                    Trading hamesha slow krni chahey kio k jaldi men to kam kharab hota hy slow trading k bahot say faidy hyn ak to is say markeet ko analyze karny men asaani hoti hy dosra is sy bnda bray loss sy b bach jata hy or markeet ko samajhny k lye zada wqt milta hyy
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: slow slow trading karoo

                      ak achey trader ky liye roori ha k wo forex trading main jald bai na kray ,balk slow slow trading kray ,har time trading krna bhi thik nahi hota h a,jb ap pata ho k market ki kai move honi ha ,kis range tk jaye gi to ap trade open kro jb rofit main aye to cloe kr k side pe ho jao bs

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X